Kitaab Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Awwal) Download Karein

Kitaab Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Awwal) Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Awwal) shaa’e’ ho chuki hay.

Inside title image for Ta'leemaat-e-Islaam (Hissah Awwal)

Mauzoo’aat: Deeniyaat, Islam

‘unwanaat: Ta’leemaat-e-Islaam

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot

Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Awwal) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Awwal) (silsilah number 3) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

asli kalmah Islam, tauheed, uswah-e hasanah, Risaalat, Quraan siraat-e mustaqeem, roza, zakaat, namaaz, Islam, taubah, hajj aur umrah, adal, tawakkal, jhoot, zaalim, israaf, faasiq, kaafir aur zaalim, gumraah shakhs, umeed, kheyraat, rizq, Raza, shaan Sahaabah (rz), ataa’at-e-Rasool (s.a.w), itaa’at Khuda, qiyaamat, qismat naama-e ‘amal, kaar saaz o maddad-gaar, girift, gawaahi, akhuwwat, ehad o paimaan, Musalmaan, maraaje’at, mashiyyat, museebat, wazan a’maal, huqooq waaledain, sharaarat, kaafir, maal yateem, anjaam, insaaf, sulah, naik kaam, emaan, bhalai, tasbeeh, mo’aaf karnaa, takabbur, ehad o paimaan ki ehmiyyat, naa-jaa’ez qabzah, ghaiz o ghazab, naa-jaa’ez aamdani, mazdoor ki mazdoori, rishwat, rehm, safaa’i, parrosi ka haqq, sunnat, loot aur ghaarat halaal nahi, tijarat, ikraam Sahaabah (rz), baap kay doston say achha sulook, parrosi kay huqooq, kasab halaal, amaanat, chughal khowri, hayaa’, rishtah daari torrnaa, juaa o shatranj, sharaab, ilm seekhnaa, مَا یُرْجٰی فِی الْقَتْلِ qatal ho jaaney kay ba’d phir umeed maghfirat ki hay, momin kiss waqt momin nahi hota, momin bawaja naa-farmaani kiss waqt momin nahi hota., zanaa say taubah karay to emaan loot-taa hay, sub say behtar shakhs, min ash-shuhadaa hamza hukmann, jab musalmaanon mein koi fitnah ho to jungle mein chalaa jaana durust hay, kaun kaun shaheed martay hain?, mushrikeen ko jazeerat al-Arab say nikaal do, Yahood ko jazeerat al-Arab say nikaal do, duniya mein musaafir ki tarah raho, farishton kay saath rooh ka urrnaa, miskeenon par kharach karnay ki barkat, waghairah.

‘Kitaab Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Awwal) Download Karein’ kay safha ko 1754 visitors nay 2001 martabah deikhaa