Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Ahkaam-e-Quraan – Tarjuma-o-Tafseer Paarah Awwal Surah Al-Baqarah shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Deeniyaat, Islam, Ta’leem-ul-Quraan
‘unwanaat: Aasaan Tarjama-e-Quraan Paarah Awwal Soorah Al-Baqarah, Quraan Aap say kiya Kehtaa hay?
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah
Ahkaam-e-Quraan – Tarjuma-o-Tafseer Paarah Awwal Surah Al-Baqarah ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Ahkaam-e-Quraan – Tarjuma-o-Tafseer Paarah Awwal Surah Al-Baqarah (silsilah number 64) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
ahkaam-e-Quraan, Soorat Al-Faatiha, a’oodh-o billah-e-min-ash-shaitaan-ir-rajeem, hal lughaat: a’oodh-o, billaah. Allah say, Shaitaan, Allah ki yaad mein ghaflat, dakhl-e-Shaitaan, ista’azah kay teen (3) kalimaat, ista’azah kay alfaaz, fazaa’il-e-Bismillah Shareef, siffaat Allah Ta’aala, asmaa’-e-Soorat Fatiha, hamd qauli, hamd fe’ali, hamd ki qismain, Al-Hamd-o lillaah-e-Rabb-il-‘aalameen, hamd haali, shahraah sulook, 1. pehla ‘uqbah, al-hamd lillaah-e-Rabb-il-‘aalameen, ’’siraat mustaqeem’’ kay misdaaq kaun hain?, firqah mushabbah kay aqaa’id, tehattar (73) firqon mein say aik jannati baaqi dozakhi hain:, ehl al-sunnat o Al-Jama’at ka aqeedah, firqah mu’attilah kay aqaa’id, aik seedhi lakeer khainchi, jin logon par in’aam kiya giya, in’aam yaafta log, aayat ma’iyyat, Jamaa’at-e-Sahaabah (rz) ki fazeelat, Sahaabah Karaam (rz) sub as-Saadiqeen hain. aur as-Saadiqeen ko bashaarat, makhlooq mein sub say achhay log, khulaasah tafseer aayat 100soorah at-Taubah, raasta ‘abd say rabb ki taraf, raasta Rabb say ‘abd tak, gumraah firqay, halaak honay waalay firqon ka bayaan, (1) rawaafiz, mazkoorah mazaahib baatilah kay buniyadi aqaa’id faasidah, Raafizi ki wajah tasmiyah, firqah naajiyah (nijaat panay waala jannati firqah), Saalik. waaqif. raaje’, masaa’el as-Sulook soorah Fatiha, fazaa’il soorah-e-baqarah, soorah Fatiha say Soorat al-Baqarah ka rabt, aayat 1. huroof muqati’aat, alif-laaeam-meeeem (1), aayat 6. kitaab-e-hidaayat, (2) Sharee’at mein Emaan teen (3) cheezon ka naam hay., Emaan o Islaam aur ehsaan kiya hay? aur Qiyaamat kab aa’ay gi?, Islaam kiya hay?, Sahaabah (rz) ko Jibra’eel (as) ki ziyaarat, Taqdeer kay munkiron say beyzaari, ehsaan kiya hay?, sharaa’eh Islaam kiya hain?, yeh Jibra’eel ‘alaih as-Salaam thay, aayat 7. kufur ka nateejah, aayat 6. Kaafiron ki gumraahi aur bad-haali, aayat 9. nifaaq kay asbaab, aayat 8. munaafiqon ka da’awaa emaani. munaafiqon ka dhoka, aayat 10. munaafiqon ka rog, aayat 13. Sahaabah (rz) ki tarah Emaan laanay ka hukum aur munaafiqon ki bay aqali, aayat 12. munaafiq fasaad karnay waalay hain, aayat 11. munaafiqon ki mufsidaana chaalain, aayat 14. munaafiqon ka hansi urraana, Allah ka jawaab keh jo Sahaabah (rz) ko bay waqoof kahay woh khud bay waqoof hay, aayat 16. gumraahi aur khasaara, aayat 15. munaafiqon ki hansi ka jawaab, aayat 19. munaafiqon ki doosri misaal, aayat 18. munaafiqon ka anjaam, aayat 17. munaafiqon ki pehli misaal, aayat 20. munaafiqon ka tazabzub, aayat 22. shirk ki mumaane’at, aayat 21. ibaadat ka mutaalibah, aayat 23. kalaam Allah ki sachaee ka da’awaa, aayat 24. mukhalifeen ki bay bassi, aayat 26. Quraan