Kitaab Seerat Hazrat Usman Zun-Noorain Raziyallah-o-‘anh Download Karein

Kitaab Seerat Hazrat Usman Zun-Noorain Raziyallah-o-‘anh Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Seerat Hazrat Usman Zun-Noorain Raziyallah-o-‘anh shaa’e’ ho chuki hay.

Cover front image for Seerat Hazrat Usman Zun-Noorain Raziyallah-o-'anh
Inside title image for Seerat Hazrat Usman Zun-Noorain Raziyallah-o-'anh
Cover back image for Seerat Hazrat Usman Zun-Noorain Raziyallah-o-'anh

Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Islaam

‘unwanaat: Al-Mazloom Al-Ameen, Hazrat Usman Zun-Noorain Raziyallah-o-‘anh, Khaleefat-un-Nabii (s.a.w), Khulafaa’-e-Rashideen (rz), Manaaqib, Seerat

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Marhabaa Academy

Seerat Hazrat Usman Zun-Noorain Raziyallah-o-‘anh ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Seerat Hazrat Usman Zun-Noorain Raziyallah-o-‘anh (silsilah number 38) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

seerat-e Usmaan Zun-Noorain (rz), ‘abd Shams bin Manaaf bin Qusi ki aulaad, qabool Islaam, pehlay pehlay izhaar-e Islaam karnay waalay aath (8) musalmaanon mein hazrat Usmaan (rz) shaamil hain, qabool Islaam par hazrat Usmaan (rz) par jabar o tashaddad, hazrat Usmaan (rz) Zun-Noorain ki khasoosiyaat, aik e’taraaz aur uss ka jawaab, hazrat Ruqayyah (rz), hazrat Umm-e-Kulsoom (rz), aik anokhi jahaalat, hazrat Usmaan (rz) daamad-e Rasool s.a.w, hazrat Usmaan (rz) ki hijrat-e Habashah ma’ Dukhtar (rz) Rasool s.a.w, hazrat Usmaan (rz) say dukhtar Rasool s.a.w hazrat Umm-e-Kulsoom (rz) ka Nikaah, shaamat taqiyah, kiya dain chhupaana baa’is izzat hay?, infaaq fee sabeelillah, Jihaad fee sabeelillah, Ghazwa’-e Badar ki afzaliyyat, Abul-A’laa Maudoodi ki jaarhaana tanqeed, hazrat Usmaan (rz) ki hijrat Habashah, hazrat Usmaan (rz) ka hazrat Ibn ‘auf (rz) say ‘aqad muaakhat, Madina mein niyaabat Rasoolullah s.a.w, manaaqib Khulafaa’ay Salaasah (rz), hazrat Abu Bakar o Umar aur Usman raziyallah-o-‘anhum kay fazaa’il, hazrat Usmaan (rz) ko Jannat ki bashaarat, jaish ‘usrat mein hazrat Usmaan (rz) ka maal deinaa, jaish ‘usrat mein hazrat Usmaan (rz) ko bashaarat, bai’at Rizwaan aur hazrat Usmaan (rz) ki shaan, hazrat Usmaan (rz) ka baaghiyon ko jawaab, Usmaan (rz) fitnon mein raah raast par hon gay, Khilaafat ki bashaarat qamees say misaal, Huzoor (s.a.w) ki hazrat Usmaan (rz) ko sabar ki wasiyyat, Huzoor (s.a.w) ki Usmaan (rz) ko wasiyyat, hazrat Usmaan (rz) ki ittebaa’ ka hukum, Usmaan (rz) ka Sahaabah mein maqaam, hazrat Usmaan (rz) par e’taraaz ka jawaab, Huzoor (s.a.w) ka khawab Khilaafat Usmaan (rz) ki bashaarat, Khilaafat-e Nabuwwat, aik khawab Huzoor (s.a.w) ki ta’beer. Khilaafat Nabuwwat, Khulafaa’ Salaasah ki shaan, shaan hazrat Usmaan (rz), hazrat Usman Jannat mein Huzoor (s.a.w) kay rafeeq, Khilaafat-e hazrat Usmaan (rz), hazrat Usmaan (rz) aur kurtah Khilaafat, sub say ziyaadah hayaa’ waalay Usman, meri ummat mein sub say ziyaadah hayaa’ waalay, Khulafaa’ salaasah (rz) hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki nazar mein, sub Sahaabah (rz) bhaa’i bhaa’i hon gay, hazrat Umar (rz) ki nazar mein hazrat Usmaan (rz) ka maqaam, hazrat Usmaan (rz) ki juzwi 10 khoobiyaan, hazrat Usmaan (rz) ki fazeelat, hazrat Usmaan (rz) ko Zun-Noorain kiss li’ay kehtay hain ?, hazrat Usmaan (rz) Jannat mein rafeeq hon gay, hazrat Usmaan (rz) nay kabhi gaana nahi gaaya, hazrat Usmaan (rz) ki musalmaanon kay li’ay khidmaat, hazrat Usmaan (rz) ka mahaasreen say khitaab, Huzoor (s.a.w) ki baiti say Usmaan (rz) ka Nikaah, aik rak’at mein khatam Quraan, hazrat Usmaan (rz) ka itmaam Hadees, hazrat Usmaan (rz) ki shab baidaari, Huzoor (s.a.w) Usmaan (rz) say raazi thay, hazrat Usmaan (rz) kay irshaadaat, Usmaan (rz) Huzoor (s.a.w) kay ham nasheen aur dost, hazrat Usman Zun-Noorain (rz) kay Islaam laanay ka waaqe’ah, Istikhlaafah (janasheen Usman) raziyallah-o-‘anh, janasheen Usmaan (rz) kaun ho?, hazrat Usman raziyallah-o-‘anh ka muhaasirah aur shahaadat, hazrat Usmaan (rz) ka do balwaayon say khitaab, hazrat Usmaan (rz) par misri balwaa’i ka hamlah, hazrat Usmaan (rz) ko khawab mein Huzoor (s.a.w) aur Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki ziyaarat, shahaadat say pehlay khawab, hazrat Usmaan (rz) ka jawaab, balwaa’iyon kay e’taraaz ka radd, hazrat Usmaan (rz) ka paani balwaa’iyon nay band kar diyaa, hazrat Usmaan (rz) ki balwaa’iyon ko naseehat, hazrat Usmaan (rz) ka muhaasirah kay dauraan khitaab, muhaasirah kay dauraan hazrat Ali (rz) Namaaz parrhatay thay, muhaasirah kay dauraan hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka paygham, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka shahaadat-e hazrat Usmaan (rz) par Irshaad, hazrat Usmaan (rz) ki shahaadat par hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka Irshaad, hazrat Usmaan (rz) ki Khilaafat, Khilaafat-e Nabuwwat thi, hazrat Usmaan (rz) kay qaatil dozakh mein jaa’ain gay, hazrat Usmaan (rz) aur hazrat Ali (rz) ki shahaadat ki paish-go’i, hazrat Usmaan (rz) ki paish-go’i: Ali (rz) par maatam kiya jaa’ay gaa, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki paish-go’i jo Zaahir hu’i, Usmaan (rz) Zun-Noorain ka Irshaad, Muhammad bin Abi Bakar (rz) ki tasdeeq, Muhammad (rh) bin Abi Bakar (rz), hazrat Usmaan (rz) Zun-Noorain ka Khutbah aur apni safaa’i, hazrat Usmaan (rz) Zun-Noorain ki shahaadat, bashaarat, hazrat Usmaan (rz) Zun-Noorain ka wasiyyat naamah, seerat-e hazrat Usmaan (rz) Zun-Noorain, Majlis Shoora , intikhaab khalifa kay liay, hazrat Usmaan (rz) bin Affaan raziyallah-o-‘anh ki bai’at, ‘ehad Usmaani (rz) mein futoohaat, Misar (Egypt) o Africa ki futoohaat, muhim (74) Iskandariya (Alexandria) ki baghaawat (24(AH) mutaabiq 645(AD)), muhim (75) Azerbaijan aur Aarmeeniyah ki baghaawat, muhim (76) Aishiyaa’ay Kochak ki futoohaat, muhim (77) shumaali Africa ki futoohaat, muhim (78) Qaisar Qustantuniya ko shikast, muhim (79) Qabras ki Fatah, mashriqi futoohaat, muhim (80) Faaras par dubaarah qabzah (24(AH) mutaabiq 644(AD)), muhim (81) Tabristaan ki Fatah (30(AH)), muhim (82) Khuraasan ki Fatah (31(AH)), muhim (83) Takharistan ki Fatah (32(AH) mutaabiq 651(AD)), muhim (84) Karmaan aur Sajistan (32(AH)), muhim (85) Dawaar, Ghazni aur Kaabil ki Fatah (33(AH) / 652(AD)), muhim (86) Fatah Sindh. Makraan, hazrat Usmaan (rz) nay hazrat Abdullah bin Abbaas (rz) ko Ameer Hajj muqarrar kiya, Ameer al-momineen hazrat Usman Zun-Noorain ka taareekhi maktoob, aayaat say istadlaal, aman o ittehaad ki zaroorat, naa-ittefaaqi ki muzammat, mukhaalifat ka Hashar, hazrat Usman raziyallah-o-‘anh ka muhaasirah, mukaalma-e ‘uzul hazrat Usmaan (rz) Zun-Noorain, hazrat Usmaan (rz) ko shahaadat ki Huzoor (s.a.w) aur Shaikhain (rz) ki bashaarat, hazrat Usman bin Affaan raziyallah-o-‘anh ki shahaadat, shahaadat-e hazrat Usman raziyallah-o-‘anh, hazrat Usman Zun-Noorain raziyallah-o-‘anh ki shahaadat, Usmaan (rz) nay kiya chhorra? kitney din zindah rahay aur kahaan dafan hu’ay?, taareekh-e shahaadat, shahaadat ka waqt, hazrat Usmaan (rz) ka dafan o janaazah, Namaaz janaazah giroh dar giroh aa kar ehl Madina nay parrha, ehl al-sunnat o Al-Jama’at kaun hain?, haaroon Al-Rasheed ka hazrat Usmaan (rz) kay muta’alliq istafsaar, shahaadat-e Usmaan (rz) kay ba’d ka zikar, Rasoolullah s.a.w kay As-haab (rz) nay jo kuchh kaha, daur-e Usmaani (rz) kay ehm waaqe’aat, waghairah.

‘Kitaab Seerat Hazrat Usman Zun-Noorain Raziyallah-o-‘anh Download Karein’ kay safha ko 1722 visitors nay 1965 martabah deikhaa