Kitaab Ahyaa’-e-Sunnat Download Karein

Kitaab Ahyaa’-e-Sunnat Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Ahyaa’-e-Sunnat shaa’e’ ho chuki hay.

Cover front image for Ahyaa'-e-Sunnat
Inside title image for Ahyaa'-e-Sunnat
Cover back image for Ahyaa'-e-Sunnat

Mauzoo’aat: Deeniyaat, Islam

‘unwanaat: Ahl-e-Bid’at, asar Haazir, Bid’at, Shar’i Haisiyyat, Zikar Bil-Jehr

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Marhabaa Academy

Ahyaa’-e-Sunnat ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Ahyaa’-e-Sunnat (silsilah number 51) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

maktoob ba-naam hazrat Maulaana ‘azeez Al-Rahman sahib hazaarwi, zikar bil-jehr ki shar’i haisiyyat, ijtimaa’i zikar jehr ki murawwajah majlison ka shar’i hukum, al-jawaab o min-hu as-siddq o as-sawaab, (1) qauli o fe’ali Zikrullaah ka masnoon tareeqah, (2) Sahaabah Karaam (rz) aur ehl al-sunnat o Al-Jama’at ka tareeqah zikar, (5) Sahaabah Karaam (rz) kiss tarah zikar kiya kartay thay, (6) zikar jehr ko bhi bid’at jaan kar uss say mana’ kiya hay, (7) murawwajah ijtimaa’i zikar kay makrooh o mamnoo’ honay ka saboot, Majlis zikar, Majlis zikar ki nau’iyyat, jareedah ’’al-Irshaad’’ Attock, zikar jehr ka maqsad, akaabir ehl Sunnat, ijtimaa’i zikar bil-jehr say muta’alliq aik ehm Fatwaa, hazrat Maulaana Mufti Jameel Al-Rahman mada-zillahum, Chakwal, al-jawaab o min-hu as-sidq o as-sawaab, hazrat Madni (rh) ka farmaan:, hazrat Mufti kifaayat Allah saahib (rh) say taa’eed:, hazrat Maulaana Mufti Abdul Sattaar sahib mada-zillah (rh) kay Fatwaa say taa’eed:, (8) …… hazrat Thaanwi (rh) ka farmaan:, (9) …… Shaikh Al-Hadees hazrat Maulaana Muhammad Zakariya saahib (rh) ka tabsirah:, iqtibaas jawaab hazrat Shaikh Al-Hadees nawwarallah-marqadah:, (10) …… hazrat qaa’ed ehl Sunnat (rh) ka mu’aqqaf:, hazrat Abu Musa Ash’ari o ibn-e Mas’ood raziyallaah-o-‘anhumaa ki rawaayaat say saboot, hazrat Abdullah bin Mas’ood (rz) ki uss riwaayat say chand baatain ma’loom hu’een:, Fuqaha’ay karaam o akaabir-e ummat say saboot, hazrat Imaam Abu Haneefa (rh) ki wasiyyat, ‘allaamah Shaatbi (rh) ka hawaala, ‘allaamah ibn-e Hamaam o Imaam Zele’i rahimahumallaah ka hawaala, ‘allaamah Shaami (rh) ka hawaala, hazrat Maulaana Rasheed Ahmad Gangohi saahib (rh) ka hawaala, hazrat Maulaana khaleel Ahmad Sahaaranpuri (rh) ka hawaala, hazrat hakeem al-ummat Thaanwi (rh) ka hawaala, hazrat Mufti Kafaayat-ullaah sahib aur Kafaayat-u al-muftaa ka hawaala, hazrat Maulaana Muhammad Yousaf Ludhianvi saahib (rh) ka hawaala, hazrat Maulaana Mufti Jameel Ahmad sahib Thaanwi (rh) ka hawaala, Quaid-e Ahl-e Sunnat hazrat Maulaana Qazi Mazhar haseen saahib (rh) ka hawaala, hazrat Maulaana Mufti Muhammad Taqqi Usmaani sahib daamat barakaatuhum ka