Kitaab Safar-naamah Haramain Shareefain Download Karein

Kitaab Safar-naamah Haramain Shareefain Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Safar-naamah Haramain Shareefain shaa’e’ ho chuki hay.

Cover front image for Safar-naamah Haramain Shareefain
Inside title image for Safar-naamah Haramain Shareefain
Cover back image for Safar-naamah Haramain Shareefain

Mauzoo’aat: Islam, Safar-naamah

‘unwanaat: Mein nay Kiya Daikhaa?, Yaad-gaar Safar-e-Hijaaz

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah

Safar-naamah Haramain Shareefain ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Safar-naamah Haramain Shareefain (silsilah number 67) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

safar-naamah Haramain Shareefain, 1412(AH) ba-mutaabiq 1992(AD), safar Haramain Shareefain 1992(AD), ghaar-e Hiraa ka safar, ghaar-e Saur par haazri, dubaarah ghaar-e Hiraa mein haazri, Minaa, Muzdalfah, ‘arafaat mein haazri, Jabal Uhad ki intehaa’i choti tak safar, hazrat Hamzah aur shuhadaa’ay Uhad kay mazaaraat, hazrat Usman Zun-Noorain (rz) ka kunwaan, Saqeefah bani Sa’adah ka chhappar, maidaan-e Hudaibiyah ki ziyaarat, 1995(AD) kay waaqe’aat, Masjid haraam khaanah Ka’ba Shareef aur Masjid Nabwi (s.a.w), rauzah-e muqadsah par haazri, 1417(AH) ba-mutaabiq 1997(AD), umrah kay af’aal ki adaa’egi, ehraam kay dauraan paabandiyan, hudood haram ki paabandiyan, Masjid al-Haraam mein daakhlah, pehli nazar ki Du’aa qabool hoti hay, tawaaf ki niyyat, hijr aswad ka istalaam (bosa deinaa yaa ishaarah say choomna), tawaaf Ka’ba kay dauraan saat (7) Takbeer aur hidaayaat, rukan Yamaani say hijr aswad tak, multazim aur duaa’ain, Safaa marwah kay darmiyan sa’ii, sa’ii ki niyyat, Sir kay ball (halaq) mundwaana yaa (qasar) tarashwaana, umrah ka ‘amal mukammal, ehraam ki paabandiyan khatam, Makkah Mu’azzamah mein taareekhi muqaamaat, Masjid ‘aa’eshah, moolid Rasoolullah (s.a.w), maidaan Minaa, maidaan Muzdalfah, ‘arafaat, ghaar-e Hiraa, ghaar-e Saur, Jannat al-Mu’alla, Masjid jin, Masjid ar-Raaya, Quresh Makkah kay makaanaat, Makkah Mukarmah say Madina Munawwarah ka raasta, (1) al-tareeq al-Sultaani, (2) doosraa raasta al-tareeq al-far’ii, (3) teesraa raasta tareeq al-Ghaa’ir, (4) chauthaa raasta tareeq al-sharqi, Makkah shehr mein daakhil honay kay teen (3) raastay, Makkah shehr kay teen (3) darwaazay, safar-naamah Madina Munawwarah 1417(AH) mutaabiq 1997(AD), Madina Munawwarah mein taareekhi muqaamaat ki ziyaarat, Jannat al-Baqee’ qabaristan, Masjid Nabawi mein aik Namaaz pachaas (50) hazaar (1000) kay baraabar, jiss nay qabar-e Rasool (s.a.w) ki ziyaarat ki uss ki Shafa’at, rauzah Rasool Jannat ki zameen ka tukrra hay, (5) Huzoor (s.a.w) Khaatimun-Nabiyeen hain, anbiyaa’ ki qabron mein barzakhi hayaat, Huzoor (s.a.w) qabar par parrha jaaney waala darood khud suntay hain, safar-naamah Haramain Shareefain 2019(AD) 1440(AH), bait Allah mein haazri, manaasik-e Hajj, ‘arafaat rawaangi, wuqoof-e ‘arafaat, rahmat ki baarish ‘arafaat mein, ‘arafaat say waapsi, Muzdalfah (waajib), (4) ‘arafaat mein Jabal rahmat, Jabal rahmat kay oopar burj, waadi Urfah o Masjid Namrah, Masjid al-Mash’ar al-Haraam (Muzdalfah), Minaa, Minaa say surang Makkah tak, Masjid Khaif, 10 zil-hijjah Muzdalfah say Minaa rawaangi, (2) qurbani waajib, (3) halaq yaa qasar (waajib), (4) tawaaf ziyaarat (farz), Minaa mein waapsi, 11 