Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Deen-e-Islam kiya Hay? ma’ Seerat Rahmatallil’aalameen (s.a.w) (Kaamil Hissay) (Baar Dom) shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Deeniyaat, Islam, Seerat-un-Nabii (s.a.w)
‘unwanaat: Aal Nabii (s.a.w), Ahaadees Rasool (s.a.w), Ahl-e-Bait-e-Rasool (s.a.w), As-haab-e-Rasool (s.a.w), Asal Maqsad Zindagi, Dain Islaam, Darood, Duniya Mein Aana, Ehl Sunnat wal-Jama’at, Fazaa’il, Huzoor (s.a.w), Imaam Hassan (rz), Imaam Hussain (rz), Insaan ki Takhleeq, Khulafaa’-e-Rashideen (rz), Lughwi Ma’na, Manaaqib, Rahmatallil’aalameen (s.a.w), Salaam, Seerat, Ta’leemaat-e-Islaam, Wajah Tasmiyah
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Marhabaa Academy
Deen-e-Islam kiya Hay? ma’ Seerat Rahmatallil’aalameen (s.a.w) (Kaamil Hissay) (Baar Dom) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Deen-e-Islaam ka Lughwi Ma’na aur Ahl-e-Sunnat-wal-Jama’at ki Wajah Tasmiyah (Hissah Awwal) (silsilah number 1) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Allah kay Deen ka naam Islam hay, Deen Islam ka lughwi ma’naa aur Ahl-us-Sunnat wal-Jama’at ki wajah tasmiyah, Islam ka lughwi ma’naa, tarjuma maulaana Ahmad Raza Khan barailwi, tarjuma Shi’a mufassar maqbool Ahmad Dehlwi, tafseer Shi’a mufassar Shaikh Tabarsi, emaan kay ma’naa, Deen ka ma’naa, deen Islam, mazhat ka ma’naa, millat ka ma’naa, Ahl-us-Sunnat wal-Jamaa’at, Islam ka ma’naa, Ahl-us-Sunnat wal-Jamaa’at ki wajah tasmiyah, jamaa’at ka ma’naa, sunnat ka ma’naa, Sunni nisbat, Ahl-us-Sunnat wal-Jamaa’at, Hanfi nisbat, sunnat ka lughwi aur shar’i ma’naa, lafz sunnat aur sunan ka iste’maal Quraan Majeed mein, Ahl-e-Sunnat kehlaanay ki zaroorat, Ahl-us-Sunnat wal-Jamaa’at ki ‘alaamaat, imaam Hassan (rz) aur imaam Hussain (rz) Ahl-e-Sunnat ki aankhon ki thandak hain, ahaadees: ifteraaq-e-ummat mein nijaat yaafta, Jamaa’at-e-Rasool (s.a.w) ki shaan, Sarwar-e-Kaa’enaat s.a.w ka Irshaad: Ahl-us-Sunnat o al-Jamaa’at haqq par hain, Ahl-us-Sunnat wal-Jamaa’at ki istelaah ka saboot, ahyaa’ sunnat, sunnat Rasoolullah (s.a.w), Ahl-us-Sunnat ki ta’reef hazrat Ali (rz) ki zubaan mubaarak say, tehattar (73) firqon ki paisheen go’i, ahaadees Shi’a ki bana par bhi Jamaa’at (rz) Rasool s.a.w ma’yaar haqq hay, sunnat ko zindah karein aur bid’at ko bhagaa dein, hazrat mujaddad Alif Thaani (rh) kay irshaadaat, sunnat aur bid’at ka farq, koi bid’at hasanah nahi, waghairah.
Ta’leemaat-e-Islaam, Insaan ki Takhleeq (silsilah number 2) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
rooh insaan ki fazeelat, iblees ka mardood honaa aur qiyaamat tak mohlat talab karnaa, rooh insaan ki haqeeqat o fazeelat, iblees ka takabbur, iblees aur insaan ka muqaablah, yeh Quraan aik naseehat hay, a’maal ka e’tbaar khaatma par hay, munaafiq ki chaar khaslatain, munaafiq ki teen (3) alaamatein, Allah nay ahl jannat aur ahl dozakh kay naamon ko likh diyaa hay, Allah, insaan ki ragg gardan say bhi qareeb hay, do farishtay har insaan kay saath bethay hotay hain, farishtay har insaan ka har lafz likh laitay hain, a’maal likhney waalay farishtay, insaan ki pedaeesh ka asal maqsad, insaan ki pedaeesh ka maqsad rizq rasaani nahi, insaan kay a’maal, rizq Allah khud hi sub ko pohnchanay waala hay, insaan ka ‘amal uss kay galay ka haar hay, insaan ko a’maal naamay dikhaa’ay jaa’ain gay, qiyaamat kay din insaan apna naamah a’maal khud parrh lay gaa, a’maal naamon ko dekh kar gunehgaar darr rahay hon gay, Allah tumhaara rabb hay, Allah nay tumhari soortein banaa’en, Allah nay tumhen rozi di, qiyaamat kay din ki paishi aur a’maal naamon ki taqseem, dahaney haath mein naamah a’maal waalay ka aasaan hisab ho gaa, bad-kaar logon ka naamah ‘amal sijjeen mein rahay gaa, jiss din tamaam insaan rabb al-aalameen kay saamnay kharray hon gay, naik logon ka naamah ‘amal illiyeen mein rahay gaa, Allah nay zameen ko tumhaaray li’ay qiyaam gaah banaaya, qiyaamat kay din logon ko a’maal dikhaa di’ay jaa’ain gay, a’maal naamon ki paishi kay ba’d faisla, naamah a’maal farishtay paish karein gay, a’maal naamon ki taqseem, Islaam kiya hay?, emaan o Islaam aur ehsaan kiya hay? aur qiyaamat kab aa’ay gi?, taqdeer kay munkiron say beyzaari, Sahaabah (rz) ko Jibra’eel (as) ki ziyaarat, emaan ki haqeeqat kiya hay?, ehsaan kiya hay?, sharaa’eh Islaam kiya hain?, ‘alaamaat-e qiyaamat kiya hain?, yeh Jibra’eel ‘alaih as-salaam thay, waghairah.
Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Awwal) (silsilah number 3) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
asli kalmah Islam, tauheed, uswah-e hasanah, Risaalat, Quraan siraat-e mustaqeem, roza, zakaat, namaaz, Islam, taubah, hajj aur umrah, adal, tawakkal, jhoot, zaalim, israaf, faasiq, kaafir aur zaalim, gumraah shakhs, umeed, kheyraat, rizq, Raza, shaan Sahaabah (rz), ataa’at-e-Rasool (s.a.w), itaa’at Khuda, qiyaamat, qismat naama-e ‘amal, kaar saaz o maddad-gaar, girift, gawaahi, akhuwwat, ehad o paimaan, Musalmaan, maraaje’at, mashiyyat, museebat, wazan a’maal, huqooq waaledain, sharaarat, kaafir, maal yateem, anjaam, insaaf, sulah, naik kaam, emaan, bhalai, tasbeeh, mo’aaf karnaa, takabbur, ehad o paimaan ki ehmiyyat, naa-jaa’ez qabzah, ghaiz o ghazab, naa-jaa’ez aamdani, mazdoor ki mazdoori, rishwat, rehm, safaa’i, parrosi ka haqq, sunnat, loot aur ghaarat halaal nahi, tijarat, ikraam Sahaabah (rz), baap kay doston say achha sulook, parrosi kay huqooq, kasab halaal, amaanat, chughal khowri, hayaa’, rishtah daari torrnaa, juaa o shatranj, sharaab, ilm seekhnaa, مَا یُرْجٰی فِی الْقَتْلِ qatal ho jaaney kay ba’d phir umeed maghfirat ki hay, momin kiss waqt momin nahi hota, momin bawaja naa-farmaani kiss waqt momin nahi hota., zanaa say taubah karay to emaan loot-taa hay, sub say behtar shakhs, min ash-shuhadaa hamza hukmann, jab musalmaanon mein koi fitnah ho to jungle mein chalaa jaana durust hay, kaun kaun shaheed martay hain?, mushrikeen ko jazeerat al-Arab say nikaal do, Yahood ko jazeerat al-Arab say nikaal do, duniya mein musaafir ki tarah raho, farishton kay saath rooh ka urrnaa, miskeenon par kharach karnay ki barkat, waghairah.
Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Dom) (silsilah number 4) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
fasaad phelaney ki mumaane’at, Ta’leemaat-e-Islam (hissa dom), Allah mufsidon say muhabbat nahi rakhtaa, Allah mufsidon kay kaam nahi banaata, logon ko fasaad say roknaa chaahiay, achhay kaam ko kehnay aur buray kaam say rokney ka hukum, amar bil-ma’roof o an-nahii ‘an al-munkar, achhay kaam mein ta’aawun karnay aur buray mein na karnay ka hukum, Allah ka hukum sunaa do, jaahilon say kinara kash raho, naiki ki targheeb day, momin bhaa’i bhaa’i hain, momineen mein sulah karaa do, naseehat kartaa rah, musalmaanon mein aik giroh mubaligheen ka honaa chaahiay, Sahaabah (rz) khair ummat hain, amar bil-ma’roof aur nahii ‘an al-munkar kay mukhtalif darajaat, Sahaabah (rz) ki shaan pehli kutub mein, momineen ki siffaat, behtar baat, momineen ko bashaarat, puranay zamaanay mein inn ausaaf kay log thay magar thorray, ghareeb Musalmaan taaqat pakkarr jaa’ain to inn mein yeh ausaaf paida ho sakti hain: muhaajireen Sahaabah (rz) awwaleen misdaaq, kaamyaab log, kaash ribbi o ahbaar Yahood ko buray kaamon say rokein, bani israa’eel mein bhi hidaayat karnay waalay paida huye, kaafir na aap suntay hain na doosron ko sun-nanay daitay hain, woh buray kaamon say baaz nahi aatay, tauheed ka bayaan, tauheed ki haqeeqat, Islam kiya hay? Musalmaan kaun hay?, chaalees ahaadees mubaarikah hifz karnay aur tableegh karnay ki fazeelat, ilm seekhnay sikhaanay ki fazeelat, Deen sikhaana sub say afzal sadqah hay, das (10) cheezein fitrat mein daakhil hain, moonchh katarnay aur daarrhi rakhnay ka hukum, a’maal ka daar-o-madaar niyyaton par hay, jo sunnat par ‘amal na karay, woh mujh say nahi, sunnat-e Rasoolullah apnaanay say so (100) shaheedon ka sawaab, jab soor phoonka jaa’ay gaa, maut har haal mein aani hay, har shakhs do gawaahon kay saath haazir ho gaa, farishta a’maal naamah haazir karay gaa, qiyaamat kay din sub manzar saamnay aa jaa’ay gaa, kufur karnay waalay ko jahannum mein daala jaa’ay gaa, Allah ki baat nahi badli jaa’ay gi, shirk karnay waala bhi jahannum mein, jahannum kay pul par charrhnay kay li’ay aath (8) seerrhiyaan hain, qabar kay paas rooh ko sawaab bakhshnay ka tareeqah, mardon kay arwaah ko sadqah karnay ki kaifiyyat kiya hay?, waghairah.
Ta’leemaat-e-Islaam (Hissah Som) (silsilah number 5) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
jannat mein jannatiyon kay qad saathh haath, Ta’leemaat-e-Islam (hissa som), jo garaibaan phaarray woh ham mein say nahi, janazay mein shirkat aur dafan tak thehrnay ka sawaab, maut ussi jagah aati hay jahaan likkhi hu’i hay, janaazah aur dafan mein shirkat ka sawaab do barray paharron kay baraabar, teen (3) aadmiyon kay muta’allaq sawaal matt karo, Allah kay siwa koi ma’bood nahi, Ta’leemaat-e-Islam aayaat-e Quaaniyah tauheed, rabb tumhaara Allah hay, siwaa’ay aik ma’bood kay aur koi ma’bood nahi, ma’bood haqeeqi saraf aik Allah hi hay, Allah tumhaaray saath hay jahaan bhi tum ho, Allah dekh rehaa hay jo tum kar rahay ho, Allah seenon ki baat ko jaantaa hay, Allah nay insaan ko paida kiya hay, Allah insaan ki ragg gardan say bhi qareeb hay, Allah tumhari soortein banaata hay, Allah nay insaan ko aik jaan say banaaya, Allah nay insaan ko geeli matti say paida kiya, hukoomat Allah kay siwa kissi ki nahi, hukoomat baari Ta’aala, Khuda hi ki khalq aur ussi ka hukum, Allah ko har shay ka ilm hay, Allah har cheez ka khaaliq hay, Allah har makhlooq ko jaantaa hay, jo cheez kinn kehnay say paida ho jaati hay, Allah jaantaa hay aur tum nahi jaantay, Allah sun-nanay waala jaan-nanay waala hay, aasmaan o zameen ki takhleeq say pachaas (50) hazaar (1000) saal pehlay, saat (7) aasmaanon ki tarah saat (7) zameenain, emaan laanay ka hukum, pairwi Rasool ka hukum, Risaalat, Muhammad Allah kay Rasool hain, Allah say muhabbat karnay waalon ko ittebaa’ Rasool ka hukum, Rasool aur momineen ka mukhaalif dozakh mein, Rasool ki itaa’at ba’ainehi Allah ki itaa’at hay, Allah aur uss kay Rasool ki itaa’at karo, Allah aur Rasool kay taabe’daaron ko jannat, Allah aur Rasool kay naa-farmaanon ko azaab dozakh ho gaa, Rasoolullah s.a.w par emaan laanay ka hukum, momin saaleheen mein shaamil hon gay, sachay momin kaun hain?, momin siddiqeen aur shuhadaa’ mein shaamil hon gay, muhaajireen aur ansaar Sahaabah (rz) sub kay sub sachay momin hain, momin sub aik hain, muhaajireen ka awwal darjah, amar bil-ma’roof karnay waali jamaa’at honi chaahiay, momino! Islam mein pooray kay pooray daakhil ho jaa’o, tum log behtareen jamaa’at ho, mominon ki shaan keh amar bil-ma’roof kartay hain, Allah say khaalis taubah karo, bachaa’o apni jaanon aur ghar waalon ki jaanon ko aag say keh eendhan uss ka insaan aur pathar hain, hukum Khuda kay khilaaf faisla karnay waalay zaalim hain, hukum Khuda kay khilaaf faisla karnay waalay kaafir hain, hukum Khuda kay khilaaf faisla karnay waalay faasiq hain, hukum Khuda kay mutaabiq faisla maan-nay waalay hi nijaat paayen gay, faisla insaaf say karo aur hukum Khuda kay mutaabiq ho, mushrik aur mushrikah say nikaah ki mumaane’at, iblees ka inkaar sajdah aur mohlat talab karnaa, iblees ko mohlat milna aur uss ka jahannumi honaa, Shaitaan kay insaan ko behkaanay kay tareeqay, Shaitaan, insaan ka khulla dushman hay, Allah ki ibaadat karnay waalon par Shaitaan qaaboo nahi paa sakta, gharon mein tasaaweer aur kuttaa na rakkhein, daarrhi rakhnay ka hukum, waghairah.
