Kitaab Hadees Khum Ghadeer ki Haqeeqat Download Karein

Kitaab Hadees Khum Ghadeer ki Haqeeqat Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Hadees Khum Ghadeer ki Haqeeqat shaa’e’ ho chuki hay.

Inside title image for Hadees Khum Ghadeer ki Haqeeqat

Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Islaam

‘unwanaat: Hadees, Haqeeqat, Khum Ghadeer

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot

Hadees Khum Ghadeer ki Haqeeqat ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Hadees Khum Ghadeer ki Haqeeqat (silsilah number 41) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

Hadees Saqalain, riwaayat awwal: kitaabullaah o Sunnat Nabiyyehi, riwaayat dom: kitaabullaah o sunnaty, riwaayat som: kitaabullaah o Sunnat Nabiyyehi, riwaayat chahaaram: kitaabullaah o Sunnat Nabiyyehi, riwaayat panjam: kitaabullaah o sunnaty, riwaayat shisham: kitaabullaah o Sunnat Nabiyyehi, riwaayat haftam: kitaabullaah o sunnaty, riwaayat hashtam:kitaabullaah o Sunnat Nabiyyehi, riwaayat naham: kitaabullaah o sunnaty, kitaabullaah o Sunnat Rasool s.a.w kay baaray mein ehl tashee’ ka aqeedah, riwaayat awwal: farmaan-e Rasool s.a.w, riwaayat dom: farmaan hazrat Ali (rz) al-Murtazaa, riwaayat som: farmaan hazrat Ali (rz) al-Murtazaa, riwaayat chahaaram: farmaan hazrat Ali (rz) al-Murtazaa, riwaayat panjam: hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki aakhri wasiyyat, riwaayat shisham: Imaam Ja’far Saadiq (rh), Hadees Saqalain kay baaray Shi’a kiya kehtay hain?, asnaad saheefah Ali Raza, saheefah Ali Raza ki riwaayat ja’li aur min gharrat hay, (2) Hadees Saqalain asnaad azz tabaqaat Ibn Sa’ad, atiya ‘aufi Shi’a kutub rijaal mein, hujjat al-widaa’ kay mauqa’ par Hadees Saqalain, (3) Hadees Saqalain asnaad azz musannif Abi Bakar Abi Shaibah, shareek bin Abdullah Shi’a rijaal mein, (4) Hadees Saqalain, asnaad masnad Is-haaq bin Raahwiyah mutawaffa 237(AH), (5) asaaneed masnad Ahmad bin Hanbal (rh) Asheenbaani mutawaffa 241(AH), (6) asnaad masnad ‘abd bin Hameed mutawaffa 243/249(AH), Yahya bin Abdul Hameed ehl Sunnat rijaal mein, Yahya bin Abdul Hameed Shi’a rijaal mein, asnaad azz nawaadar al-usool hakeem Tirimzi mutawaffa 255/320(AH), Zaid bin Al-Hassan Inmaati Shi’a rijaal mein, asnaad Hadees Saqalain azz Tirimzi Shareef, Ali bin Al-Manzar Sunni rijaal mein, Muhammad bin Fuzail Sunni rijaal mein, Muhammad bin Fuzail Shi’a rijaal mein, asnaad Hadees Saqalain saheeh Muslim Shareef, Hadees par tehqeeq, ehl bait (rz) ki muhabbat juzw Emaan hay, Hadees Ghadeer Khum, asnaad Hadees Saqalain azz Nisaa’i Shareef ki tehqeeq, asnaad riwaayat awwal khasaa’es Ali (rz), asnaad riwaayat Nisaa’i saani, riwaayat Nisaa’i kay do hissay, riwaayat ka doosraa hissa, riwaayat Saqalain kay doosray asaaneed, Ibn aqeedah ka tazkirah kutub tawaareekh o ehl Sunnat mein, Ibn ‘uqdah ka tazkirah kutub rijaal o taraajim Shi’a mein, ‘ibaad bin Ya’qoob raawi ka tazkirah Shi’a rijaal mein, (3) ‘ibaad bin Ya’qoob ka tazkirah kutub rijaal ehl Sunnat mein, Kaseer Al-Niwaa’ rijaal ki kutub mein, Kaseer Al-Niwaa’ Shi’a rijaal mein, Allah o Rasool s.a.w ki itaa’at aur Ameer ki itaa’at, Huzoor (s.a.w) kay muqarrar kardah Ameer ki itaa’at Huzoor (s.a.w) ki itaa’at, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ki shaan, Quraan mein Allah ka farmaan, Quraan mein Allah Ta’aala aap say kiya kehtay hain?, ’’kuntum khaira ummatin’’ say muraad saraf Huzoor (s.a.w) kay Sahaabah (rz) hain, tarjuma farmaan Ali Shi’a mutarjam, Muhammad Rasoolullah s.a.w aur aap ki Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ki ta’reef, Rasool s.a.w aur Jama’at-e (rz) Rasool (s.a.w) kitaabullaah ki roshni mein, Syed farmaan Ali Shi’a mutarjam ka tarjuma, (1) hazrat Ali al-Murtazaa karramallah-o-wajhuh ka maktoob ba-naam hazrat Ameer Mu’aawiyah razi Allah Ta’aala ‘anh, (2) hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka khoon-e Usmaan (rz) say apni bay ta’alluqi ka Izhaar, ehl Koofah kay liay hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki du’aa, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka jang mein mu’aqqaf, Maudoodi nazriyah, ehl al-sunnat ki ta’reef hazrat Ali (rz) ki zubaan mubaarak say, khata’ay ijtehaadi ki haqeeqat, ehl al-sunnat o Al-Jama’at ka aqeedah o nazriyah, waghairah.

‘Kitaab Hadees Khum Ghadeer ki Haqeeqat Download Karein’ kay safha ko 1718 visitors nay 1960 martabah deikhaa