zil-hijjah, teenon Shaitaanon ko kankariyan maarna, 12 zil-hijjah teenon Shaitaanon ko kankariyan maarna (waajib), ‘azeeziyah ki Jaame’ Masjid mein qiyaam, haram mein Muhammad Makki sahib ka Dars, Masjid ‘aa’eshah say umrah, muqaddas muqaamaat ka safar, (2) Jannat al-Mu’alla, hazrat Haji Imdaadullah Makki ki qabar mubaarak, Jannat al-Mu’alla mein quboor-e Sahaabah (rz), safar-naamah Taa’ef, Taa’ef say waapsi par umrah, ghaar-e Hiraa ka safar, ghaar-e Saur ka safar, safar-e Taa’ef kay chand taareekhi manaazir, yaad-gaar jagah par Masjid, Taa’ef ka baagh, aan Hazrat (s.a.w) ki Taa’ef say waapsi, Taa’ef say waapsi kay dauraan wadii’ nakhlah mein Jannaat nay Quraan sunaa, nakhlah say ghaar-e Hiraa mein waapsi, hudood haram Ka’ba Shareef, arz-e Makkah Mukarmah ki pedaeesh, (4) bait Allah Al-Quraa aur bait al-Ma’moor ka saaya, Makkah Mukarmah ka mahal waqoo’, Makkah Mukarmah ki satah samandar say bulandi, Taa’ef shehr aur uss naam ka sabab, Taa’ef kay qal’ah ka ma’asrah, Taa’ef ka doosraa safar, mahal waqoo’ Taa’ef ki simt, Taa’ef say Ju’raanah waapsi, Sheema’ kay zaree’ah qaidiyon ki rehaa’i ki safaarish, Sheema’ ko in’aam o ikraam, qaidiyon ki rehaa’i ki darkhaast, Banu Hawaazan kay sardaar maalik bin ‘auff ka Islaam laana, Ju’raanah say umrah, Ju’raanah kay maqaam par in’aamaat ki ‘amoomi taqseem, bait Allah ki fazeelat, Ka’ba par aik so bees rahmatain, Ka’ba ko daikhnay ka sawaab, (4) Ka’ba Shareef daikhnay ka sawaab, (5) rukn-e Yamaani par sattar (70) farishtay, aik laakh Ramadhan Shareef ka ajar o sawaab, asmaa’ muqaddisah Bakkah, Makkah, Masjid haraam mein aik naiki, aik laakh kay baraabar hay, sub say pehla ghar bait Allah, Fatah Makkah ka dil-kash manzar, maqaam Juhfa mein hazrat Abbaas (rz) ki mulaaqaat, hazrat Abu Sufiyaan (rz) bin Harab ka qabool Islaam, Aap (s.a.w) ki siyaasi baseerat, aan Hazrat (s.a.w) ka Ka’batullah mein e’laan ‘aam, Makkah mein governor ka taqarrur, hazrat Abu Bakar Siddique (rz) kay waalid ka Islaam laana, hazrat Ameer Mu’aawiyah (rz) ka Izhaar Islaam karnaa, Hajj aur umrah ka wujoob, Hajj ki taaqat rakhtay hu’ay Hajj na karnaa, Hajj kay liay jaldi karnaa, Hajj ka wujoob, umrah ka wujoob, Makkah Mukarmah say waapsi par Tawaaf-e widaa’, Tawaaf-e widaa’ ki du’aa, safar Madina Munawwarah, safar-naamah Madina Munawwarah say Badar tak kiya daikhaa, 24 zil-hijjah 1440(AH) mutaabiq 25 August 2019(AD) baroz itwaar, azwaaj mutahharaat kay hujron ka raqbah, Masjid Nabawi ‘alaa saahibah as-salawaat o at-tasleem, as-haab Suffah ka chabootra, Riyadh al-Jannah ki hudood, (1) ustuwaana hannana, (2) ustuwaana Aa’eshah (rz), (3) ustuwaana-e Abi Lubaaba, (4) ustuwaana-e wufood, (5) ustuwaana-e sareer, (6) ustuwaana urs, (7) ustuwaana-e tahajjud, (8) ustuwaana-e Jibra’eel, asal hujrah shareefah ki deewaarain kachchi einton ki hain, hujrah mubaarikah par lakrri ka pehla qubah, 557(AH) ka aik ‘azeem Mu’jizah, shaikhain Abu Bakar (rz) o Umar (rz) kay dushman bhi zameen nigal ga’i, ghazwah Badar ka tazkirah Quraan mein, ghaaziyaan-e Badar kay fazaa’il, (3) jabl-e Malaa’ikah, shuhadaa’ay Badar kay Asmaa’ay garaami, nusrat-e Khudaa-wandi ka ‘azeem ash-shaan zahoor, maidaan-e Badar say Madina Munawwarah ka safar, Madina Munawwarah say Pakistan, Islamabad airport say Chakwal, waghairah.

‘Kitaab Safar-naamah Haramain Shareefain Download Karein’ kay safha ko 1187 visitors nay 1354 martabah deikhaa