Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Seerat Farooq-e-A’zam Raziyallah-o-‘anh shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Islaam
‘unwanaat: Baagh Fidak, Farooq-e-A’zam Raziyallah-o-‘anh, Hadees Qartaas, Haqeeqat, Hazrat Umar bin Al-Khattab, Khaleefat-un-Nabii (s.a.w), Khulafaa’-e-Rashideen (rz), Manaaqib, Mas’alah, Seerat, Tehqeeq
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah
Seerat Farooq-e-A’zam Raziyallah-o-‘anh ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Seerat Farooq-e-A’zam Raziyallah-o-‘anh (silsilah number 35) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
hazrat Abu Bakar o Umar (rz) ki fazeelat, hazrat Umar (rz) ka shajrah-e nasab, hazrat Umar (rz) ki aulaad, hazrat Umar (rz) ki wilaadat, Jabal Umar (rz), Rasoolullah s.a.w ki du’aa, qabool Islaam, hazrat Umar (rz) ka istafsaar, hazrat Umar (rz) ka hamlah, hazrat Umar (rz) ka Quraan parrhna, hazrat Umar (rz) ki Rasoolullah s.a.w ki khidmat mein rawaangi, hazrat Umar (rz) kay qabool Islaam say pehlay musalmaanon ki ta’daad, hazraat shaikhain Abu Bakar o Umar raziyallaah-o-‘anhumaa kay fazaa’il ka bayaan, qaul-e Abu Bakar o Umar, qaul-e Abu Bakar (rz) o Umar (rz), Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka aik doosray ki nazar mein maqaam, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki fazeelat, hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki fazeelat, sub say afzal kaun?, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka Irshaad, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) say saraf Momin muhabbat kartaa hay, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) kay mukhaalif ko taubah naseeb nahi hoti, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ummat mein sub say afzal hain, hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ehl Jannat boorrhon kay sardaar hon gay, ummat mein sub say pehlay Jannat mein jaa’ain gay, jiss nay Abu Bakar (rz) o Umar (rz) o Usmaan (rz) say muhabbat ki unn kay saath kharra ho gaa, hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka maqaam, hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) o Usmaan (rz) ka maqaam, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) adhair ehl Jannat kay sardaar hon gay, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) sayyadaa khol ehl al-Jannat, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) Qiyaamat kay din Huzoor (s.a.w) kay saath hon gay, Khulafaa’ay Rashideen (rz) kaun log hain ?, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) Khulafaa’ Al-Raashideen thay, hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ko Jannat ki bashaarat, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka maqaam, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) say Huzoor (s.a.w) ki taqwiyyat, Huzoor (s.a.w) aur Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki shaan, siwaa’ay Anbiyaa’ (‘a) kay Abu Bakar (rz) o Umar (rz) say koi afzal nahi, ummat mein sub say afzal Abu Bakar (rz) o Umar (rz), hazrat Ali (rz) Shaikhain (rz) say muhabbat kartay thay, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki Khilaafat ki paish-go’i, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki Farishton aur anbiyaa’ mein misaal, zameen mein mairay wuzaraa’ Abu Bakar (rz) o Umar (rz) hain, logon mein sub say afzal Rasool s.a.w hain, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka maqaam samaa’at o basaarat, Huzoor (s.a.w) Abu Bakar (rz) o Umar (rz) kay saath Jannat mein daakhil hon gay, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka sawaab munqata’ na ho gaa, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka