Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab ulamaa-e-Deoband ki ‘ibaraat shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Mazaahib, Taqaabul-e-Adiyan
‘unwanaat: Tehqeeqi Faisala, Wazaahat-o-Sadaaqat
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Marhabaa Academy
ulamaa-e-Deoband ki ‘ibaraat ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
ulamaa-e-Deoband ki ‘ibaraat (silsilah number 87) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Ahmad Raza barailwi ka da’awaa, o jawaab da’awaa, tahzeer-un-naas ki ibaarat ka matlab, Maulaana Qaasim Nanotvi (rh) par ilzamaat ka jawaab, hazrat Maulaana Muhammad Qaasim sahib Nanotvi (rh), par inkaar khatam Nabuwwat ka ilzam aur uss ka jawaab, doosri wajah, teesri wajah, chauthi wajah, tahzeer-un-naas ki ‘ibaarton ka saheeh matlab, peer (Monday) Karam Shah sahib Bhairwi (rh) ka Irshaad, hazrat Khawaja Muhammad Qamar-ud-Deen saahib (rh) sajjaada nasheen Siyaal Shareef, Khawaja Mahboob al-Rasool sahib Lillah Shareef ka Irshaad, hazrat Khawaja Ghulam Muhay Al-Deen sahib sajjaada nasheen Golrra Shareef, uss silsilah mein ‘ulamaa’ Haramain Shareefain ka sawaal, waghairah.