Kitaab Daroos-ul-Quraan – Quraan Aap say Kiya Kehtaa hai? Tarjumah-o-Tafseer Surah-e-Faatehah Download Karein

Kitaab Daroos-ul-Quraan – Quraan Aap say Kiya Kehtaa hai? Tarjumah-o-Tafseer Surah-e-Faatehah Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Daroos-ul-Quraan – Quraan Aap say Kiya Kehtaa hai? Tarjumah-o-Tafseer Surah-e-Faatehah shaa’e’ ho chuki hay.

Cover front image for Daroos-ul-Quraan - Quraan Aap say Kiya Kehtaa hai? Tarjumah-o-Tafseer Surah-e-Faatehah
Inside title image for Daroos-ul-Quraan - Quraan Aap say Kiya Kehtaa hai? Tarjumah-o-Tafseer Surah-e-Faatehah
Cover back image for Daroos-ul-Quraan - Quraan Aap say Kiya Kehtaa hai? Tarjumah-o-Tafseer Surah-e-Faatehah

Mauzoo’aat: Deeniyaat, Islam, Ta’leem-ul-Quraan

‘unwanaat: Quraan Aap say kiya Kehtaa hay?, Tarjuma o Tafseer Soorah-e-Fatiha

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot

Daroos-ul-Quraan – Quraan Aap say Kiya Kehtaa hai? Tarjumah-o-Tafseer Surah-e-Faatehah ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Daroos-ul-Quraan – Quraan Aap say Kiya Kehtaa hai? Tarjumah-o-Tafseer Surah-e-Faatehah (silsilah number 63) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

