Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Haqeeqat-e-Baagh-e-Fidak shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Islaam
‘unwanaat: Baagh Fidak, Haqeeqat, Khulafaa’-e-Rashideen (rz), Manaaqib, Seerat
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah
Haqeeqat-e-Baagh-e-Fidak ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Haqeeqat-e-Baagh-e-Fidak (silsilah number 37) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
haqeeqat-e baagh-e Fidak, tehqeeqi sawaal o jawaab qaziyyah Fidak, (1) Hadees laa nooras mutafaq ‘alaih hay, (2) Hadees laa nooras kutub Shi’a mein bhi maujood hay, (3) meeraas-e Nabawi maali ki naffi kutub Shi’a mein, (4)Muhammad bin Hanfiyah (rh) ko wasiyyat-e Ali (rz) keh fuqahaa anbiyaa’ kay waaris hain, (5) Huzoor (s.a.w) nay maali wiraasat mein na Dirham chhorra na Deenaar, Fidak ka qaziyyah – asal soorat-e haal, (1) Abdul Azeez ki riwaayat kay alfaaz, (2) Abu Al-Yamaan ki riwaayat kay alfaaz, (3) Yahya bin Bakeer ki riwaayat kay alfaaz, (4) Abdullah bin Muhammad ki riwaayat kay alfaaz, (5) Ibraaheem bin Musa ki riwaayat kay alfaaz, tehqeeq, lafz ghazibat raawi ki milaawat hay, hadees-e meeraas Nabawi, hazrat Fatimah (rz) ka Siddique o Farooq say raazi honaa, azwaaj mutahharaat nay bhi tarkah ki taqseem ka mutaalibah tarak kar diyaa tha, hibah Fidak ki riwaayaa mauzoo’ hain, ehl Al-Sunnat aur ehl bid’at kaun hain ?, bid’at-e Kubraa kay murtakib ki riwaayat ko qabool nahi kiya jaa’ay gaa, waghairah.