maqaam sama’ o basar, Huzoor (s.a.w) ki nazar mein Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka maqaam, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ehl Jannat boorrhon kay sardaar hon gay, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) say muhabbat say aakhirat mein mu’aafi, Qiyaamat kay din Huzoor (s.a.w) Abu Bakar (rz) o Umar (rz) kay saath, Huzoor (s.a.w) Abu Bakar (rz) o Umar (rz) Jannat mein ikathay jaa’ain gay, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki Farishton aur Nabbiyon mein misaal, Huzoor (s.a.w) ka khawab aur Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki Khilaafat, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki raa’ay ka maqaam, Khilaafat-e Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka maqaam, Nabii s.a.w kay ba’d Abu Bakar (rz) o Umar (rz) sub say afzal hain, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) Ali (rz) al-Murtazaa ki nazar mein, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka faisla, sub say afzal kaun hay?, ummat mein sub say afzal Abu Bakar (rz) o Umar (rz) hain, Ali (rz) al-Murtazaa ki nazar mein Abu Bakar (rz) o Umar (rz), Muhammad bin Hanfiyah say Ali (rz) al-Murtazaa ka Irshaad, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) Huzoor (s.a.w) kay wuzaraa’ thay, sayyadaa kahool-e ahl al-Jannat, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki shaan hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki nazar mein, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki nazar mein Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka maqaam, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) par kissi ko fazeelat na do, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka faisla — Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka maqaam, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ummat kay Ameen thay, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) hukamraanon kay li’ay hujjat hain, Abdullah bin sabaa?, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) par kissi aur ko fazeelat dainay waalay ki sazaa, Huzoor (s.a.w) ka qarz, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka maqaam, hazrat Umar raziyallah-o-‘anh kay manaaqib, hazrat Umar (rz) ki shaan, hazrat Umar (rz) ka Jannat mein mahal, Huzoor (s.a.w) ka khawab. hazrat Umar (rz) ki shaan, hazrat Umar (rz) ki shaan ‘ilm, hazrat Umar (rz) nau-jawaan aur taaqatwar, Haqq Umar (rz) ki zubaan par, sakeenat Umar (rz) ki zubaan par, hazrat Umar (rz) kay zaree’ah Islam ko izzat, hazrat Umar (rz) ki chaar baaton kay sabab fazeelat, Jannat mein hazrat Umar (rz) ka buland maqaam, naik kaamon ki koshish, Huzoor (s.a.w) aap say raazi aur khush thay, hazrat Umar (rz) ki hijrat, fazaa’il hazrat Umar Farooq (rz), shaan Farooq-e-A’zam (rz), shahaadat hazrat Umar Farooq ki bashaarat, Umar (rz) Farooq Jannat mein hain, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) achhay aadmi hain, Hadees ittebaa’ Khulafaa’ay Rashideen (rz), muhaajireen aur ansaar sachay Momin hain, charon Khulafaa’ ki muhabbat farz hay, manaaqib Khulafaa-e (rz) arba’ah, charon Khulafaa’ kay fazaa’il, hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) ka Irshaad, charon Khulafaa’ ki shaan, charon Khulafaa’ ka intikhaab, seerat-e Faarooq-e A’zam (rz) Umar ibn-e khitaab, hazrat Umar (rz) ka sunn wilaadat, bait Allah mein ‘alaaniyah ibaadat, Farooq ka laqab, hijrat aur ‘aqad muaakhat, hijrat ka mansoobah, ‘ayaash bin Abi Rabee’ah, hazrat Umar (rz) ka ‘aqad muaakhat, hazrat Umar (rz) ki ghazwaat mein shirkat, hazrat Umar (rz) ki amaaraat mein sariyah, hazrat Umar (rz) ko umray ki