Dars-e-Quraan, tafseer soorah-e-Fatiha, Zikr-e-Ilaahi ki Quraan o Sunnat mein barri fazeelat aa’i hay, Quraan bhi zikar hay, zikar ki aqsaam, Shaitaan kay ma’naa, Masnoon Ta’awwozaat, Ta’awwuz ki zaroorat, Ta’awwuz ki ta’leem, (1) hazrat Moosaa (as) ka waaqe’ah, (2) hazrat Nooh (as) ka waaqe’ah, Quraani Ta’awwozaat, (4) hazrat Yousuf (as) ka bin Yameen ko rokney ka waaqe’ah, (3) hazrat Yousuf (as) ka waaqe’ah, (7) hazrat Moosaa (as) ka doosraa waaqe’ah, (6) hazrat Mariyam ki waalidah ka waaqe’ah, (5) hazrat Mariyam (as) ka waaqe’ah, (9) Quraan Majeed mein yeh hukum bhi maujood hay, (8) Huzoor (s.a.w) ko ummat ki ta’leem ka zikar Quraan mein, (1) iblees Jinnaat mein say hay, iblees say sawaal keh sajdah kiyoon nahi kiya, (2) iblees nay sajdah na karnay kay ba’d Qiyaamat tak mohlat lay li, iblees ka mohlat lena, iblees ka dar-baar-e-Ilaahi say ikhraaj, iblees ka jawaab, iblees ka ikhraaj, iblees ko mohlat, iblees ka mohlat milnay par e’laan, (3) Shaitaan kinn kay saath rehtaa hay, Shaitaan ka waswasah daalnaa, hazrat Aadam (as) aur hazrat Hawwa (as) ka Jannat mein daakhlah, soorah e’raaf, Shaitaan ka qasam uthaana, hazrat Aadam (as) ko zameen par utarnay ka hukum, hazrat Aadam (as) ki Du’aa, Shaitaan Insaan ka jaani dushman, hazrat Aadam (as) o aulaad-e-aadam ka duniya mein aana, Aadam (as) ka Jannat mein jaana, soorah baqarah, Farishton ko Aadam (as) ko sajdah karnay ka hukum, Aadam (as) ko zameen par utarnay ka hukum, hazrat Aadam (as) ki fazeelat, hazrat Aadam (as) aur unn ki aulaad ka dushman, Shaitaan ki pairwi na karo, Shaitaan kay ittebaa’ say bacho, Shaitaan aur uss ki zurriyyat ham ko daikhti hay, Shaitaan nay hamaaray waaleDeen ko Jannat say nikalwaaya, hizb- ash-shaitaan, Shaitaan kis par utartay hain, Bismillah ka bayaan, rabt mazaameen, Bismillah say ibtidaa’, Namaaz mein Bismillah aahista parrhna, Bismillah bawaqt zabah farz hay, jab kissi cheez par sawaar ho to parrhay, ’’bay’’ aur ism, jab khaana shuroo’ karay to yeh Du’aa parrhay, ibtidaa’ mein bhool jaa’ay to parrhay, teen (3) cheezon ki zaroorat, awwal o aakhir Quraan, Bismillah ki fazeelat, Bismillah-ir-Rahmaan-ir-Raheem toay, Bismillah, fazaa’il, lafz Rahmaan, Bismillah ki khasoosiyaat, lafz Raheem, hamd ka ma’naa, soorah Al-Faatiha, kalmah hamd, Allah ka ma’naa, Allah ki siffaat, Rabb, al-aalameen, Rabbil-‘aalameen, Al-Rahman, Al-Rahman Ar-Raheem, Deen ka Ma’na, maalik, maalik kaun hay?, ibaadat kay ma’naa, ibaadat ka mafhoom, ista’anat kay ma’naa ki tashreeh, Insaan par teen (3) halaat, ibaadat mein khuloos, Allah ka Haqq bandon par, bandon ka Haqq Allah Ta’aala par, uloohiyyat ki sharaa’et, uloohiyyat ki doosri shart, Allah kay ‘ilm ki shaan, (4) uloohiyyat ki chauthi shart Khaaliq honaa hay, ibaadat ki aqsaam, Allah kay siwa kissi doosray ki ibaadat shirk hay, tauheed kay chaar darajaat, ibaadat ki ‘amli soorat, iyyaak na’bodo o iyyaak nasta’een, Zameer mein taqaddum o takkhur, ibaadat aur ista’anat mein taqaddum o takkhur, siraat-e-mustaqeem, kissi ko apnaa bandah aur bandi kehnaa jaa’ez nahi, ibaadat ki ta’reef, siraat ka ma’naa, siraat mustaqeem say muraad Huzoor (s.a.w) ka raasta hay, siraat mustaqeem ki nishaan-dahi, aayat ki tafseer Hadees Nabwi (s.a.w), ikhtilaaf ummat mein nijaat yaafta kaun hon gay, mukhtalif firqon ka bannana bator aazmaa’ish hay, nijaat panay waali jamaa’at (jannati firqah), Deen bhi kaamil aur Sahaabah (rz) bhi kaamil, Sahaabah Karaam (rz) ko takmeel-e-Deen ki khush khabri, Sahaabah Karaam (rz) ko takmeel ne’mat par teen (3) bashaaratain, wa’dah fazl-e-‘azeem bar itaa’at Allah o Rasool (s.a.w), in’aam yaafta log, Allah nay siraat mustaqeem Huzoor (s.a.w) ko dikhaa diyaa, Sahaabah Karaam (rz) ki misil jo Emaan laaya woh hidaayat par hay, Deen kay raasta say juda honay waalay gumraah log, Jamaa’at-e-Sahaabah (rz) kay pairo siraat mustaqeem par hon gay, siraat mustaqeem par wohi hain jo Sunnat aur Sahaabah (rz) kay raasta par hain, jin jin par Allah ka ghazab hua, (3) munaafiq aur mushrik mard o aurat par Allah ka ghazab, (2) Allah Ta’aala ka, Shaitaan ki parastish karnay waalon par ghazab, (4) jin par Allah ka ghazab hua, unn say dosti munaafiqeen rakhtay hain, (5) kuffaar par Allah ka ghazab hay, inn say dosti ki mumaane’at, meri ummat zalaalat par Ijmaa’ nahi karay gi, zaaleen kay fitnah say bachnay kay liay takeedi hukum, ehl Al-Sunnat o Al-Jama’at, siraat-e-mustaqeem par chal rahay hain, Qiyaamat kay din ehl bid’at o az-zalaalat kay chehray siyaah hon gay, siraat-e-mustaqeem par chalney waalay sunnat o Sahaabah kay rastah par chalain gay, jin logon nay Sahaabah (rz) ka saath diyaa woh Aaj tak ehl al-sunnat o Al-Jama’at hain, yehi tairay rabb ka seedha raasta hay, Allah jaantaa hay jo siraat mustaqeem par chaltay hain, Muhaajireen (rz) o Ansaar (rz) sachay Momin hain, Nabii (s.a.w) kay liay Allah aur ittebaa’ karnay waalay momineen, Sahaabah (rz) kay raasta par chalney mein Jannat ki bashaarat, Allah nay jamee’ Sahaabah kay liay Jannat aur apni Raza waajib kar di, surat Fatiha fazaa’il o masaa’el, soorah Fatiha ko khatam kar kay Aameen kehnaa mustahab hay, Aameen kay kiya ma’naa hain, fazeelat tilawat soorah Fatiha, soorah Fatiha mein tamaam naazil shudah kitaabon ki ta’leem, sonay say qabal soorah Fatiha parrhnay ki barkat, soorah Fatiha mein shifaa’ hay, surat Fatiha kay dam karnay say saanp ka zehr khatam ho giya, soorah Fatiha zehr say shifaa’ hay, soorah Fatiha umm Al-Quraan, umm Al-Kitaab hay, soorat Faatiha parrh kar dam karnay say sar dard ka ‘elaaj, qaid o band aur rehaa’i, abdaal kaun hotay hain aur inn ki haqeeqat kiya hay?, Allah Ta’aala say milnay ka raasta, siddeeqon ki ‘alaamaat …… Hadees Qudsi, waghairah.

‘Kitaab Daroos-ul-Quraan – Quraan Aap say Kiya Kehtaa hai? Tarjumah-o-Tafseer Surah-e-Faatehah Download Karein’ kay safha ko 1188 visitors nay 1356 martabah deikhaa