Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Seerat Hazrat Ali Al-Murtazaa shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Islaam
‘unwanaat: Hazrat Ali Al-Murtazaa, Imaam Hassan (rz), Khaleefat-un-Nabii (s.a.w), Khulafaa’-e-Rashideen (rz), Manaaqib, Seerat
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot
Seerat Hazrat Ali Al-Murtazaa ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Seerat Hazrat Ali Al-Murtazaa (silsilah number 40) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
seerat-e hazrat Ali al-Murtazaa (rz), Haashim bin ‘abd Manaaf bin Qusi ki aulaad, azwaaj o aulaad, bachchon mein sub say pehlay hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) nay Islaam qabool kiya, sub say pehlay Islaam laanay waalay, hijrat Ali (rz) al-Murtazaa, muhaajireen o ansaar ka bhaa’i bhaa’i bannana, Huzoor (s.a.w) ka bhaa’i banaana, Ghazwa’-e Badar mein aap ‘alam-bar-daar thay, Ali (rz) bin Abi taalib say Rasoolullah s.a.w ka Irshaad:, hazrat Ali (rz) bin Abi taalib ka huliya, daarrhi mubaarak, daarrhi mein safaidy aa ga’i, daarrhi mein kabhi kabhi khazaab bhi lagaaya, jism mubaarak, qad o qaamat, hazrat Ali (rz) ka libaas, paiwand lagi teh band, nisf pindali tak teh-band, hazrat Ali (rz) ka ‘amaamah, teh-band nisf saaq tak rakhtay, ‘amaamah o teh band, hazrat Ali (rz) ki topi, hazrat Ali (rz) ki muhr, zard teh-band aur siyaah kambal, hazrat Ali Ibn Abi taalib (rz) kay fazaa’il, Momin Ali (rz) say muhabbat kartaa hay, hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) ki shaan, Khaibar mein hazrat Ali (rz) kay haath mein Fatah ka parcham, hazrat Ali (rz) Momin kay dost hain, hazrat Ali (rz) kiss kay dost hain, jiss kay dost Huzoor (s.a.w) hain uss kay Ali (rz) dost, hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) ki fazeelat, maqaam Ali Al-Murtazaa (rz), shaan-e hazrat Ali Al-Murtazaa (rz), hazrat Ali (rz) ko bura kehnay ki mumaane’at, charon Khulafaa’ ki muhabbat farz hay, Huzoor (s.a.w) ki du’aa!, munaafiq Ali (rz) say muhabbat nahi rakhtaa, Momin Ali (rz) say bughz nahi rakhtaa, shaan-e Ali Al-Murtazaa (rz), hazrat Ali (rz) ko bura kehnaa mana’ hay, hazrat Ali (rz) ki mushaabihat, hazrat Ali (rz) har Momin kay Mahboob hain, Huzoor (s.a.w) ka dost Ali (rz) ka dost, charon Khulafaa’ ki shaan, manaaqib Khulafaa’ al-arba’ah, charon Khulafaa’ ki ta’reef, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa kay li’ay Huzoor (s.a.w) ki Du’aa, hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) ka Irshaad, khalifa muqarrar karnaa, Huzoor (s.a.w) nay khalifa kiyoon muqarrar na kiya?, Sarwar-e-Kaa’enaat (s.a.w) ka irshaad, charon Khulafaa’ ka intikhaab, mairay ba’d koi Nabii nahi, min fazaa’il Ali (rz), hazrat Ali (rz) ka dost, Huzoor (s.a.w) ka dost hay, shaan Ali Al-Murtazaa (rz) … Huzoor (s.a.w) kay dost kay dost, hazrat Ali (rz) say muhabbat, Huzoor (s.a.w) say muhabbat hay, shaan-e Ali Al-Murtazaa (rz) … Jannat Ali (rz) ki Mushtaaq hay, jiss kay Huzoor (s.a.w) dost hain, Ali (rz) bhi uss kay dost, Sunnat Khulafaa’ay Rashedeen ki pairwi ki wasiyyat, chaar Khulafaa’ ki bashaarat, shaan hazrat Ali (rz) … woh har Momin kay dost hain, Ali (rz) ki muhabbat say Huzoor (s.a.w) ki muhabbat, Ali mujh say hain aur mein Ali say hon, Ashrah Mubashirah ko ma’ hazrat Ali (rz) Jannat ki bashaarat, Khulafaa-e (rz) Salaasah hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki nazar mein, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki Khilaafat ki khabar irshaad-e Nabwi (s.a.w), Khulafaa-e (rz) Salaasah Ali (rz) al-Murtazaa ka Irshaad, ummat mein sub say afzal Khulafaa-e (rz) Salaasah hain, ummat mein sub say behtar Khulafaa-e (rz) arba’ah hain, Qiyaamat mein Khulafaa-e (rz) arba’ah ki shaan aur maqaam, Khulafaa-e (rz) Salaasah ki Khilaafat ki paish-go’i, ummat mein sub say afzal Khulafaa-e (rz) arba’ah hain, Khulafaa-e (rz) arba’ah Jannat mein, Huzoor (s.a.w) kay ba’d Khilaafat ki bashaarat, Khulafaa-e (rz) arba’ah ko Jannat ki bashaarat, paanch so Sahaabah (rz) ki shahaadat Khulafaa-e (rz) arba’ah ki fazeelat, Khulafaa-e (rz) Salaasah