Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Sharee’at-o-Tareeqat Ki Ahmiyyat shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Deeniyaat, Islam, Ta’leem-us-Saalik
‘unwanaat: Baqaa’ay Sharee’at ka Raaz, Nafss ki Islaah
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah
Sharee’at-o-Tareeqat Ki Ahmiyyat ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Sharee’at-o-Tareeqat Ki Ahmiyyat (silsilah number 71) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Sharee’at o tareeqat ki ehmiyyat, nafss ki islaah ka ma’yaar, Nabuwwat walaayat say afzal hay, ‘uluww-e ikhlaaq, Sharee’at ki pairwi, achhay ikhlaaq ki haqeeqat, itbaa’-e Sunnat, ijtinaab-e bid’at, bay niyaazi Sultaan-e ‘aam, baar-gaah-e Ilaahi ki bulandi, anbiyaa’ ki aik saans tamaam auliyaa’ ki poori zindagi say afzal hay, Sharee’at ki pabandi hamaishah zaroori hay, Sharee’at ki shart, ittebaa’ Muhammadi (s.a.w) say chara nahi, baqaa’ Sharee’at ka raaz, Sharee’at kay ehkaam ki pabandi ki misaal, ‘ulamaa’ aur mashaa’ekh kaamleen ka uswah, amaanat-e muhabbat ka tazkirah, haasil-e wujood, hazrat Aadam (A) ki qismat ka sitaara buland hua, zarrah-e khaak ka iqbal, maqaam tajreed o tafreed, (2) itbaa’-e Sunnat, dal aagaah, dal ka itminaan, ‘aalam-e Kabeer aur ‘aalam-e Sagheer, Hadees Qudsi say muraad, wus’at qalb Momin, wus’at o qaub qalb Momin, dal kay khatraat o taghayyur, (3) handiyaa kay ubaal say bhi ziyaadah khatrah, qalb (dal) chaar qisam kay hain, qalb kay ehwaal, ibn-e aadam kay quloob, qalb ki islaah ka ma’yaar, waghairah.