Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Aalam-e-Barzakh, Maut aur Qabar ki Hayaat (Hissah Dom) shaa’e’ ho chuki hay.
‘unwanaat: Aalam Barzakh, Haqeeqat, Maut, Nafss, Qabar ki Hayaat, Rooh
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot
Aalam-e-Barzakh, Maut aur Qabar ki Hayaat (Hissah Dom) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Aalam-e-Barzakh, Maut aur Qabar ki Hayaat (Hissah Dom) (silsilah number 24) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
aalam barzakh, maut aur qabar ki hayaat (hissa dom), momin ki maut, momin ki maut ka manzar, Malik Al-Maut (as) ki haazri, rooh ka nikalna aur waapis aana, munkir nakeer kay sawaalat aur momin kay jawaabat, momin ki qabar, kaafir ki maut ka manzar, momin kay a’maal, kaafir ki qabar, munkir nakeer kay sawaalat aur kaafir kay jawaabat, kaafir kay a’maal, azaab o sawaab-e qabar, aalam barzakh (qabar) ahaadees ki roshni mein, qabar ki waardaat, mas’alah munkir nakeer, qabar mein sawaal o jawaab, qabar mein sawaal keh to kiss ki ibaadat kartaa tha?, qabar mein sawaal kay jawaab mein kalmah tauheed o Risaalat, qabar mein murdah jaaney waalon kay jooton ki aawaaz sunta hay, murdah loot kar jaaney waalon kay jooton ki aawaaz sunta hay, qabar mein teesraa sawaal, qabar mein doosraa sawaal, kaafir aur munaafiq ka qabar mein haal, momin ko qabar mein bashaarat, barzakh mein shuhadaa’ ki roohain jannat mein, aakhirat mein ajsaam kay zindah honay ki soorat, waghairah.