hawaala, hazrat Maulaana Muhammad Sarfaraaz Khan Safdar saahib (rh) ka hawaala, hazrat Maulaana Dr. Mufti Abdul Waahid sahib daamat barakaatuhum ka hawaala, fataawa Haqqaaniyah, Akorrah Khattak ka hawaala, Khair-ul-Fataawa ka hawaala, ‘ulamaa’ o Soofiyaa’ mein kiss ka qaul raajeh hay?, agar ab bhi koi shubah baaqi ho to!, murawwijah majaalis-e zikar say ba’zz fawaa’ed haasil honay ki behs, nuqsaan yeh hay keh bid’ati kay a’maal qabool nahi, uss liay bid’at par mabni tamaam a’maal chhorr dein, zikar aur e’takaaf mein murawwajah bid’aat, Miqiyaas al-Sunnat o al-Bid’at, Sunnat ki ta’reef, bid’at ki ta’reef, quroon mash-hood lahaa bil-khair, Ijmaa’-e Sahaabah hujjat hay, khair al-quroon ka ta’aamal bhi hujjat hay, zaroori wazaahat, chauthi daleel shar’i qiyaas hay, qiyaas par e’taraazat, e’taraaz number 1, e’taraaz number 2, e’taraaz number 3, bid’at ki ma’arifat kay usool, chand misaalein, qaa’edah mazkoor say istasnaa’, Sahaabah Karaam (rz) ka aisi keifiyaat aur hei’aat muqarrar karnay kay muta’alliq faisla, ijtimaa’i e’takaaf aur majma’ e’takaaf mein farq, Haji Imdaadullah Muhaajir Makki (rh), hazrat Maulaana Rasheed Ahmad Gangohi quds sirah, hazrat Maulaana Qaasim Nanotvi (rh), hazrat Shah Abdul Raheem (rh), hazrat Shaikh al-Hind (rh), hazrat Maulaana khaleel Ahmad Sahaaranpuri (rh) aur hazrat Thaanwi (rh), hazrat Madni (rh), hazrat Shaikh Al-Hadees Maulaana Muhammad Zakariya (rh) al-mutawaffa 25 May 1982, 1965(AD) mutaabiq 1385(AH) kay ma’moolaat, majma’ mu’takifeen kay liay ma’moolaat, shab baidaari, ’’hazrat Shaikh Al-Hadees Maulaana Muhammad Zakariya saahib (rh) ka e’takaaf ijtimaa’i na tha’’ uss kay dalaa’el, hazrat Shaikh kay aik ijtimaa’ ki ru’edaad, ’’rozaanah kay ma’moolaat’’ mein say chand yeh thay, e’takaaf ki Majlis mein na’at khaani say mana’ kar diyaa, ijtimaa’i e’takaaf ka sub say pehla ta’aaruf, ‘ulamaa’ ki aaraa’, Mufti Muhammad is’haaq sahib daamat barakaatuhum Mufti Jami’ah khair al-Madaaris Multan, Mufti Muhammad Essa sahib daamat barakaatuhum Jami’ah Fataah al-‘uloom Gujranwala, Mufti Asghar Ali sahib daamat barakaatuhum Daar al-‘uloom Karachi, Mufti Abdul Ra’oof Sakharwi sahib daamat barakaatuhum Daar al-‘uloom Karachi, Mufti Muhammad Anwar Okaarrwi sahib daamat barakaatuhum Ra’ees shu’bah al-Da’wah o al-Irshaad Jami’ah khair al-Madaaris Multan, aik shubah ka jawaab, bid’at say bachnay kay liay aik zaabitah, Maulaana Ahmad Raza Khan barailwi kaun thay?, Ahmad Raza Khan sahib ka ehl Sunnat kay mukhaalif aqaa’id, Maulaana Raza Khan ka ehl Sunnat kay mukhaalif doosraa aqeedah, Maulaana Ahmad Raza Khan ka ehl Sunnat kay khilaaf teesraa aqeedah, ehl Sunnat kaun hain?, waghairah.

‘Kitaab Ahyaa’-e-Sunnat Download Karein’ kay safha ko 1606 visitors nay 1832 martabah deikhaa