Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Sabaq Aamoz 10 Hikayaat Auliyaa’ shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Tazkara-tul-Auliyaa’
‘unwanaat: Aslaaf ki Zindagi, Sabaq Aamoz
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah
Sabaq Aamoz 10 Hikayaat Auliyaa’ ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Sabaq Aamoz 10 Hikayaat Auliyaa’ (silsilah number 83) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
sabaq aamoz, 10 hikayaat auliyaa’, Allah waalon ki baatain aur naseehatein, dal kaisa hota hay, tasawwuf kiya hay, duniya aik din ki hay, chaar sabaq aamoz baatain, mu’aamlaat-e Raza ki haqeeqat, af’aal baari Ta’aala ka ‘ilm, ‘ilm zaat baari kay baaray e’taqaad, ‘ilm siffaat baari Ta’aala, hikaayat, Imaam A’zam Abu Haneefah Nu’maan bin Saabit (rh), ba-kasrat mashaa’ekh kay ustaaz, hazrat Imaam Abu Haneefah (rh) ki firaasat, waghairah.