Seerat Rahmatallil’aalameen Huzoor (s.a.w) (Hissah Awwal) (silsilah number 6) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
seerat Rahmatallil’aalameen (s.a.w), seerat Rahmatallil’aalameen huzoor s.a.w (hissa awwal), yaum wilaadat baa sa’aadat, roz wilaadat baa sa’aadat, wilaadat o be’sat Nabawi s.a.w, ahl tashee’ kay nazdeek taareekh wilaadat o wafaat, tabsirah, nasab naamah mubaarak, khaandaan Abdul Mutalib, hazrat Abdullah, hazrat Abdullah ki shaadi, tehqeeq nasab naamah, khaandaan Haashim ki shaakhain, khaandaan Quresh, Quresh kay khaandaan Qusi ki shaakhain, khaandaan Abd Manaaf ki shaakhain, silsilah nasab paak, Rasoolullah s.a.w ki Umar mubaarak, jamaal o kamaal Nabawi aur maqaam mahboobiyat, dawat fikar, waghairah.
Seerat Rahmatallil’aalameen Huzoor (s.a.w) (Hissah Dom) (silsilah number 7) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
chehrah mubaarak, daant mubaarak, Rasoolullah s.a.w ka huliya mubaarak, rangat mubaarak, Seerat-un-Nabii s.a.w (hissa dom), aankhain aur palkain mubaarak, dehn mubaarak, rukhsaar mubaarak, gardan mubaarak, naak mubaarak, daarrhi mubaarak, pait mubaarak, sar aur ball mubaarak, seenah mubaarak, qad mubaarak, kalaa’i aur haath mubaarak, Mehar Nabuwwat, paseenah mubaarak, jald mubaarak, Ashrah Mubashirah raziyallah-o-‘anhum, Rasoolullah s.a.w ki azwaaj mutahharaat (Ummahaat (rz) al-Mo’mineen), Rasoolullah s.a.w ki Musalmaan phoophi, Rasoolullah s.a.w kay Musalmaan chachaa, Rasoolullah s.a.w kay woh Sahaabah (rz) jo khaleefa huye, Rasoolullah s.a.w ki aulaad, Rasoolullah s.a.w ki nawaasiyaan, Rasoolullah s.a.w kay maamoon, Rasoolullah s.a.w kay nawaasay, Rasoolullah s.a.w kay khaadim Sahaabah (rz) o Sahaabiyaat (rz), Rasoolullah s.a.w kay razaa’i behn bhaa’i, waaqe’aat o halaat, aasmaanon par, Rasoolullah s.a.w kay Qazi, Rasoolullah s.a.w kay wuzaraa’, zameen par, Rasoolullah s.a.w kay ‘aamileen aur umaraa’, Rasoolullah s.a.w kay qaasid, Rasoolullah s.a.w kay kaatib, Rasoolullah s.a.w kay pehray-daar, Rasoolullah s.a.w kay khazaanchi o ameen, Rasoolullah s.a.w kay raazdaan, Rasoolullah s.a.w kay shu’araa’ o na’at khawaan, Rasoolullah s.a.w kay mu’azzan hazraat, seerat adwaar, Rasoolullah s.a.w kay huqooq, Rasoolullah s.a.w ka asleha, Rasoolullah s.a.w kay muta’allaqah zaroori aqaa’id, Rasoolullah s.a.w ka tarkah, Rasoolullah s.a.w kay jaanwar, Rasoolullah s.a.w kay huddi khawaan, Masjid Nabawi ki ta’meer o tausee’, Rasoolullah s.a.w par naazil honay waali wahhi, Quraan, Rasoolullah s.a.w say saadir honay waali wahhi, Rasoolullah s.a.w maidaan jang mein, Ahl-e-Sunnat ko mubaarak parcham haqq chaar yaar, jamaal-e Muhammadi (s.a.w) ki ziyaarat ka sharaf haasil karnay waalay As-haab (rz), faizaan-e Nabawi kay darakhshindah sitaaray, Ahl-us-Sunnat wal-Jamaa’at, jamaa’at kay lughwi Ma’na, As-haab-e Muhammad s.a.w ka daur tarbiyyat, firqah ki haqeeqat, aayat mein firqah say muraad, al-firqah, firqah bandi, chaar yaar (rz), suhbat nabawi (s.a.w) kay faiz yaafta, haqq chaar yaar (rz), Khilaafat ‘alaa minhaaj-e Nabuwwat, waghairah.
