Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Taareekh-e-Mazaahib shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Mazaahib, Taqaabul-e-Adiyan
‘unwanaat: 73 Firqay, Afkaar, Aqaa’id, Tafseel
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Marhabaa Academy
Taareekh-e-Mazaahib ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Taareekh-e-Mazaahib (silsilah number 45) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
73 firqon ki tafseel, taareekh-e mazaahib, tehattar (73) firqon kay aqaa’id, ehl Al-Sunnat o Al-Jama’at, jamaa’at Sahaabah (rz) ma’yaar-e Haqq hay, mairay aur mairay Sahaabah (rz) kay pairo Jannat jaa’ain gay, ehl Al-Sunnat o Al-Jama’at kaun hain?, (2) Khaariji firqah kay ba’zz aqaa’id, (3) Shi’a Raafizi firqah kay ba’zz aqaa’id, firqah ghaaliyah, firqah Zaidiyah, firqah Raafizah, (1) firqah Imaamiyah, (2) ghaaliyah firqah, (3) Raafiziyah Khitaabiyah, (4) Raafiziyah Sabaa’iyah, (5) firqah Ismaa’iliyah, (6) Raafiziyah Imaamiyah, rawaafiz kay khayalaat o aqaa’id yahoodiyon say miltay jultay hain, yahoodi, Raafizi, (4) mu’tazilah firqah kay aqaa’id, firqah Qadriyah, mu’tazilah, (5) Marjiyyah firqah kay aqaa’id, (6) Mushabbah firqah kay aqaa’id, Shi’a ka iqraar keh woh aik hazaar (1000) saal tak taqiyah kartay rahay, (7) Juhmiyyah firqah kay aqaa’id, (8) Najaariyah firqah kay aqaa’id, (9) firqah Zaraariyah kay aqaa’id, (10) firqah Kalaabiyah kay aqaa’id, nazriyah imaamat aur Zaid bin Ali bin Hussain (rz) ka manaazirah, ghaali Shi’a firqah, firqah Imaamiyah, pehla firqah Ismaa’iliyah kehlaata hay, doosraa firqah asnaa ‘asharyah kehlaata hay, qaar’een gumraah firqon say muhtaat rahain, waghairah.