ijaazat, Khilaafat, hazrat Umar (rz) ka pehla Khutbah, hazrat Abu Bakar (rz) ki tadfeen kay ba’d musalmaanon say khitaab, hazrat Umar (rz) ki zarooriyaat zindagi, Allah kay maal mein hazrat Umar (rz) ka hissa, bait al-maal say qarz, Aasim bin Umar (rz) ka nafaqah, hazrat Abdullah bin Umar (rz) ki dukhtar ki nafaqah say mahroomi, Rasoolullah s.a.w ki pairwi, hazrat Hafsah (rz) ki hazrat Umar (rz) say darkhaast, bait al-maal say qarz lenay say inkaar, hazrat Umar (rz) ki khoraak, hukkaam ka tankhaa ka mutaalibah, mutaalibah tankhaa ki manzoori, aaram o aasa’esh say ijtinaab, Ameer al-Mo’mineen kay faraa’ez, ri’aaya say husn-e sulook, Ameer al-Mo’mineen ka laqab, hazrat Umar (rz) ki awwaliyaat, aamil ki taqarruri kay waqt ehtiyaati tadaabeer, Masjid nabawi (s.a.w) mein izaafah, hazrat Umar (rz) ka Al-Jaabiyah mein qiyaam, ‘amwaas ka ta’oon, faraa’ez Hajj ki adaa’egi, qaum ki islaah, hazrat Umar (rz) say naram rawi ki darkhaast, hazrat Usmaan (rz) aur hazrat Ibn Abbaas (rz) ko maal taqseem karnay ka hukum, zimah daari ka ehsaas, musalmaanon ki da’wat, fareeqain kay maa-bain hazrat Umar (rz) ki haalat, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki Khilaafat namoona hay, khauf-e Ilaahi, Imaam kay faraa’ez, ehtisaab-e nafss, aamil kay khilaaf shikayat, hazrat Umar (rz) aur Sahaabah (rz) ki Masjid mein aik nashist, mardum shumaari, mardum shumaari mein darjah bandi, deewaan ki tarteeb mein Banu Haashim say aaghaaz, ehl deewaan kay hissas, Badri Sahaabah (rz), azwaaj mutahharaat (rz) ko Badri Sahaabah (rz) par tarjeeh, ehl Yemen, shaam o Iraq kay li’ay ‘ataa, nisaa’ay muhaajiraat ka hissa, nauzaa’edah bachchon kay liay ‘ataa, hazrat Umar (rz) kay husn-e ‘amal ki ta’reef, hazrat Umar (rz) ki apni madah ki mumaane’at, hazrat Huzaifah (rz) ko ‘ataa’ein taqseem karnay ka hukum, maal-e ghaneemat ki saheeh taqseem, maal-e ghaneemat ki afraat par hazrat Umar (rz) ka izhaar-e ta’ajjub, Umm-ul-Mo’mineen hazrat Zainab (rz) ki Sakhaawat, sheer khaar bachchon kay li’ay ‘ataa ka e’laan, Haqq aur masaawat ka ehsaas, ma’mooli hissas ki taqseem ka ehtimaam, hazrat Umar (rz) ka Abu Moosaa kay naam khat, kasrat-e daulat par hazrat Umar (rz) ki giriya o zaari, azwaaj-e mutahharaat (rz) mein hazrat Aa’eshah (rz) ko tarjeeh, do jareeb ghalla ki ta’daad, hazrat Umar (rz) ka ehsaas zimah daari, musaafiron ki aasa’esh, khalifa aur baadshaah ka farq, ‘ummaal ki fehrist o amwaal ki talbi, hazrat Ali (rz) ka hazrat Umar (rz) ko mashwarah, bait al-maal mein hazrat Umar (rz) ka hissa, hazrat Umar (rz) ki kifaayat sha’ari, hazrat Umar (rz) aur zikar Ilaahi, ‘aam Al-Ramaadah, ‘aam Al-Ramaadah mein hazrat Umar (rz) ki ghiza, hazrat Umar (rz) kay rang mein taghayyur, hazrat Umar (rz) ki Marghoob ghiza, zamaanah qehat saali mein hazrat Umar (rz) ka libaas, ‘aam Al-Ramaadah mein hazrat Umar (rz) ka Khutbah, baaran-e rahmat, a’raab ki waapsi, hazrat Umar (rz) ka ‘ilm, hazrat Umar (rz) ka huliya, hazrat Umar bin khitaab Farooq-e-A’zam raziyallah-o-‘anh ki wafaat, hazrat Umar (rz) ki shahaadat par hazrat Hassaan ka marsiyyah, hazrat Faarooq-e A’zam (rz) ki zaujah Aatikah (rz) ka marsiyyah, Faarooq-e A’zam Umar (rz) bin Al-Khattab ki khaanwaadah Nubuwwat (s.a.w) say ‘aqeedat o muhabbat, Farooq-e-A’zam (rz) ka hazrat Faatimah (rz) Al-Zahraa say ‘aqeedat o muhabbat ka Izhaar, aik ghalat fehmi ka izaalah aik jhooti riwaayat, hazrat Faatimah (rz) Al-Zahraa’ hazrat Umar (rz) Farooq say raazi thein, hazrat Faatimat-uz-Zahraa (rz) kay janaazah mein shirkat, daur-e Faarooq-e A’zam (rz) mein hazrat Imaam Hussain (rz) ki aik shaadi, Farooq-e-A’zam (rz) kay hazraat Hassan (rz) o Hussain (rz) kay saath baahmi ta’alluqaat, hazraat