Seerat Rahmatallil’aalameen Huzoor (s.a.w) (Hissah Som) (silsilah number 8) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
aulaad aadam kay sardaar, huzoor salla Allah ‘alaih wa sallam kay fazaa’il, Seerat-un-Nabii s.a.w (hissa som), yaum wilaadat baa sa’aadat, rooh Muhammad salla Allah ‘alaih wa sallam, Huzoor (s.a.w) Khaatimun-Nabiyeen hain, rauzah Rasool (s.a.w) jannat ki zameen ka tukrra hay, zameen par anbiyaa’ kay jism ka khaana haraam hay, anbiyaa’ qabron mein zindah hain, rauzah-e Rasool (s.a.w) ki matti jannat ki matti hay, Huzoor (s.a.w) ko salaam bheijnaa, darood Shareef, farishtay ummati ka salaam pohnchaatay hain, Nabii salla Allah ‘alaih wa sallam kay nasab ki fazeelat, Nabii salla Allah ‘alaih wa sallam ki pusht mubaarak par Mehar Nabuwwat, Nabii salla Allah ‘alaih wa sallam kay jism Athar ki fazeelat, Rasoolullah salla Allah ‘alaih wa sallam kay burhaapay ka zikar, Rasoolullah s.a.w ki wafaat ka din peer (Monday), hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) nay bhi 63 saal Umar paa’i, Nabii (s.a.w) nay 63 saal Umar paa’i, aakhri sahaabi nay 100 (AH) mein wafaat paa’i, 1400 As-haab-e-Rasool (s.a.w) sub say afzal hain, hazrat Abu Al-Tufail kurra-e arz par aakhri sahaabi, ’’yushaaqiq‘‘ kay ma’naa, Quraan o hadees ki roshni mein jamaa’at haqqah ki kaswati, ’’nuwallehi‘‘ ka ma’naa, ahyaa’ sunnat, sunnat Rasoolullah (s.a.w), as-haab sunan, bid’at ki ta’reef, sunnat ko zindah karnay say bid’at ki maut hay, Ahl-e-Sunnat wal-Jamaa’at kay chehray qiyaamat kay din sufaid hon-gay, Sarwar-e-Kaa’enaat ki zubaan mubaarak say Ahl-us-Sunnat wal-Jamaa’at ki shaan, qiyaamat mein Shaikhain (rz) Rasoolullah s.a.w kay saath qabron say utthein gay, tabsirah, raj’at kay karishmay, hazrat imaam Hassan (rz) o Hussain (rz) Ahl-e-Sunnat ki aankhon ki thandak hain, rauzah nabawi (s.a.w) par rozaanah sattar (70) hazaar (1000) farishton ki aamad qiyaamat tak, aik darakht ki aawaaz, darakhton kay patton aur phoolon par kalmah shahaadat, Rahmatallil’aalameen s.a.w kay mu’ajzaat, waghairah.
Seerat Rahmatallil’aalameen Huzoor (s.a.w) (Hissah Chahaaram) (silsilah number 9) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Seerat-un-Nabii s.a.w (hissa chahaaram), wafaat Shareef Aan-Hazrat s.a.w, Aan-Hazrat s.a.w ki Sahaabah (rz) ko wasiyyatain, ummat kay li’ay bashaarat, hazrat Aa’eshah (rz) ki fazeelat aakhri lamhaat, hazrat Abu Bakar (rz) ko namaaz parrhanay ka hukum, hazrat Abu Bakar (rz) nay logon ko namaazein parrhaein, Siddique Akbar (rz) ki imaamat mein satrah (17) namaazein, Abu Bakar (rz) ki imaamat mein huzoor s.a.w ki namaaz, imaam ummat kay peechhay Nabii (s.a.w) ki Iqtedaa’, hazrat Izraa’eel ‘alaih as-salaam ki aamad, hazrat jibraeel ‘alaih as-salaam say baatain, aakhri wasiyyatain, Rasoolullah s.a.w ko kaisay nehlaa’ain?, 557(AH) ka aik ‘azeem ash-shaan mu’jizah, rauzah muqadsah mein naqab lagaanay waalon ki ‘ibrat naak maut, shaikhain kay dushman bhi halaak kar di’ay ga’ay, Shaikhain (rz) jannat kay tukrray mein madfoon hain, waghairah.
Fazaa’il Darood-o-Salaam (silsilah number 10) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
ahaadees Rasool s.a.w fazaa’il darood o salaam, bazurgon say manqool chand mujarrab darood Shareef, Jumm’a kay roz kasrat-e darood Shareef, fazaa’il darood Shareef, jab qabar Athar par salaam parrha jaa’ay, huzoor s.a.w khud suntay hain, darood Shareef huzoor s.a.w par paish kiya jaata hay, rauzah-e aqdas par farishtay salaam pohnchaatay hain, daur say darood o salaam parrha jaa’ay to pohnchaya jaata hay, rozaanah hazaar (1000) baar darood parrhnay ki barkat, darood jahaan bhi parrha jaa’ay, rauzah aqdas mein pohnchaya jaata hay, darood parrhnay par aik qeeraat sawaab, salaam jab parrha jaa’ay, rooh ki kaifiyyat, qabar par darood o salaam khud suntay hain, anbiyaa’ kay jism mahfooz rehtay hain, darood o salaam pohnchaya jaata hay, tamaam daroodon mein afzal darood, darood Shareef hadees sihaah sittah, sheereen tar nuktah, darood Shareef, ahaadees Rasool s.a.w say manqool salaam, salaam, mawaajeh Shareef par haazri kay waqt salaam, jaame’ du’aa, salaat tunajjeenaa, mukhamsaat-e ‘ashar, hazrat mujaddad Alif Thaani (rh) ka Irshaad, sunnat-e Rasoolullah (s.a.w) say muhabbat, sunnat-e Rasoolullah (s.a.w), sunnat tareeqah, sunnat Rasoolullah (s.a.w), waghairah.
