Kitaab Namaaz-e-Masnoon Mudallil ma’ Masnoon Duaa’ain Download Karein

Kitaab Namaaz-e-Masnoon Mudallil ma’ Masnoon Duaa’ain Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Namaaz-e-Masnoon Mudallil ma’ Masnoon Duaa’ain shaa’e’ ho chuki hay.

Cover front image for Namaaz-e-Masnoon Mudallil ma' Masnoon Duaa'ain
Inside title image for Namaaz-e-Masnoon Mudallil ma' Masnoon Duaa'ain
Cover back image for Namaaz-e-Masnoon Mudallil ma' Masnoon Duaa'ain

Mauzoo’aat: Deeniyaat, Islam

‘unwanaat: Duaa’ain, Masnoon, Mudallil, Namaaz

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Marhabaa Academy

Namaaz-e-Masnoon Mudallil ma’ Masnoon Duaa’ain ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Namaaz-e-Masnoon Mudallil ma’ Masnoon Duaa’ain (silsilah number 53) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

Namaaz masnoon (mudallil), Namaaz ka hukum Quraan mein, Fajar o Zohr namaaz-e ‘asar Maghrib ‘ishaa’, namaaz-e Zohr, ‘asar, Maghrib, ‘ishaa’, Fajar, Namaaz Fajar, ‘ishaa’ ka lafz Quraan mein, Namaaz Jumm’a, Namaaz masnoon, Namaaz ki niyyat, Du’a’ay Qunoot, naqshah ta’daad rak’aat faraa’ez o sunan, fazeelat Asmaa’ay Husnaa, Asmaa’ay Husnaa, Du’aa ka tareeqah, masnoon duaa’ain, du’aa’ khatam kartay waqt, ba’d Namaaz Fajar o Maghrib, Aayat al-Kursi, tasbeeh Taraaweeh, Aayat Kareemah, Taraaweeh ka bayaan, namaaz-e janaazah ka bayaan, pehli Takbeer kay ba’d, baaligh mard o aurat ki mayyat kay liay du’aa’, naa baaligh larrki ki mayyat kay liay du’aa’, naa baaligh larrkay ki mayyat kay liay du’aa’, qabar mein mayyat ko utaartay waqt yeh Du’aa parrho:, aur qabar par matti daaltay hu’ay yeh Du’aa parrho:, du’aa’ ziyaarat quboor, masnoon du’a’ain, subuh o shaam parrhnay ki Du’aa, niyaa chaand dekhtay waqt du’aa’, adaa’egi qarz kay li’ay du’aa’, Du’aa’-e ‘aqeeqah, khaana shuroo’ kartay waqt du’aa’, khaana khaanay kay ba’d du’aa’, Namaaz mein dhiyaan batnaa, Fiqah Hanfi. hadees-e Nabwi (s.a.w) kay mutaabiq hay, Hadees (2) – gardan par massah, Ahaadees Rasoolullah (s.a.w), dalaa’el maslak Imaam A’zam Abu Haneefah (rh) (hissa awwal), masnoon Namaaz ki chaalees (40) Hadeesein, Hadees (1) – Wuzoo ka tareeqah, juraabon par massah karnaa, Hadees (3) – auqaat Namaaz, awaa’el auqaat al-Salaat al-khams o awaakhirihaa, paanch waqtah namaazon kay auqaat awwal o aakhir, Hadees (4)- Fajar ka masnoon waqt, Hadees (5) Zohr ka masnoon waqt, Hadees (6) ‘asar ka masnoon waqt, Hadees (7) aqaamat kay masnoon kalimaat, Hadees (8) Sir dhaanpna, Hadees (9) kaanon tak haath uthaana, Hadees (10) naaf kay neechay haath baandhna, Namaaz mein haathon ka naaf kay neechay rakhnaa, Hadees (11) Sanaa, Hadees (12) Bismillah aahista parrhay, Hadees (13) Muqtadi sunay aur khaamosh rahay, Hadees (14) Muqtadi Soorat Fatiha na parrhay, Hadees (15) Imaam kay peechhay Fatiha na parrhna, Hadees (16) Imaam jab Qira’at karay to khaamosh raho, Hadees (17) Imaam ki Qira’at Muqtadi kay li’ay kaafi hay, Hadees (18) tanha namaazi Fatiha parrhay Muqtadi nahi, Hadees (19) tanha namaazi Fatiha