Hasnain (rz) kay li’ay hazrat Umar (rz) nay kaprray Yemen say manga’ay, Hassan (rz) o Hussain (rz) ka bait al-maal say wazeefah Badri Sahaabah (rz) kay baraabar, hazrat Umar (rz) Farooq ka hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki dukhtar Umm-e-Kulsoom say Nikaah, Farooq-e-A’zam (rz) say hazrat Umm-e-Kulsoom kay Nikaah ki rawaayaat, hazrat Imaam Baaqir (rh) ki tasdeeq keh hazrat Umar (rz) daamad-e Ali (rz) thay, hazrat Umar (rz) Farooq ki aulaad hazrat Umm-e-Kulsoom bint Faatimah (rz) Al-Zahraa say, Zaid (rh) bin Umar (rz) bin khitaab, hazrat Ali (rz) kay nawaasah ki jurr’at, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) nay aik daanah baraabar bhi ehl bait (rz) kay huqooq zaa’ea’ na ki’ay, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) kay saath dosti na karnay waalay ko Shafa’at naseeb na ho, hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) Imaam aadil thay, Imaam Ja’far saadiq Abu Bakar (rz) o Umar (rz) kay mazaar par salaam kehtay thay, hazrat Imaam Abu Haneefah (rh) ki hazrat Imaam Baaqir (rh) say mulaaqaat, shahaadat say pehlay hazrat Umar (rz) Farooq ka khawab, Farooq-e-A’zam (rz) kay daur-e Khilaafat mein Qazi hazrat Ali (rz) thay, Farooq-e-A’zam (rz) kay fazaa’il o manaaqib syedinaa Ali (rz) al-Murtazaa ki zabani, Farooq-e-A’zam (rz) kay haath par hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka bai’at karnaa, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa nay teenon Khulafaa’ Rashedeen ki bai’at ki, hazrat Imaam Hassan (rz) nay apnay larrkon ka naam Abu Bakar o Umar rakha, dafan Farooqi mein hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki shamooliyat, ummat mein sub say barra maqaam-e fazeelat, ‘ehad-e Farooqi (rz) mein futoohaat, futoohaat Iraq o Iran, muhim (40) Namaaraq ki jang (13(AH) mutaabiq 634(AD)), muhim (41) Sataatiyah ki jang (13(AH) mutaabiq 634(AD)), muhim (42) Jasar ki jang (Ramadhan 13(AH) mutaabiq 634(AD)), muhim (43) jang Bawaib (Saffar 14(AH) mutaabiq 635(AD)), muhim (44) jang Qaadsiyah (Muharram 14(AH) mutaabiq 635(AD)), muhim (45) Madaa’en ki Fatah (Saffar Al-Muzaffar 16(AH) mutaabiq 636hamza), muhim (46) jang Jalola (17(AH) mutaabiq 637hamza), muhim (47) Halwaan par qabzah, muhim (48) Jazeerah ki Fatah (Jamaadi Oolaa 16(AH) mutaabiq 637(AD)), muhim (49) Khauzistan ki Fatah (17(AH) mutaabiq 637(AD)), muhim (50) ma’arkah Nahaawand (Muharram 21(AH) mutaabiq 642(AD)), muhim (51) Isfahaan ki Fatah (21(AH) mutaabiq 642(AD)), muhim (52) Hamadaan, Wailam aur Ray ki Fatah, muhim (53) Azerbaijan ki Fatah (22(AH) mutaabiq 643(AD)), muhim (54) Tabristaan (22(AH) mutaabiq 643(AD)), muhim (55) Aarmeeniyah ki Fatah (23(AH) mutaabiq 644(AD)), muhim (56) Faaras ki Fatah (23(AH) mutaabiq 644(AD)), muhim (57) Karmaan ki Fatah (23(AH) mutaabiq 644(AD)), muhim (58) Seestaan o Makraan ki Fatah (23(AH) mutaabiq 644(AD)), muhim (59) Khuraasan ki Fatah (23(AH) mutaabiq 644(AD)), muhim (60) Fatah Damishq (Damascus) (Rajab 14(AH) mutaabiq 635(AD)), muhim (61) Urdan (Jordan) ki Fatah, muhim (62) Hummas ki Fatah (15(AH) mutaabiq 635(AD)), muhim (63) Laazqiyah ki Fatah (15(AH) mutaabiq 635(AD)), muhim (64) ma’arkah Yarmook (15(AH) mutaabiq 636(AD)), muhim (65) bait Al-Maqdas ki Fatah (15(AH) mutaabiq 637(AD)), muhim (66) shaam mein aakhri ma’arkah (16(AH) mutaabiq 636(AD)), muhim (67) Qesaariyah ki Fatah (16(AH) mutaabiq 636(AD)), Misar (Egypt) ki Fatah ki tafseelaat, (1) Misar (Egypt) par hamlah karnay kay asbaab, muhim (69) Fistaat ki Fatah, muhim (70) Iskandariya (Alexandria) ki Fatah, muhim (71) Fatah Taraablas (21(AH) mutaabiq 642(AD)), daur-e Farooqi (rz) kay ehm waaqe’aat, waghairah.