Manaaqib Ahl-e-Bait-e-Rasool (s.a.w) (Hissah Awwal) (silsilah number 11) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
azwaaj paighambar (s.a.w) musalmaanon ki maa’ain hain, huzoor s.a.w har momin kay qareebi hain, Rahmatallil’aalameen s.a.w ki azwaaj mutahharaat (rz), manaaqib Ahl-e-Bait (rz) Rasool s.a.w (hissa awwal), azwaaj mutahharaat (rz) mominon ki maa’ain hain, Aap (s.a.w) kay ba’d aap ki azwaaj (rz) say kissi ko nikaah karnaa naa-jaa’ez, paighambar (s.a.w) ki azwaaj ko ikhtiyaar keh duniya o aakhirat mein say kissi aik ko ikhtiyaar kar lain. unhon nay aakhirat ko ikhtiyaar kiya., khasoosi hukum, paighambar (s.a.w) ki azwaaj Aam aurton ki tarah nahi hain inn ko ehkaam Khuda ki pabandi ziyaadah zaroori hay, azwaaj mutahharaat nay huzoor s.a.w ko ikhtiyaar kiya, aayat tatheer azwaaj mutahharaat kay haqq mein naazil hu’i, aayat mein Ahl-e-Bait say kiya muraad hay?, aayat tatheer mein lafz ’’Ahl-e-Bait‘‘ say muraad azwaaj mutahharaat (rz) hain, paighambar (s.a.w) ki beebiyon say kuchh maangnaa ho to pardah kay peechhay say maango, Aap (s.a.w) ki azwaaj kinn kinn kay saamnay aa sakti hain, Aap (s.a.w) ki beebiyaan, baitiyan aur sub Musalmaan aurtein chaadar orrh kar nikla karein pardey ka hukum, paighambar (s.a.w) ki azwaaj ko naiki par dugnaa ajar milay gaa, daur-e tarbiyyat, tarbiyati asbaaq, khush naseeb azwaaj (rz), بِفَاحِشَۃٍ مُّبَیِّنَۃٍ say muraad Nabii s.a.w ki naa-farmaani hay, shaan nuzool, aap s.a.w kay raaz ko raaz rakhnay ki tarbiyyat, uss ka qissah. daur-e tarbiyyat kay asbaaq. shaan-e azwaaj mutahharaat (rz) an-Nabii s.a.w, woh raaz ki baat kiya thi?, Aap (s.a.w) ko kinn kinn aurton say nikaah karnaa jaa’ez tha?, siwaa’ay mominah kay har deen waali aurat ko aap par haraam kar diyaa, Aan-Hazrat s.a.w ko apni azwaaj par nikaah karnay yaa inn ko tallaq dainay ki mumaane’at daur-e tarbiyyat kay ba’d kaamyaabi ka in’aam, azwaaj mutahharaat ki shaan, inn kay ‘ilaawah nikaah say mana’ kar diyaa giya, azwaaj mutahharaat (rz) jinhon nay Allah o Rasool (s.a.w) ko pasand kiya, Aap (s.a.w) ko azwaaj mein taqdeem taakheer ka ikhtiyaar, Aal-e-Muhammad s.a.w kaun hain?, Ahl-e-Bait-un-Nabii s.a.w mein yeh bhi shaamil hain, manaaqib Ahl-e-Bait-un-Nabii s.a.w (ahaadees mein), aayat o hadees ki roshni mein Ahl-e-Bait kaun kaun hain?, Umm-ul-Mo’mineen hazrat Khadeejah Al-Kubraa raziyallah-o-‘anhaa bint Khuwailad Qarshiyah, Ahl-e-Bait Nabawi s.a.w Umhaat-ul-Mo’mineen raziyallah-o-ta’aala ‘anhun kay halaat, fazaa’il Umm-ul-Mo’mineen hazrat Khadeejah (rz), Umm-ul-Mo’mineen hazrat Khadeejah (rz) ki fazeelat, Umm-ul-Mo’mineen hazrat Aa’eshah Siddeeqah raziyallah-o-‘anhaa bint Siddique Akbar (rz), hazrat Aa’eshah (rz) ki hijrat kay ba’d Madina mein huzoor s.a.w kay ghar aamad, Umm-ul-Mo’mineen hazrat Aa’eshah Siddeeqah (rz) ki fazeelat, tafseeri aqwaal, ‘ajeeb istadlaal, hazrat Aa’eshah jannat mein bhi Huzoor (s.a.w) ki zaujah hon-gi, irshaadaat-e Risaalat ma’aab s.a.w um al-Mo’mineen Aa’eshah (rz) ki fazeelat, hazrat Aa’eshah (rz) ki fazeelat, shaan hazrat um al-Mo’mineen Aa’eshah (rz), Umm-ul-Mo’mineen hazrat Saudah raziyallah-o-‘anhaa bint Zam’ah, Umm-ul-Mo’mineen hazrat Hafsah raziyallah-o-‘anhaa bint Umar (rz) bin Khattaab, hazrat Hafsah (rz) kay manaaqib, Umm-ul-Mo’mineen hazrat Umm-e-Habeebah raziyallah-o-‘anhaa bint Abu Sufiyaan (rz), Umm-ul-Mo’mineen hazrat Jaweriyah raziyallah-o-‘anhaa bint Al-Haaras, Umm-ul-Mo’mineen hazrat Zainab raziyallah-o-‘anhaa bint Khuzaimah, Umm-ul-Mo’mineen hazrat Zainab raziyallah-o-‘anhaa bint Jahsh, hazrat Zaid (rz) waahid sahaabi jin ka naam kay saath zikar Quraan mein hay, Azwaaj-e (rz) Nabii s.a.w Ahl-e-Bait mein say hain, um al-Mo’mineen hazrat Umm-e-Salmah raziyallah-o-‘anhaa, Umm-ul-Mo’mineen hazrat Safiyah raziyallah-o-‘anhaa bint Hayii bin Akhtab, Umm-ul-Mo’mineen hazrat Maimoonah raziyallah-o-‘anhaa bint Haaras, hazrat Maimoonah (rz) kay manaaqib, wafaat, fazaa’il Umm-ul-Mo’mineen hazrat Maimoonah (rz), hazrat Rehaanah raziyallah-o-‘anhaa, Aan-Hazrat s.a.w ki londiyan, hazrat Maariyah Qibtiyah raziyallah-o-‘anhaa, azwaaj mutahharaat (rz) Ahl-e-Bait nabawi (s.a.w) hain, azwaaj mutahharaat (rz) naiz kaun kaun Ahl-e-Bait hain?, azwaaj mutahharaat (rz) par sabireen aur saadiqeen mehrbaan hon gay, azwaaj mutahharaat (rz) kay wazaa’ef hazrat Umar (rz) Farooq nay muqarrar ki’ay, azwaaj mutahharaat par kaun mehrbaan hon gay?, azwaaj-e mutahharaat (rz) mein hazrat Aa’eshah (rz) ki imtiyaazi shaan, ta’meer hujraat baraa’ay azwaaj mutahharaat (rz), azwaaj-e mutahharaat (rz) ki wafaat kay ba’d hujraat Masjid Nabawi mein shaamil, waghairah.
