Kitaab Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Dom) Download Karein

Kitaab Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Dom) Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Dom) shaa’e’ ho chuki hay.

Inside title image for Ta'leemaat-e-Islaam (Hissah Dom)

Mauzoo’aat: Deeniyaat, Islam

‘unwanaat: Ta’leemaat-e-Islaam

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot

Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Dom) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Dom) (silsilah number 4) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

fasaad phelaney ki mumaane’at, Ta’leemaat-e-Islam (hissa dom), Allah mufsidon say muhabbat nahi rakhtaa, Allah mufsidon kay kaam nahi banaata, logon ko fasaad say roknaa chaahiay, achhay kaam ko kehnay aur buray kaam say rokney ka hukum, amar bil-ma’roof o an-nahii ‘an al-munkar, achhay kaam mein ta’aawun karnay aur buray mein na karnay ka hukum, Allah ka hukum sunaa do, jaahilon say kinara kash raho, naiki ki targheeb day, momin bhaa’i bhaa’i hain, momineen mein sulah karaa do, naseehat kartaa rah, musalmaanon mein aik giroh mubaligheen ka honaa chaahiay, Sahaabah (rz) khair ummat hain, amar bil-ma’roof aur nahii ‘an al-munkar kay mukhtalif darajaat, Sahaabah (rz) ki shaan pehli kutub mein, momineen ki siffaat, behtar baat, momineen ko bashaarat, puranay zamaanay mein inn ausaaf kay log thay magar thorray, ghareeb Musalmaan taaqat pakkarr jaa’ain to inn mein yeh ausaaf paida ho sakti hain: muhaajireen Sahaabah (rz) awwaleen misdaaq, kaamyaab log, kaash ribbi o ahbaar Yahood ko buray kaamon say rokein, bani israa’eel mein bhi hidaayat karnay waalay paida huye, kaafir na aap suntay hain na doosron ko sun-nanay daitay hain, woh buray kaamon say baaz nahi aatay, tauheed ka bayaan, tauheed ki haqeeqat, Islam kiya hay? Musalmaan kaun hay?, chaalees ahaadees mubaarikah hifz karnay aur tableegh karnay ki fazeelat, ilm seekhnay sikhaanay ki fazeelat, Deen sikhaana sub say afzal sadqah hay, das (10) cheezein fitrat mein daakhil hain, moonchh katarnay aur daarrhi rakhnay ka hukum, a’maal ka daar-o-madaar niyyaton par hay, jo sunnat par ‘amal na karay, woh mujh say nahi, sunnat-e Rasoolullah apnaanay say so (100) shaheedon ka sawaab, jab soor phoonka jaa’ay gaa, maut har haal mein aani hay, har shakhs do gawaahon kay saath haazir ho gaa, farishta a’maal naamah haazir karay gaa, qiyaamat kay din sub manzar saamnay aa jaa’ay gaa, kufur karnay waalay ko jahannum mein daala jaa’ay gaa, Allah ki baat nahi badli jaa’ay gi, shirk karnay waala bhi jahannum mein, jahannum kay pul par charrhnay kay li’ay aath (8) seerrhiyaan hain, qabar kay paas rooh ko sawaab bakhshnay ka tareeqah, mardon kay arwaah ko sadqah karnay ki kaifiyyat kiya hay?, waghairah.

‘Kitaab Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Dom) Download Karein’ kay safha ko 1753 visitors nay 1999 martabah deikhaa