parrhay, Muqtadi na parrhay, Hadees (20) Aameen aahista kahay, Hadees (21) Aameen aahista parrhna, Hadees (22) Namaaz mein rafa’ yadain, Hadees (23) Namaaz mein Tehreemah kay baghair rafa’ yadain na karnaa, Hadees (24) Takbeer-e Oolaa kay waqt rafa’ yadain, Hadees (25) Nabawi Namaaz. saraf shuroo’ mein rafa’ yadain, Hadees (26) ‘amal Sahaabah (rz). Namaaz ki pehli Takbeer mein rafa’ yadain, Hadees (27) Jalsah-e Istaraahat, Hadees (28) do Raka’aton kay darmiyan Jalsah Istaraahat, baa’ain paa’on peh baithna aur dayaan paa’on kharra karnaa, Hadees (29) At-Tahiyyaat, Hadees (30) ungli ka ishaarah, Hadees (31) darood Shareef, Hadees (32) haath utthaa kar du’aa’ maangnaa, Hadees (33) Zohr ki Sunnatain, garmiyon mein Zohr ka dair say parrhna, Hadees (34) ‘asar ki Sunnatain, namaaz-e Maghrib say pehlay nafal na parrhna, Hadees (35) Maghrib ki Sunnatain, Hadees (36) ‘ishaa’ ki Sunnatain, Hadees (37) Witr ki teen (3) rak’aat, teen (3) Witr Aap (s.a.w) nay parrhay, Hadees (38) rukoo’ say pehlay Du’a’ay Qunoot, Hadees (39) Witron kay aakhir mein salaam pheray, Fajar ki Sunnatain, Hadees (40) Fajar ki Sunnatain qazaa’ Sooraj kay tuloo’ honay kay ba’d adaa karnaa, Hadees (42), Hadees (41) Fajar ko safaidy mein adaa karnaa, Hadees (43) Sunnaton ki qazaa’, Hadees (44) Taraaweeh ‘ehad Nabwi (s.a.w) mein, Taraaweeh Khilaafat Raashidah mein, Takbeeraat-e Eidain, Eidain mein zaayd chhay Takbeerain, Rasoolullah (s.a.w) ki Namaaz, Hajj kay mawaaqe’ kay siwa do namaazon ko aik waqt mein jama’ na karnaa, masaafat qasar, dalaa’el maslak Imaam A’zam Abu Haneefah (rh) (hissa dom), muddat-e qasar, Sunnat ko laazim pakkarrney ki takeed, namaaz-e Jumm’a Haqq hay aur waajib hay har Musalmaan par, jamaa’at ki fazeelat, Sunnat Rasoolullah (s.a.w), jamaa’at, Jamaa’at-e Sahaabah ki shaan, jamaa’at say Namaaz ki fazeelat, Imaam A’zam Abu Haneefah (rh), yeh Imaam Abu Haneefah (rh) hain jo Musalmanaan ehl Sunnat kay Imaam hain, Khawaja baaqi Billah ko Imaam A’zam Abu Haneefah (rh) ki ziyaarat, saarrhay baarah laakh masaa’el hal kiye, hifz al-momineen, bayaan hamd o salaat, bayaan paanch bana Islam (5), bayaan sift Islam (7), bayaan Hakam shara’ (8), bayaan gunaah kabeerah (20), bayaan farz Wuzoo (4), bayaan Sunnat Wuzoo (10), bayaan Wuzoo torrnay waali cheezein (11), bayaan farz Tayammum (2), bayaan moojab ghusul (4) aur farz ghusul (3), bayaan haiz aur nafaas, bayaan mamnoo’aat haiz o nafaas (6), bayaan Namaaz sahib uzur, bayaan namaaz-e musaafir, bayaan namaaz-e beemar, sharaa’et namaaz-e Jumm’a (6), bayaan namaaz-e janaazah, bayaan farz Namaaz (13) baahir (7) andar (6), bayaan waajib Namaaz (14), bayaan athaa’ees (28) cheezein Namaaz torrnay waali, aakhri naseehat, bayaan Sunnat Namaaz (12), Khutbah-e Nikaah, Khutbah-e Jumm’a … pehla Khutbah:, Khutbah-e Eid al-Fitr … pehla Khutbah:, Khutbah-e Eid al-Azhaa … pehla Khutbah:, doosraa Khutbah, waghairah.

‘Kitaab Namaaz-e-Masnoon Mudallil ma’ Masnoon Duaa’ain Download Karein’ kay safha ko 1604 visitors nay 1830 martabah deikhaa