Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Aalam-e-Barzakh, Maut aur Qabar ki Hayaat (Hissah Awwal) shaa’e’ ho chuki hay.
‘unwanaat: Aalam Barzakh, Haqeeqat, Maut, Nafss, Qabar ki Hayaat, Rooh
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot
Aalam-e-Barzakh, Maut aur Qabar ki Hayaat (Hissah Awwal) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Aalam-e-Barzakh, Maut aur Qabar ki Hayaat (Hissah Awwal) (silsilah number 23) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
rooh kiya hay?, aalam barzakh, maut aur qabar ki hayaat (hissa awwal), faa’edah, nafss aur rooh ki haqeeqat, rooh kay muta’allaq Quraani nazriyah, makhlooqaat ki do qismain, tafseer, aalam arwaah, arwaah ko inn ki sooraton mein rakha, aalam arwaah mein anbiyaa’ say meesaaq, amrr Rabbi kiya hay?, insaan aur rooh, bashar aur rooh, ahl emaan ki rooh Allah ki taraf jaati hay, aulaad-e aadam ko aalam arwaah mein Khattaab, jism aur rooh, inn teenon jahaanon mein rooh kay ta’alluq ki nau’iyyat, insaan aur nafss, nafss anbiyaa’ ‘alaihim as-salaam, nafss waahid, nafss ammaarah, nafss lawwaamah, nafss mutma’innah, rooh ki haqeeqat, rooh aur nafss ki haqeeqat, nafss insaani, jism Lateef (nafss), rooh insaani, rooh mujarrad, momin ki rooh asli watan ki taraf, paakiza nafss aur naa-muraad nafss, nafss ki hifazat, nafss ki Rabb kay darbaar mein paishi, emaan laaya, nafss ka muhaasibah ho gaa, shuhadaa’ kay nafss, nafss ko re’aayat, rooh ki shakal, rooh Allah kay lashkaron mein say aik lashkar hay, aalam arwaah mein roohon ki mulaaqaat, aalam arwaah mein roohon kay lashkar hain, rooh aur nafss mein kiya farq hay?, neend kay dauraan arwaah ka jaana , arwaah ka neend mein waapis aana, maut kay ba’d momin ki rooh ka basairaa, arwaah kay fanaa na honay ki wajah, insaani roohon ka maqaam kahaan hay?, shuhadaa’ ki roohain barzakh ki zameen mein, fee sabeelillah ka Ma’na fee taa’at Allah, shuhadaa’ ki roohain jannat kay baaghon mein, arwaah Abraar kahaan rehti hain?, shaheedon ki roohain, illiyeen ki kaifiyyat, arwaah momineen ki barzakh mein kaifiyyat, insaani zindagi kay teen (3) daur, e’aadah-e rooh, neend mein qabz nafss, istadlaal mu’tazilah, jawaab Ahl-e-Sunnat, waghairah.