ki niyaabat, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki muhabbat Jannat ki bashaarat, ummat mein sub say afzal Khulafaa-e (rz) arba’ah, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki muhabbat Momin kay dal mein jama’ ho gi, Hadees Nabawi s.a.w mein chaar yaar (rz) ki shaan, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki fazeelat, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) Khulafaa’-e Rashedeen mein say thay, Khulafaa’ salaasah (rz) ki fazeelat hazrat Ali (rz) ki nazar mein, hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) ka Khutbah, ghazwah Uhad aur hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) o Abu Bakar (rz) o Umar (rz), ghazwah Hunain mein hazrat Ali (rz) o Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki saabit qadmi, hazrat Ali (rz) ka hazrat Abu Bakar (rz) kay haath par bai’at karnaa, Saqeefah bani Sa’adah ka waaqe’ah, mashaawarat mein Sahaabah kay irshaadaat, tamaam Muhaajireen (rz) o Ansaar (rz) aur hazrat Ali (rz) al-Murtazaa nay hazrat Abu Bakar (rz) Siddique ki bai’at ki, hazrat Abu Bakar (rz) Siddique ki imaamat mein hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki Namaaz, hazrat Khaalid (rz) bin Waleed Seef Allah hain, Khilaafat al-Nabuwwat, Khulafaa’ay Rashideen (rz), habshi Ghulam bhi khalifa bin jaa’ay to itaa’at karo, Khulafaa’ay Rashideen (rz) ka zamaanah Khilaafat, Islaami daur-e Hukoomat, Khilaafat Ilaahi, Sahaabah Karaam (rz) ki Hukoomat ka daur-e saani, musalmaanon ki Hukoomat ka daur-e saalis, musalmaanon ki Hukoomat ka daur raabe’, Hukoomat ki ta’reef, Hukoomat a’laa, Hukoomat Ilaahi, Huzoor (s.a.w) ka Irshaad, al-haakim be-amrillah, chaar yaar (rz) Khulafaa’ay Rashideen (rz), aayat tamkeen. Khilaafat Nabuwwat, 2. aayat istakhlaaf. muhaajireen Sahaabah (rz) say wa’dah Khilaafat, aayat istakhlaaf mein lafz minn-kum say muraad, Usmaan (rz) bin Affaan ki shahaadat aur Ali (rz) bin Abi taalib ki bai’at, hazrat Qa’qaa’ (rz) ki hazrat Ali (rz) al-Murtazaa say mulaaqaat:, hazrat Ali (rz) ko qatal karnay ki saazish:, Basrah mein jang Jamal, jang Siffin, (2) jang bandi Rabee’ Al-Aawwal 38(AH) aur hakamain ka faisla Ramadhan 38(AH), hazrat Ali (rz) al-Murtazaa aur hazrat Mu’aawiyah (rz) mein muhabbat thi, hazrat Ameer Mu’aawiyah (rz) ki ijtehaadi khataa aur bakhshish, Islaami Hukoomat ki do hisson mein taqseem fareeqain ka baahmi mu’aahidah, jang Naharwaan khawaarij ki ibtidaa’, khaarjiyon say qitaal kay muta’alliq paish go’i, hazrat Ali karramallah-o-wajhuh ka aakhri kalaam, hazrat Ali karramallah-o-wajhuh ka aakhri kalaam laa ilaaha illallaah, hazrat Imaam Hassan (rz) ki aik ghalat aqeedah ki tardeed, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka daur-e Khilaafat Sunni muaqqaf, kitaabullaah mein Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ki aapas mein dosti ka bayaan, hazrat Shah Walliyallah (rh) ka Farsi tarjuma, hazrat Shah Rafee’-ud-Deen (rh) ka Urdu tarjuma, Syed farmaan Ali Shi’a mutarjam ka tarjuma, kitaabullaah mein muhaajireen o ansaar kay khaalis Momin honay ka bayaan, tarjuma Syed farmaan Ali Shi’a mutarjam, Quraan o Sunnat kay muaafiq riwaayat ko qabool karo (Imaam Muhammad Baaqir (rh) ka Irshaad), muhaajireen aur ansaar aur inn ki ittebaa’ karnay say Allah raazi hay, Imaam Ja’far (rh) saadiq ka Irshaad, Khilaafat-e hussan bin Ali w, hazrat Hassan (rz) ki Khilaafat, hazrat Imaam Hassan (rz) ki fazeelat, hazrat Hassan (rz) o Hussain (rz) ki shaan, hazrat Hassan (rz) wa hazrat Hussain (rz) ki shaan, hazrat Hassan (rz) o Hussain (rz) aur hazrat Fatimah (rz) ki shaan, fazaa’il Imaam Hassan (rz) o Hussain (rz), ehl al-sunnat ki ta’reef hazrat Ali (rz) ki zubaan mubaarak say, Imaam Hassan (rz) o Hussain (rz) ehl al-sunnat ki aankhon ki thandak hain, hazrat Hassan (rz) o Mu’aawiyah (rz) ki sulah ki khabar, Koofah mein hazrat Ameer Mu’aawiyah (rz) ka daakhlah, Quresh kay paanch mudabbireen, Qais bin Sa’ad ki hazrat Ameer Mu’aawiyah (rz) say masaalihat, hazrat Imaam Hassan (rz) ki Koofah say Madina rawaangi, Madina mein hazrat Hassan (rz) ka qiyaam, waghairah.