Kitaab Duniyaa Mein Islaam kaisay Phaila? Download Karein

Kitaab Duniyaa Mein Islaam kaisay Phaila? Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Duniyaa Mein Islaam kaisay Phaila? shaa’e’ ho chuki hay.

Cover front image for Duniyaa Mein Islaam kaisay Phaila?
Inside title image for Duniyaa Mein Islaam kaisay Phaila?
Cover back image for Duniyaa Mein Islaam kaisay Phaila?

Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Islaam

‘unwanaat: Duniya Mein Islaam Kaisay Phaila?, Pehlay Pehlay Islaam Laanay Waalay

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot

Duniyaa Mein Islaam kaisay Phaila? ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Duniyaa Mein Islaam kaisay Phaila? (silsilah number 27) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

pehlay pehlay Islaam laanay waalay chaalees Musalmaan, as-saabiqoon-a al-awwaloon-a min-a al-muhaajireen-a wa al-ansaar, taareekh Islam (hissa dom) duniyaa mein Islam kaisay phaila?, pehla Musalmaan aazaad mard, hazrat Muhammad s.a.w, Abu Bakar (rz) o Bilaal (rz) izhaar-e Islaam say pehlay kay waaqe’aat, buhairaa raahib ki mulaaqaat, safar shaam aur buhairaa raahib ki mulaaqaat, hazrat Muhammad s.a.w ki shaam say waapsi Abu Bakar (rz) aur Bilaal (rz) bhi saath thay, hazrat Abu Bakar (rz) Siddique kay Islaam laanay say pehlay kay waaqe’aat, Yemen kay raahib say mukaalmah aur Siddique Akbar (rz) ka pehlay emaan laana, Islaam laanay say qabal ka aik aur waaqe’ah, pehlay pehlay izhaar-e Islaam karnay waalay aath (8) Musalmaan, hazrat Khabbaab (rz) bin Al-Arat, hazrat Sa’ad bin Abi Waqaas (rz), hazrat Abdul Rahman (rz) bin ‘auff, hazrat Usmaan (rz) bin Affaan, hazrat Usmaan (rz) bin Maz’oon, hazrat Asmaa’ bint Abi Bakar (rz) Siddique, hazrat Sa’eed (rz) bin Zaid, hazrat Suhaib (rz) bin Sanaan Roomi, hazrat Na’eem (rz) bin Abdullah Al-Khaam, jab roo’ay zameen par musalmaanon ki ta’daad 38 ho ga’i, hazrat Umar (rz) bin Al-Khattab, huzoor s.a.w ki betiyon ka emaan laana, hazrat Hamzah (rz) kay Islaam laanay say musalmaanon ki ta’daad 39 ho ga’i, hazrat Umar (rz) ki Islaam laanay kay ba’d Tawaaf-e Ka’ba kay li’ay rawaangi, hazrat Umar (rz) kay Islaam laanay say musalmaanon ki ta’daad 40 ho ga’i, Rasoolillah s.a.w kay hamraah hazrat Umar (rz) aur musalmaanon ka Tawaaf-e Ka’ba, note, waghairah.

‘Kitaab Duniyaa Mein Islaam kaisay Phaila? Download Karein’ kay safha ko 1731 visitors nay 1975 martabah deikhaa