Manaaqib Imaam Hassan (rz) wa Imaam Hussain (rz), Aal-o-As-haab-e-Nabii (s.a.w) (Hissah Som) (silsilah number 12) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
hazrat imaam Hassan (rz) bin Ali (rz) al-Murtazaa, manaaqib imaam Hassan (rz) o imaam Hussain (rz), hazrat imaam Hussain raziyallah-o-‘anh, imaam Hussain (rz) aur Yazeed, hazrat Hassan (rz) o Hussain (rz) ki shaan, hazrat Hassan (rz) wa hazrat Hussain (rz) ki shaan, hazrat imaam Hassan (rz) ki fazeelat, fazaa’il imaam Hassan (rz) o Hussain (rz), hazrat Hassan (rz) o Hussain (rz) aur hazrat Fatimah (rz) ki shaan, hazrat Hussain (rz) Furat kay kinaaray shaheed hon gay, qatal Hussain ki khabar hadees mein, hazrat imaam Hussain razi Allah Ta’aala ‘anh, hazrat mujaddad ka Irshaad, shahaadat imaam Hussain (rz), Hassan (rz) o Hussain (rz) do phool, hazrat imaam Hassan (rz) o Hussain (rz) ki shaan, hazrat imaam Hassan (rz) o Hussain (rz) kay fazaa’il, maatam o ta’ziyah kay muzaahiray, Ahl-e-Sunnat ki khidmat mein, Ahl-us-Sunnat ki ta’reef hazrat Ali (rz) ki zubaan mubaarak say, imaam Hassan (rz) aur imaam Hussain (rz) Ahl-e-Sunnat ki aankhon ki thandak hain, shaan-e imaam Hussain (rz), Aal (rz) o As-haab-e (rz) Nabii s.a.w (hissa som), aayat mubaahlah aur Aal (rz) o As-haab (rz), nafss Rasool s.a.w say hazrat Ali (rz) muraad lenay ki kharabi, hazrat Fatimah (rz) kay fazaa’il, jannat al-Baqee’ say dukhtar (rz) Rasool (s.a.w) ka jassad mubaarak chori karnay ki saazish, hukoomat nay saazish mein mulawwas tamaam afraad ko bumm (bomb) say urraa diyaa, saazish general Zia-ul-Haqq kay ta’aawun say naa-kaam banaa’i ga’i thi, mu’ajazaat-e Nabawi s.a.w aur asr-e-haazir, tabsirah, khaleefa awwal hazrat Siddique Akbar (rz) ki Nabii s.a.w aur Ahl-e-Bait (rz) say qaraabat, khaleefa dom hazrat Farooq-e-A’zam (rz) ki Nabii (s.a.w) aur Ali (rz) say rishtah daariyan, tazweej Umm-e-Kulsoom bint Ali (rz), khaleefa som hazrat Usmaan (rz) ki Nabii s.a.w aur Ali (rz) say qaraabat, khaleefa chahaaram hazrat Ali (rz) ki khulafaa’ay salaasah (rz) say muhabbat o ulfat, Muhammad bin Hanfiya (rz), hazrat syedinaa Hassan (rz), hazrat syedinaa Hussain (rz), hazrat sayedah Ruqayyah (rz), hazrat sayedah Zainab (rz), hazrat imaam Zain Al-Abideen (rh), hazrat Sakeenah (rz) bint Al-Hussain (rz), hazrat imaam Ja’far Saadiq (rz), waghairah.
Manaaqib As-haab-e-Rasool (s.a.w) (Hissah Awwal) (silsilah number 13) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ko Hudaibiyah kay maqaam par al-Mo’mineen o Raza ki sanad, jamaa’at Sahaabah (rz) ka tazkirah Quraan o hadees mein, manaaqib As-haab-e Rasool s.a.w (hissa awwal), bai’at Rizwaan karnay waalay ahl zameen say behtar thay, bai’at Rizwaan mein shaamil As-haab (rz) 1525 thay, bai’at Rizwaan mein shaamil sub Sahaabah (rz) jannat mein jaa’ain gay, As-haab (rz) Nabii s.a.w ki deen-daari aur inn ki ta’reef keh woh sachay momin hain, fazaa’il Khulafaa’-e Rashideen (rz) o muhaajireen o ansaar ka saboot, As-haab-e Rasool s.a.w ko jannat ki bashaarat, Sahaabah (rz) ka emaan aur jamaa’at Sahaabah (rz) ki shaan, Allah Sahaabah (rz) say muhabbat rakhtaa hay, Allah Sahaabah (rz) par Shafeeq aur mehrbaan hay, teen (3) Ansaari Sahaabah (rz) ka waaqe’ah, Ghazwa’-e Tabook, Sahaabah (rz) ko Allah achha thikana jannat dein gay muhaajireen ko bashaarat, Sahaabah (rz) ko duniyaa o aakhirat mein bashaarat, Sahaabah (rz) ko jannat ka wa’dah, Sahaabah (rz) ko jihad ki ijaazat Sahaabah (rz) ki hukoomat ka nizaam kaisa ho gaa?, aayat tamkeen, aayat istakhlaaf khaleefa banaanay ka wa’dah, muhaajireen Sahaabah (rz) ko Khilaafat o hukoomat dainay ka wa’dah, ghazwah khandaq mein momineen Sahaabah (rz) ka emaan mazeed barh giya, As-haab (rz) kay dillon mein emaan ki muhabbat aur kufur o fisq o ‘isiyaan say nafrat, As-haab (rz) ki Tauraat o Injeel mein madah, inn ka Khuda ki Raza aur uss kay fazal ka taalib honaa aur inn mein baahmi muhabbat o ulfat thi, huzoor s.a.w aur Khulafaa’-e-Rashideen (rz) kay manaaqib, Khulafaa’-e-Rashideen (rz) aur Sahaabah Karaam (rz) kay manaaqib, aayat ma’iyyat jamaa’at Sahaabah (rz), aayat ma’iyyat ki muhaqqiqaana tafseer, Sahaabah (rz) ka nishaan-e akmaliyat-e emaan, Sahaabah (rz) ka deen Allah ka deen hay, Sahaabah (rz) kay deen say kaafir mayoos ho ga’ay, Sahaabah karaam (rz) ki khush naseebi, Sahaabah (rz) kay ghalbah ki khush khabri, Sahaabah (rz) ko takmeel deen ki khush khabri, Allah kay dushman ko aur Sahaabah (rz) kay dushman ko dost na banaa’o, Allah kay haan Sahaabah (rz) karaam ki mahboobiyat, deen bhi kaamil aur Sahaabah (rz) bhi kaamil, Sahaabah (rz) ka ikhtilaaf usooli nahi faro’i tha, Sahaabah (rz) karaam ko teen (3) bashaaratain, Sahaabah (rz) ka fauj dar fauj Islaam mein daakhil honaa, Hijjat al-widaa’ kay mauqa’ par soorah-e nasr ka nuzool, Fatah Makkah kay ba’d log fauj dar fauj deen mein daakhil huye, huzoor s.a.w aur Sahaabah (rz) ka darjah baaqi tamaam logon mein behtar hay, muhaajireen Sahaabah (rz) apnay emaan mein sachay hain, ansaar ki muhaajireen say muhabbat aur inn ka esaar, jin As-haab (rz) nay Fatah Makkah say