Taareekh-e-Mazaahib janaab Maulaana Haafiz Abdul Waheed Al-Hanfi sahib ki tarteeb o tadween aur Marhabaa Academy ki shaa’e’ kardah aik Islaami o islaahi kitaab hay, jiss ka silsilah number 45 hay. Iss kitaab mein Islam, Taareekh-e-Mazaahib, Taqaabul-e-Adiyan waghairah kay mauzoo’aat aur 73 Firqay, Afkaar, Aqaa’id, Tafseel waghairah kay ‘unwanaat par mushtamil ba-hawaalah mazaameen shaamil kiye ga’ay hain.
‘Taareekh-e-Mazaahib’ ki isha’at-e-Awwal morkhah 17 Zi Qa’dah 1433 (AH) mutaabiq 15-Oct-2012 ko Chakwal say hu’i.
Zafar Malik ki composing o designing, apni behtareen binding kay saath, 32 safhaat par mabni kitaab ‘Taareekh-e-Mazaahib’ kay khoobsurat title ki chand tasaaweer darj zail hain:
‘Taareekh-e-Mazaahib’ ko apnay qareebi kutub farosh say khareed farmaa kar yaa PDF format mein download kar kay yaa online khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib aur doston ko bhi iss kitaab kay parrhnay ki targheeb dijiay. Shukriyah