Kitaab Fazaa’il Darood-o-Salaam Download Karein

Kitaab Fazaa’il Darood-o-Salaam Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Fazaa’il Darood-o-Salaam shaa’e’ ho chuki hay.

Inside title image for Fazaa'il Darood-o-Salaam

Mauzoo’aat: Islam, Seerat-un-Nabii (s.a.w)

‘unwanaat: Ahaadees Rasool (s.a.w), Darood, Fazaa’il, Salaam

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot

Fazaa’il Darood-o-Salaam ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Fazaa’il Darood-o-Salaam (silsilah number 10) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

ahaadees Rasool s.a.w fazaa’il darood o salaam, bazurgon say manqool chand mujarrab darood Shareef, Jumm’a kay roz kasrat-e darood Shareef, fazaa’il darood Shareef, jab qabar Athar par salaam parrha jaa’ay, huzoor s.a.w khud suntay hain, darood Shareef huzoor s.a.w par paish kiya jaata hay, rauzah-e aqdas par farishtay salaam pohnchaatay hain, daur say darood o salaam parrha jaa’ay to pohnchaya jaata hay, rozaanah hazaar (1000) baar darood parrhnay ki barkat, darood jahaan bhi parrha jaa’ay, rauzah aqdas mein pohnchaya jaata hay, darood parrhnay par aik qeeraat sawaab, salaam jab parrha jaa’ay, rooh ki kaifiyyat, qabar par darood o salaam khud suntay hain, anbiyaa’ kay jism mahfooz rehtay hain, darood o salaam pohnchaya jaata hay, tamaam daroodon mein afzal darood, darood Shareef hadees sihaah sittah, sheereen tar nuktah, darood Shareef, ahaadees Rasool s.a.w say manqool salaam, salaam, mawaajeh Shareef par haazri kay waqt salaam, jaame’ du’aa, salaat tunajjeenaa, mukhamsaat-e ‘ashar, hazrat mujaddad Alif Thaani (rh) ka Irshaad, sunnat-e Rasoolullah (s.a.w) say muhabbat, sunnat-e Rasoolullah (s.a.w), sunnat tareeqah, sunnat Rasoolullah (s.a.w), waghairah.

‘Kitaab Fazaa’il Darood-o-Salaam Download Karein’ kay safha ko 1747 visitors nay 1993 martabah deikhaa