Majeed ki misaalein, aayat 28. Allah ka inkaar kaisay?, aayat 27. gumraah kaun hotay hain?, aayat 29. Allah ki nishaaniyan, (1) mas’alah: har mufeed shay asal mein mubaah hay, aayat 30. hazrat Aadam (as) ki Khilaafat ka e’laan, aayat 32. Farishton ka ‘ijz aur iqraar, aayat 31. ‘ilm ki bar-tarri, aayat 33. hazrat Aadam (as) ka ‘ilm o Fazal Zaahir honaa, aayat 35. hazrat aadam Jannat mein, aayat 34. Farishton ka sajdah. iblees ka inkaar, aayat 36. Jannat say nikalna, aayat 39. munkireen wahhi ka anjaam, aayat 38. wahhi ki zaroorat, aayat40. bani israa’eel par in’aamaat, aayat 41. da’wat-e-Quraan, aayat 42. Haqq chhupaanay ki mumaane’at, aayat 43. Namaaz, zakaat aur ittehaad ka hukum, (2) mas’alah Namaaz aur zakaat aur Namaaz mein rukoo’ ka farz honaa wujoob jamaa’at, aayat 44. naseehat par khud ‘amal kiyoon nahi kartay, aayat 45. sabar aur Namaaz say maddad, aayat 47. bani israa’eel ki fazeelat, aayat 48. Qiyaamat kay din kiya kaam aa’ay gaa, aayat 50. fir’aon ki gharqaabi, aayat 49. bani israa’eel par masaa’eb, aayat 51. bachhrray ki pooja, aayat 52. mu’aafi ka e’laan, aayat 54. shirk ki sazaa, aayat 53. kitaab aur furqaan, aayat 55. bani israa’eel ki aik aur gustaakhi, aayat 57. min aur salwaa, aayat 56. maut kay ba’d zindagi, aayat 59. kalaam-e-Ilaahi ki tahreef par sazaa’, aayat 58. bani israa’eel ki shehri zindagi, aayat 60. baarah chashmay, aayat 61. bani israa’eel ki bay sabri, aayat 62. Emaan aur ‘amal saaleh ka ajar, aayat 63. koh taur ka buland honaa, aayat 65. soortein masakh ho jaana, aayat 64. qaanoon say muhn morrnay ki sazaa, aayat 66. sarmaaya-e-‘ibrat, aayat 67. zabah gaa’o ka hukum, aayat 69. (bay) gaa’ay ka rang kaisa ho?, aayat 68 . (Alif) gaa’ay kaisi ho?, Allah kay hukum mein hujjat baazi, aayat 71. gaa’ay ka zabah karnaa, aayat 70. (jeem) gaa’ay kaisi ho?, aayat 72. murday ka zindah honaa, aayat 74. Yahood ki sang dili, aayat 73. ussi tarah Allah murdon ko zindah karay gaa, aayat 75. kalaam Allah mein tahreef, aayat 76. Yahood ki munaafiqat, aayat 79. kharabi hay unn logon kay liay, aayat 78. jhooti aarzoo’ein, aayat 77. Allah Zaahir aur posheeda ko jaantaa hay, aayat 80. Jannat kay thaikay-daar, aayat 83. meesaaq bani israa’eel, aayat 82. Emaan aur ‘amal saaleh, aayat 81. Jannat aur dozakh, aayat 84. khoon raizi aur jilaa watni, aayat 85. ‘ehad shikni aur naa-farmaani, aayat 86. aakhirat kay Badlay duniyaa, aayat 87. Eisaa (a) ibn-e-Mariyam (as) ki aamad, aayat 89. jaan bojh kar kufur, aayat 88. bani israa’eel ka ta’assub, aayat 90. zidd aur ta’assub ka nateejah, aayat 91. da’wat-e-Emaan ka inkaar, aayat 93. pakkrro jo ham nay tumhen diyaa hay, aayat 92. gosaalah parasti, aayat 94. maut ki tamanna, aayat 96. lambi Umar ki hirs, aayat 95. maut ki tamanna nahi karein gay, aayat 98. jo Allah ka dushman ho, aayat 97. hazrat Jibraa’eel (a) ki dushmani, aayat 101. jaadoo kay ‘amal, aayat 100. yahoodiyon ki ‘ehad shikni, aayat 102. Haaroot Maaroot, aayat 103. Emaan aur taqwaa, aayat 104. alfaaz ghalat ka iste’maal, ummat Muhammadiya (s.a.w) ka aik munfarid e’zaaz, aayat 105. kuffaar ka ta’assub, aayat 106. aayaat ki tanseekh ki hikmat, shaan-e-nuzool, aayat 106. Quraan mein nuzool wahhi mein naskh ki hikmat, aayaat mein nuzool wahhi kay dauraan naskh o