paishtar raah-e Khuda mein maal saraf kiya aur larray, inn ka darjah ba’d waalon say barra hay, Fatah Makkah say pehlay emaan laanay waalon ka darjah, muhaajireen aur ansaar say Khuda ka raazi honaa, Allah nay tamaam Sahaabah (rz) ki maghfirat farmaa di hay, Allah nay jamee’ Sahaabah (rz) kay li’ay jannat aur apni Raza waajib kar di hay, ansaar, Sahaabah (rz) ki ittebaa’ karnay ka hukum, muhaajireen, muhaajireen o ansaar Sahaabah (rz) ma’yaar haqq hain, woh momineen jo muhaajireen o ansaar mein shaamil nahi, Quraan kay Sabiqoon al-Awwaloon kaun hain?, Quraan mein sabeel al-Mo’mineen ki ittebaa’ ka hukum, ’’al-Mo’mineen‘‘ say muraad Sahaabah (rz) hain, ’’nuwallehi‘‘ ka ma’naa, sunnat Rasool s.a.w o sunnat Khulafaa’-e-Rashideen (rz), jamaa’at mo’mineen say jannat ka wa’dah, jamaa’at mo’mineen ko takleef dainay waalay jahannumi hain, tarjuma Shi’a mufassar maqbool Ahmad Dehlwi, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ko ghazwah Badar mein bhi al-Mo’mineen ka laqab, Jamaa’at-e Sahaabah ko ghazwah ahad mein al-Mo’mineen ka laqab, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ko ghazwah khandaq mein al-Mo’mineen ka laqab, jamaa’at momineen ko jannat ki bashaarat, Rasoolullah s.a.w aur Sahaabah (rz) karaam ko khush-khabri, ’’کُنْتُمْ خَیْرَ اُمَّۃٍ‘‘ say muraad sirf huzoor s.a.w kay Sahaabah (rz) hain, As-haab-e Muhammad s.a.w ko in’aam, muhaajireen Sahaabah (rz) sub say behtar ummat hain, jamaa’at kaamil, As-haab-e Muhammad s.a.w aakhri aur behtareen ummat hain, As-haab-e Muhammad s.a.w say aakhri ummat ki takmeel, hadees (1) huzoor s.a.w kay Sahaabah (rz) Ahl-us-Sunnat o Al-Jama’at thay, hadees (2) Ahl-e-Sunnat kay chehray qiyaamat kay din nooraani hon gay, ummat say awwaleen muraad Rasoolullah s.a.w kay Sahaabah (rz) hain, hadees (3) Ahl-e-Sunnat kay chehray qiyaamat kay din roshan hon gay, khair say muraad Quraan o sunnat ki ittebaa’ hay, jo Sahaabah ki tarah emaan laa’en, hidaayat par hon gay, hazrat Usmaan (rz) ki shahaadat, As-haab (rz) Badar ki shaan, hazrat Usmaan (rz) kay qaatilon ka anjaam, Huzoor (s.a.w) ka Irshaad Sahaabah (rz) ummat kay behtareen log hain, Sahaabah aur Tabi’een ki fazeelat, Huzoor (s.a.w) ka farmaan mairay As-haab (rz) aman ka sabab hain, waghairah.
Manaaqib As-haab-e-Rasool (s.a.w) (Hissah Dom) (silsilah number 14) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
jamaa’at Sahaabah (rz) ka tazkirah ahaadees Rasool s.a.w mein, Sahaabah rizwaanullah ‘alaihim ajma’een kay manaaqib aur fazaa’il, manaaqib As-haab-e Rasool s.a.w(hissa dom), manaaqib as-Sahaabah raziyallah-o-‘anhum ajma’een, dushman Sahaabah (rz) dushman Khuda o Rasool (s.a.w) hay, Sahaabah (rz) ki ta’zeem o takreem ka hukum, Sahaabah (rz) o Tabi’een (rh) jannati hain, Sahaabah (rz) o Tabi’een (rh) ko jannat ki bashaarat, dar-baar-e Risaalat (s.a.w) mein mahboobiyat Sahaabah (rz) ki misaal, shaan-e Sahaabah (rz), Sahaabah (rz) jannat mein qaa’ed hon gay, Sahaabah (rz) kay dushmanon par Khuda ki la’anat, a’daa’ Sahaabah (rz) par la’anat ka hukum, shaan As-haab-e (rz) Rasool (s.a.w), Sahaabah (rz) nujoom rushd o hidaayat hain, maa aana ‘alaih o as-haabi, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) kay peer (Monday) o haqq par hon gay, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) kay pairo kaar jannat jaa’ain gay, faa’edah, Shi’a kitaab mein Sahaabah (rz) ki shaan, Shi’a kitaab mein Sahaabah (rz) ki misaal, Sahaabah (rz) khair illa matt hain, Shi’a kitaab mein farmaan Khuda hay, Sahaabah (rz) hidaayat yaafta hain, aath (8) Sahaabah (rz) ki imtiyaazi shaan Abu Bakar (rz) wa Umar (rz) wa Usmaan (rz) wa Ali (rz) ka maqaam, Sahaabah (rz) kay dost dushman ka haal, khilaaf-e sunnat mushaabihat ki mumaane’at, awwaleen jama’ Quraan ki sa’aadat haasil karnay waalay, chaar Sahaabah (rz) ki khasoosi shaan, Huzoor (s.a.w) kay zamaanah mein Quraan jama’ karnay waalay chaar Sahaabah (rz), jiss matti ka khameer hota hay ussi mein dafan hota hay, mukhaalif Jamaa’at-e Sahaabah ka hukum, jamaa’at Sahaabah (rz) kay fazaa’il, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) kay fazaa’il, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ki mukhaalifat haraam hay, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ki shaan, Jamaa’at-e Muslimeen ko laazim pakkarrna, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) say juda na ho, bai’at Rizwaan karnay waalay jannati hain, Sahaabah ko bura kehnaa mana’ hay, Ashrah Mubashirah das (10) Sahaabah (rz) karaam ko naam ba-naam jannat ki bashaarat, nuqabaa’-e Rasoolillah-e s.a.w, Rasoolullah s.a.w kay nuqabaa, hazrat Zubair (rz) ki shaan, shaan Usaamah (rz) bin Zaid, Sahaabah (rz) kay khilaaf zubaan band rakhho, ansaar say muhabbat emaan ki nishaani, ansaar Sahaabah (rz) ki shaan, Talha bin Abdullah (rz) ko shahaadat ki bashaarat, muhaajireen Sahaabah (rz) ko bashaarat, as-haab Badar aur Hudaibiyah ko jannat ki bashaarat, Huzoor (s.a.w) kay sahaabi aur bhaa’i, hazrat ameer Mu’aawiyah (rz) ko du’aa, Sahaabah (rz) par koi tanqeed karay to jawaab do, waghairah.
