Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Ta’leem-us-Saalik shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Ta’leem-us-Saalik
‘unwanaat: Arba’een (40) Nabawi (s.a.w), Chehl Hadees, Salaasil Tayyabah
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot
Ta’leem-us-Saalik ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Salaasil Tayyabah (Hissah Awwal) (silsilah number 21) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
a’maal-e mutafarriqah subuh o shaam, salaasil Tayyabah (hissa awwal), namaaz-e tahajjud, pehli tarkeeb, tahajjud ka waqt, doosri tarkeeb, namaaz-e zuhaa yaa chaasht, namaaz ishraaq, ayyaam-e beiz kay rozay, salaat at-tasbeeh, namaaz fee az-zawaal, nawaafil ishaa’, nawaafil asr, nawaafil maghrib, ba’d namaaz-e fajar, roza juma’raat aur do-shambah (peer (Monday)), roza zil-hijjah, roza shashaa eid, roza ‘aashoorah, namaaz-e ishaa’ kay ba’d, namaaz maghrib kay ba’d, naseehat o wasiyyat aamaiz kalmay azz Zia al-quloob1 ma’ ba’zz taghayyuraat, faa’edah, irshaadaat hazrat Madni (rh), hazrat maulaana Qazi Mazhar Hussain quds sirah al-‘azeez kay naam, Shaikh al-Islaam o al-Muslimeen o imaam al-assr Syed Hussain Ahmad (rh) Madni ka maktoob, shajrah mubaarikah, Mazhariyah, Madaniyah, Hussainiyah, Rasheediyah, Quddoosiyah, Chishtiyah, Sabiriyah, mansoorah, Chishtiyah Sabiriyah Imdaadiyah Rasheediyah Hussainiyah Madaniyah Mazhariyah, shajrah mubaarikah manzoomah, du’aa beh tawassul silsilah Chishtiyah Sabiriyah Imdaadiyah Rasheediyah Hussainiyah Madaniyah Mazhariyah, shajrah Chishtiyah Sabiriyah Imdaadiyah Rasheediyah Madaniyah Mazhariyah mukhtasrah manzoomah, shajrah-e Chishtiyah Hussainiyah Madaniyah Mazhariyah, azz Makhdoom al-aalam hazrat maulaana Haji imdaad-o Allah saahib Imdaad muhaajir Makki quds sirrahu, shajrah tareeqat, salaasil-e Tayyabah arba’ah 1, shajrah-e tareeqat Naqshbandiyah Safdariyah, shajrah ijaazat hadees Nabawi s.a.w, Miaanji noor Muhammad Jhanjhaanwi kay khulafaa’ o majaazeen, qutub Makkah Haji Imdaadullah muhaajir Makki (rh) kay khulafaa’ o majaazeen, qutub al-irshaad maulaana Rasheed Ahmad saahib Gangohi kay khulafaa’ o majaazeen, maulaana khaleel Ahmad Sahaaranpuri (rh) kay khulafaa’ o majaazeen, hazrat maulaana Syed Hussain Ahmad Madni (rh) kay khulafaa’ o majaazeen, hazrat maulaana Qazi Mazhar Hussain (rh) saahib ki taraf say bai’at taubah kay majaazeen, hazrat maulaana Qazi Mazhar Hussain (rh) saahib ki taraf say bai’at sulook kay khaleefah-e majaaz, waghairah.
Arba’een Nabwi (s.a.w) Chehl Hadees (silsilah number 22) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Ta’leem-as-Saalik (hissa dom), shajrah-e manzoomah azz janaab maulaana Ashraf Ali saahib Thaanwi quds sirrahu, munaajaat (du’aa’ay Murshid), arba’een Nabawi chehl hadees, waghairah.