tabdeel-e-ehkaam, mas’alah (3) nuzool-e-wahhi kay dauraan tabdeeli aayaat ki hikmat, naskh fee al-waaqe’ koi tabdeeli nahi bal-keh bayaan mahz hay, naasikh misil ki misaal, naskh bila badal ki misaal, naasikh khair ki misaal, (1) mas’alah paa’on ka massah, naasikh asqal ki misaal, insaa’ kay ma’naa, (2) mansookh at-tilaawat, (1) mansookh (munsee) bhulaa’i hu’i, Ahl-e-usool ki tehqeeq, aik sawaal aur uss ka jawaab, (2) mansookh at-tilaawat doon al-hukm, (3) mansookh al-hukm doon at-tilaawat aayaat (hukum mansookh, tilawat baaqi), hukum awwal aur hukum saani mein mufassireen ki tehqeeq o tatbeeq, hukum saani. aayat 150. soorah baqarah. paarah dom., hukum saani. soorah baqarah aayat 187. paarah dom, hukum saani. surat baqarah aayat 185. paarah dom, hukum saani. surat an-nisaa’ aayat 12 paarah 4, hukum saalis. soorah baqarah aayat 234. paarah dom, hukum saani. surat baqarah aayat 286. paarah som, hukum awwal. surat nisaa’ aayat 8, hukum saani. surat an-nisaa’ aayat 11 taa 14 meeraas paarah 4, surat Anfaal kay ehkaam mein re’aayat, hukum saani. surat Noor aayat 32, qata’ ta’alluq manaakihat mein al-momineen o al-mushrikeen, hukum awwal. soorah-e-Mumtahinah aayat 10 o 11 paarah 28, aayat 107. Allah hi ki Hukoomat hay, aayat 108. Nabii (s.a.w) say sawaalat, aayat 109. kuffaar ka hasad, aayat 110. tumhaaray a’maal aakhirat ka tosha, aayat 111. Jannat ka mustahiq kaun hay, aayat 112. (bay) Jannat kay mustahiq ki nishaani, aayat 113. mazhabi giroh bandiyan, aayat 114. Masaajid ko weeraan karnay waalay, mas’alah (5) Masaajid ko giraana aur inn mein Namaaz parrhnay say roknaa haraam hay, aayat 115. har taraf Allah hi ka jalwah hay, mas’alah. naskh Qiblah aur uss ki tahweel, aayat 116. Allah aulaad say paak hay, aayat 117. kun fayakoon Allah ki qudrat hay, aayat 118. qudrat kay waazeh dalaa’el, aayat 119. Nabii Kareem (s.a.w) ki zimah daari, aayat 120. Yahood o nasaara ki khuwaish, aayat 121. kutub saabiqa mein taa’eed, aayat 122. Allah kay in’aam ko yaad karo, aayat 123. yaum aakhirat mein girift, aayat 124. hazrat Ibraaheem (a) ki qiyaadat o imaamat, mas’alah 7. (1) aqeedah ‘asmat anbiyaa’ (2) kaafir imaamat ka ehl nahi, ma’naa khatam-e-Nabuwwat par aan Hazrat (s.a.w) ki shahaadat, khaanah Ka’ba ki ehmiyyat. ahkaam-e-Hajj, aayat 125. khaanah Ka’ba ki ehmiyyat, ahkaam-e-Hajj, mas’alah 8. aayat 125. Makkah qaabil ta’zeem aur aman waali jagah hay, aayat 126. Makkah aman waala shehr, aayat 127. ta’meer Ka’ba. hazrat Ibraaheem (a) ki Du’aa, aayat 128. ummat Muslimah kay liay Du’aa, aayat 129. aan Hazrat (s.a.w) ki chaar khasoosiyaat, aayat 130. Deen-e-Ibraaheemi (a), aayat 131. hazrat Ibraaheem (a) ki farmaan bar-daari, aayat 132. hazrat Ibraaheem (a) ki wasiyyat, aayat 133. hazrat Ya’qoob (a) ki wasiyyat, aayat 134. apnay hi ‘amal kaam aa’ain gay, aayat 135. millat-e-Ibraaheemi (a), aayat 136. tamaam Nabbiyon par Emaan laana, aayat 137. Sahaabah (rz) ki tarah Emaan laa’o, Sahaabah Karaam (rz) kay ma’yaar Haqq honay par istadlaal, aayat 138. Allah ka rang, aayat 139. Allah kay khaas banday, aayat 140. katmaan-e-Haqq, aayat 141. apnay a’maal hi kaam aa’ain gay, mansab ‘abd …… martabah maqaam ‘abdiyyat, aalam Kabeer aur aalam Sagheer say muraad, hamzaad Shaitaan, Shaitaan saraa Sir fitnah hay, waghairah.