Kitaab ushr-o-Zakaat Download Karein

Kitaab ushr-o-Zakaat Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab ushr-o-Zakaat shaa’e’ ho chuki hay.

Cover front image for ushr-o-Zakaat
Inside title image for ushr-o-Zakaat
Cover back image for ushr-o-Zakaat

Mauzoo’aat: Deeniyaat, Islam, Masa’il-o-Ahkaam

‘unwanaat: Quran-o-Hadees ki Roshni mein, ushr Zar’I Zameen, Zakaat Maal-o-Mawaishi

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Marhabaa Academy

ushr-o-Zakaat ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

ushr-o-Zakaat (silsilah number 88) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

masaa’el o ehkaam ‘ushr o zakaat, Quraan Majeed o Hadees ki roshni mein (ya’ni pedawar ki zakaat), zakaat aur ‘ushr kay mustahqeen ka bayaan, ‘ushr kay zaroori masaa’el, mas’alah number 1, mas’alah number 2, mas’alah number 3, mas’alah number 4, mas’alah number 5, mas’alah number 6, mas’alah number 7, masaa’el o ehkaam zakaat, masaa’il-e zakaat, jin logon ko zakaat deinaa jaa’ez hay, jaanwaron ki zakaat ka bayaan, saa’ima jaanwaron ki zakaat ka bayaan, gaa’ay aur bhains ka nisaab zakaat, oonton ki zakaat ka nisaab, bakri bher ka nisaab zakaat, zakaat kay mutafarriq masaa’el, waghairah.

‘Kitaab ushr-o-Zakaat Download Karein’ kay safha ko 3 visitors nay 4 martabah deikhaa