Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Tuhfa-e-Masnoon Wazaa’if (Pocket Size) shaa’e’ ho chuki hay.
‘unwanaat: Chehl (40) Hadees, Du’aa’ Anas Bin Maalik (rz), Du’aa’-e-Mughni, Du’aa’-e-Siddique-e-Akbar (rz), Fazeelat Asmaa’-e-Husnaa, Masnoon Du’aa’ain, Mujarrab ‘amliyaat, Shajrah Mubaarikah
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba Ahl-us-Sunnat wal-Jama’at
Tuhfa-e-Masnoon Wazaa’if (Pocket Size) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Tuhfa-e-Masnoon Wazaa’if (Pocket Size) (silsilah number 85) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
(1) darood Shareef, (2) kalimaat Jawairiyah (rz), (3) subuh o shaam das (10) baar parrhen, (4) har roz subuh kay waqt parrhay, (5) har roz saat (7) baar parrhay, (6) aik dafa parrhnay ka bay hadd o shumaar sawaab, (7) das (10) hazaar (1000) martabah say ziyaadah parrhnay ka sawaab, (8) saat (7) hazaar (1000) martabah say ziyaadah ka sawaab, (9) ism A’zam ki Taaseer, (10) chaar beemaariyon ka ‘elaaj, chaar kalimaat ka wazeefah, (11) Jaame’ du’aa’, (12) du’aa’-e taubah, (13) hazrat Umar (rz) Farooq ki du’aa’, (14) fazeelat o barkat, (15) fazeelat do kalimaat, (16) bees laakh naikiyan, (17) das (10) laakh naikiyan, (18) aik baar parrhnay say das (10) laakh naikiyan, (19) sattar (70) (70) balaa’on say hifaazat, (20) fazeelat Soorat ikhlaas, (21) Jaame’ du’aa’, (22) darood Shareef, (23) Jumm’a kay roz kasrat-e darood Shareef, (24) darood Shareef, (25) das (10) duaa’ain azz Siddique Akbar t, (26) hazrat uns bin maalik t ki du’aa, (27) du’aa’ay Khizaru, (28) kaamon mein aasaani, kaamyaabi aur qalbi sukoon kay liay, (29) maujoodah halaat kay liay masnoon du’a’ain, (30) nazar-e bad, sehar aur aasaib waghairah say hifaazat ka aik mujarrab ‘amal, (31) kaamon mein aasaani aur barkat ka mujarrab ‘amal, (32) ta’leemi taraqqi, aasaani aur imtihaan mein kaamyaabi kay liay du’aa, (33) dil kay mareezon kay liay mujarrab ‘amal, (34) dard-e Sir kay liay mujarrab ‘amal, (35) takleef ki jagah par haath rakh kar, (36) operation, wilaadat yaa har mushkil kay waqt, (37) beewi bachchon aur shoher ki deeni o duniyaawi sehat, kaamyaabi aur pur-musarrat o khush-gawaar zindagi kay liay du’aa, (38) diabetes (sugar) ka bahut mujarrab ‘elaaj, (39) aik khaas ‘amal, auraad yaumiya, tasbeeh A’zam (afzal-ut-tasaabeeh), (1) tasbeehaat Fajar, (2) tasbeehaat ‘asar, Du’a’ay Jaleelah, khazaa’in ghaib ki paanch kunjiyan, ‘ilm ladunni, Mazhariyah, Madaniyah, Hussainiyah, Rasheediyah, Quddoosiyah, Chishtiyah, Sabiriyah, mansoorah, shajrah mubaarikah manzoomah, shajrah Chishtiyah Sabiriyah Imdaadiyah Rasheediyah Madaniyah Mazhariyah mukhtasrah manzoomah, du’aa beh tawassul silsilah Chishtiyah Sabiriyah Imdaadiyah Rasheediyah Hussainiyah Madaniyah Mazhariyah, waghairah.