Manaaqib Khulafaa’ay Rashedeen (rz) (Hissah Awwal) (silsilah number 15) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Khulafaa-e (rz) Salaasah hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki nazar mein, manaaqib Khulafaa’-e Rashideen (rz) (hissa awwal), ummat mein sub say afzal Khulafaa-e (rz) Salaasah hain, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki Khilaafat ki khabar irshaad-e Nabwi (s.a.w), Khulafaa-e (rz) Salaasah Ali (rz) al-Murtazaa ka Irshaad, ummat mein sub say behtar Khulafaa-e (rz) arba’ah hain, qiyaamat mein Khulafaa-e (rz) arba’ah ki shaan aur maqaam, Khulafaa-e (rz) Salaasah ki Khilaafat ki paish-go’i, ummat mein sub say afzal Khulafaa-e (rz) arba’ah hain, sub say pehlay hisab kay li’ay huzoor s.a.w kay Khulafaa-e (rz) arba’ah, Sahaabah (rz) mein say Khulafaa-e (rz) arba’ah ka intikhaab, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) aur Ali (rz) ki amaaraat, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) aur Usmaan (rz) ki Khilaafat ki paish-go’i, Khulafaa-e (rz) arba’ah jannat mein, huzoor s.a.w aur Khulafaa-e (rz) Salaasah ki shaan, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) aur Usmaan (rz) ko Khilaafat Nubuwwat (s.a.w) ki bashaarat, Sahaabah (rz) mein Abu Bakar (rz) o Umar (rz) aur Usmaan (rz) ki shaan, Khulafaa-e (rz) Salaasah ki Khilaafat, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki Khilaafat ki bashaarat, huzoor s.a.w ka khawab aur Khulafaa-e (rz) Salaasah ka maqaam, Khulafaa-e (rz) Salaasah ki shaan, ummat mein Sahaabah (rz) kay nazdeek Khulafaa-e (rz) Salaasah afzal thay, Huzoor (s.a.w) ka Irshaad Khulafaa-e (rz) Salaasah ka maqaam, huzoor s.a.w kay ba’d Khilaafat ki bashaarat, sahaabi ka khawab aur Khulafaa-e (rz) Salaasah ki Khilaafat o afzaliyyat, Masjid nabawi (s.a.w) ki ta’meer mein huzoor s.a.w kay ba’d teen (3) pathar aur Khulafaa-e (rz) Salaasah ko bashaarat, Khulafaa-e (rz) arba’ah ko jannat ki bashaarat, paanch so Sahaabah (rz) ki shahaadat Khulafaa-e (rz) arba’ah ki fazeelat, huzoor s.a.w ka Irshaad: Khulafaa-e (rz) Salaasah ki fazeelat, Khulafaa-e (rz) Salaasah ki niyaabat, huzoor s.a.w aur Khulafaa-e (rz) arba’ah ki qiyaamat mein shaan, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki muhabbat jannat ki bashaarat, ummat mein sub say afzal Khulafaa-e (rz) arba’ah, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) o Usmaan (rz) ka Allah kay haan maqaam, ameer Abdul Rahmaan ka aik khawab huzoor s.a.w aur chaar yaar (rz) ki ziyaarat, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki muhabbat momin kay dil mein jama’ ho gi, aik anokhi jahaalat, saahib ba-ma’naa yaar, yaar-e ghaar hazrat Abu Bakar Siddique (rz) ki sahaabiyyat ka zikar Quraan mein, aayat ghaar, hadees Nabawi s.a.w mein chaar yaar (rz) ki shaan, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki fazeelat, Masjid Qubaa’ ka sang-e-buniyad, sangraizon ka tasbeeh parrhna mu’jizah Nabawi s.a.w, Masjid Nabawi ki ta’meer mein khulafaa’ay salaasa kay teen (3) pathar, Khulafaa-e (rz) Salaasah kay haathon mein sangraizon ki tasbeeh, mairay ba’d amar Khilaafat kay mutawalli pehlay Abu Bakar (rz) phir Umar (rz) hon gay, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) Khulafaa’-e Rashedeen mein say thay, hazrat Usmaan (rz) Zun-Noorain ko Khilaafat ki bashaarat, hazrat Usmaan (rz) Zun-Noorain ko Khilaafat o jannat ki bashaarat, hazrat Usmaan (rz) ko barri museebat aur jannat ki bashaarat, hazrat Usmaan (rz) ki shahaadat aur farishtay hayaa’ kartay hain, hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) ka khutbah, khulafaa’ salaasah (rz) ki fazeelat hazrat Ali (rz) ki nazar mein, ghazwah ahad aur hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) o Abu Bakar (rz) o Umar (rz), ghazwah hunain mein hazrat Ali (rz) o Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki sabit qadmi, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka hazrat Abu Bakar (rz) Siddique kay haath par bai’at karnaa, Khulafaa-e (rz) Rashedeen kay jannati honay ki bashaarat, waghairah.
Manaaqib Khulafaa’ay Rashedeen (rz) (Hissah Dom) (silsilah number 16) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Islam ka nizaam hukoomat, Islaami hukoomat kay qawaa’ed o zawaabit, manaaqib Khulafaa’-e Rashideen (rz) (hissa dom), iqtedaar a’laa, wahdat-e hukoomat, Islaami daur-e hukoomat, Khilaafat ilaahi, Sahaabah Karaam (rz) ki hukoomat ka daur-e saani, musalmaanon ki hukoomat ka daur-e saalis, musalmaanon ki hukoomat ka daur raabe’, hukum, hukoomat ki ta’reef, hukoomat a’laa, hukoomat ilaahi, famaan-rawaa’ay a’laa, haakim baala-dast, famaan-rawaa’ay a’laa kay naam, iqtedaar ‘alaa, famaan-rawaa’ay a’laa kay huqooq, ikhtiyaaraat, Huzoor (s.a.w) ka Irshaad, aayat tamkeen. Khilaafat Nabuwwat, al-haakim be-amrillah, inn al-hukm-o illa lillah, chaar yaar (rz) khulafaa’ay Rashideen (rz), 2. aayat istakhlaaf. muhaajireen Sahaabah (rz) say wa’dah Khilaafat, aayat istakhlaaf mein lafz minn-kum say muraad, hadees ittebaa’ khulafaa’ay Rashideen (rz), muhaajireen aur ansaar sachay momin hain, charon khulafaa’ ki muhabbat farz hay, manaaqib Khulafaa-e (rz) arba’ah, charon khulafaa’ kay fazaa’il, hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) ka Irshaad, charon khulafaa’ ki shaan, charon khulafaa’ ka intikhaab, Khilaafat Nabuwwat, Khilaafat-e Nabuwwat tees (30) saal, Khilaafat al-Nabuwwat, Khilaafat Quresh mein ho gi, khulafaa’ay Rashideen (rz), 12 khulafaa’ tak ghalbah Islam, 12 khulafaa’ hon gay, baarah (12) khulafaa’ qiyaamat tak hon gay, daur-e Khilaafat Raashidah ki futoohaat, daur-e Siddiqui (rz), satwat Usmaani (rz), ehad Farooqi (rz), Khilaafat Murtazwi (rz), haqq chaar yaar (rz), waghairah.