Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Hadees-e-Qartaas shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Islaam
‘unwanaat: Hadees Qartaas, Khulafaa’-e-Rashideen (rz), Manaaqib, Seerat
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah
Hadees-e-Qartaas ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Hadees-e-Qartaas (silsilah number 36) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
hadees-e Qartaas, Bukhaari Shareef ki riwaayat ki tehqeeq, riwaayat number 1. waaqe’ah Qartaas Bukhaari mein, doosri riwaayat Bukhaari, waaqe’ah Qartaas par Bukhaari ki manqool teesri riwaayat, waaqe’ah Qartaas ki asal soorat-e-haal, waghairah.
‘Kitaab Hadees-e-Qartaas Download Karein’ kay safha ko 1723 visitors nay 1966 martabah deikhaa