Kitaab Fitnah Sabaa’iat ki Haqeeqat Download Karein

Kitaab Fitnah Sabaa’iat ki Haqeeqat Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Fitnah Sabaa’iat ki Haqeeqat shaa’e’ ho chuki hay.

Cover front image for Fitnah Sabaa'iat ki Haqeeqat
Inside title image for Fitnah Sabaa'iat ki Haqeeqat
Cover back image for Fitnah Sabaa'iat ki Haqeeqat

Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Islaam

‘unwanaat: Balwaa’i, Fitnah Sabaa’iat, Haqeeqat, Khaariji, Khulafaa’-e-Rashideen (rz), Sabaa’i, Seerat

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot

Fitnah Sabaa’iat ki Haqeeqat ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Fitnah Sabaa’iat ki Haqeeqat (silsilah number 39) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

fitnah sabaa’iat ki haqeeqat, Abdullah bin sabaa ki fitnah angaizi, Ibn Sabaa’ ki saazish ka shikaar tabqah, Koofah mein mukhaalif party, Koofah mein balwaa’iyon kay sarghunah, hazrat Usman (rz) kay khilaaf balwaa’i party ka pehla ‘amli iqdaam, ‘ummaal say hazrat Usman (rz) ka mashwarah, hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) ka mashwarah, hazrat Usmaan (rz) nay tehqeeqaati commission muqarrar kiya, hazrat Usman (rz) ki taraf say e’laan ‘aam, ‘ummaal ki Hajj kay mauqa’ par talbi, mahz afwaah aur shuhrat ‘aam par muaakhizah karnaa jaa’ez nahi, balwaa’iyon kay e’taraazat ki nau’iyyat, bait al-maal say in’aam kay muta’alliq e’taraaz, Africa mein jang, mu’arrakh Maudoodi bhi sabaa’iyon kay raasta par chal parray, asal haqeeqat, Africa kay khams ka waaqe’ah, taareekh Tibri ka maqaam, haqeeqat-e haal, (3) Baqee’ ki charaagah kay muta’alliq e’taraaz, (4) har mazaan aur jufainah kay qatal ka e’taraaz, saazish ka ilzam, qisaas ka Hakam, (5) mus-haf Siddiqui kay siwa tamaam masaahif kay talaf karnay ka e’taraaz, (4) Minaa mein chaar rak’at parrhnay par e’taraaz, (7) Hakam bin Al-‘aas ki jalaa watni khatam karnay par e’taraaz, (2) khilaaf warzi ka ilzam, (8) Misriyon kay saath bad ‘ehadi ka e’taraaz, ja’li khat ka hawaala, Madinat al-Rasool s.a.w par balwaa’iyon ki pehli yorash, khaanah jangi ka aaghaaz, baaghiyon balwaayon kay sardaar, Abdullah bin sabaa ki shirkat, baaghiyon kay maraakiz, apnay umeed-waaron say mulaaqaat, la’nati afraad (Hadees), hazrat Ali (rz) say mulaaqaat, hazrat Talha (rz) say unn ki guftugoo, hazrat Zubair bin awaam (rz) ka inkaar, balwaayon ka achaanak muhaasirah, balwaayon kay dubaarah waapis aanay ka mansoobah, aik hi qisam ka jawaab, guftugoo ki aazadi, hazrat Ali (rz) kay hukum say hazrat Imaam hussan o haseen (rz) nay hazrat Usmaan (rz) ki nusrat ki, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa aur Imaam Hassan (rz) ki janaazah mein shirkat, qaatlaan-e hazrat Usman (rz) ka ‘ibrat naak anjaam, qaatleen hazrat Usmaan (rz) qatal ho kar maray, mukhaalifon ka anjaam, Abdullah bin Sabaa’ ko hazrat Ali (rz) nay aag mein jalaa diyaa, maalik bin Al-Haaras Al-Ashtar Nakh’i, Kanaanah bin Basheer, Maudoodi sahib kay e’taraazat ki haqeeqat, hazrat Ali (rz) nay sabaa’iyon ka jawaab diyaa, hazrat Ali al-Murtazaa ki taraf say jawaab, Maudoodi ilzam, (3) hazrat Amr (rz) bin ‘aas ka qissah, (4) hazrat Sa’ad bin Abi Waqqaas Koofah kay Ameer thay, Maudoodi sahib Waaqdi kay chakkar mein aa ga’ay, ‘aamileen hazrat Usmaan (rz) bin Affaan, kiya Marwaan bin Al-Hakam ko secretary banaaya?, khat ka jhoota afsaana, Hakam bin Abi Al-‘aas (rz), Al-Hakam ka qabool Islaam, Maudoodi sahib kay ta’an ki haqeeqat, hazrat Ameer Mu’aawiyah (rz), Islaami Hukoomat ki wus’at, (2) hazrat Waleed (rz) bin ‘uqbah, (2) hazrat Waleed (rz) bin ‘uqbah ki futoohaat, Waleed (rz) bin ‘uqbah ki ri’aaya say narmi o adal o insaaf, (2) Waleed (rz) bin ‘uqbah ki Sakhaawat, shujaa’at o murawwat, (3) pas-maandah tabqah ki dast geeri, (4) Waleed (rz) bin ‘uqbah kay khilaaf saazish, chaar rak’at parrhanay waali riwaayat ki tehqeeq, ehl Koofah ki fitrat, hazrat Usmaan (rz) nay kinn logon ko governor banaaya?, (1) hazrat Abdullah bin Sa’ad (rz) bin Abi Sarh, Abdullah bin Sa’ad (rz) bin Abi Sarh ki futoohaat, A’zam al-futooh, das (10) hazaar (1000) Quresh ansaar muhaajireen Jihaad Africa mein, Harab al-‘ibaadlah, (2) hazrat Saeed bin ‘aas (rz), Saeed bin ‘aas ki futoohaat, (3) hazrat Abdullah (rz) bin Aamir governor Basrah, Abdullah (rz) bin Aamir ki futoohaat, Qaisar room ki halaakat ki khabar, waghairah.

‘Kitaab Fitnah Sabaa’iat ki Haqeeqat Download Karein’ kay safha ko 1720 visitors nay 1962 martabah deikhaa