Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Seerat Siddique Akbar Raziyallah-o-‘anh shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Islaam
‘unwanaat: ‘azeem Jangi Ma’arkay, Khaleefat-un-Nabii (s.a.w), Khulafaa’-e-Rashideen (rz), Manaaqib, Sahaabah Karaam (rz), Seerat, Siddique Akbar Raziyallah-o-‘anh
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah
Seerat Siddique Akbar Raziyallah-o-‘anh ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Seerat Siddique Akbar Raziyallah-o-‘anh (silsilah number 34) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
shajrah-e nasab – bani Teem bin Murrah bin Ka’ab , azwaaj o aulaad , doosri, teesri aur chauthi zaujah say aulaad , laqab Atiq , naam Abdullah, laqab Siddique (rz) , laqab Awwaah , qabool-e Islam , Islaam laa’ay to tijarat kartay thay , Aan-Hazrat (s.a.w) ka marz al-maut mein hazrat Abu Bakar (rz) ko Namaaz parrhanay ka hukum , hazrat Abu Bakar (rz) ka hayaat-e Rasool s.a.w mein Namaaz parrhaana , Huzoor (s.a.w) ka Siddique Akbar (rz) ki Khilaafat ka farmaan likhaanay ki khuwaish , hazrat Abu Bakar (rz) ki bai’at , ‘ehad Siddiqui (rz) ka nizaam-e Hukoomat , nizaam-e Hukoomat mein shaamil soobay , ‘ehad Siddiqui mein mehkmah qazaa’ hazrat Umar (rz) kay supurd tha , bait al-maal say wazeefah ki miqdaar , hazrat Abu Bakar raziyallah-o-‘anh ki bai’at , bait al-maal say jo kuchh bator nafaqah liya, sub waapis kar diyaa , daur-e Khilaafat mein Makkah aamad , hazrat Abu Bakar (rz) Siddique ka huliya , hazrat Abu Bakar (rz) mehndi aur kusum ka khazaab lagaatay thay , yaar-e ghaar hazrat Abu Bakar (rz) Siddique , Abu Bakar (rz) meera bhaa’i aur ghaar ka saathi hay , ghaar mein Siddique Akbar (rz) par sakeenat , (1) – Masjid Nabawi mein khaukhat Abu Bakar (rz) , (2) – Abu Bakar (rz) mairay bhaa’i aur Sahaabi hain , (3) – shaan Abu Bakar Siddique (rz) (Hadees) Khilaafat kay li’ay tehreer , (4) – shaan-e Abu Bakar Siddique (rz) (Hadees) , (5) – muhabbat-e Siddique-e Akbar (rz) , (6) – hazrat Ali Al-Murtaza t ka irshaad , (7) – hazrat Abu Bakar Siddique raziyallah-o-‘anh ki naiki ka badlah , (8) – hazrat Umar Farooq (rz) ka irshaad , (10) – shaan Abu Bakar Siddique (rz) , (9) – hazrat Abu Bakar (rz) yaar-e ghaar hain , (12) – hazrat Abu Bakar (rz) ki shaan – Atiq ka laqab , (13) – hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki shaan – Qiyaamat mein qabar say ikatha nikalna , (14) – shaan-e Siddique (rz) – Jannat mein sub say pehlay daakhlah , (15) – Farooq-e-A’zam (rz) ka irshaad , (17) – Ali Al-Murtazaa (rz) ka Irshaad – Abu Bakar (rz) ki bar-haq Khilaafat ki daleel , (21) – ‘ehad Nabawi mein Siddique Akbar (rz) ka Namaaz parrhaana , Huzoor (s.a.w) nay apnaa qaa’em maqaam Imaam Salaat Abu Bakar (rz) ko banaaya , ghaar aur hijrat Madina , safar hijrat mein kaprron ka hadiya , Siddique Akbar (rz) ki shaan mein Hassaan kay ash’aar , hazrat Abu Bakar (rz) ka Madina Munawwarah mein Nikaah , hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ko bhaa’i bhaa’i banaaya , hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) adhair ehl Jannat kay sardaar hain , Masjid nabawi (s.a.w) kay saath makaan , tamaam ghazwaat mein Siddique (rz) saath thay , Najad kay wafd ka Ameer banaaya , Badar mein Jibraa’eel (a) saath thay , sub say ziyaadah rehm waala aur sub say ziyaadah ghairat Daar , Siddique Akbar (rz) kay teen (3) khawab , Huzoor (s.a.w) nay hazrat Abu Bakar (rz) ko Ameer Hajj banaaya , Huzoor (s.a.w) ka khawab, Siddique (rz) ki ta’beer , Siddique (rz) kay dil mein khauf-e Ilaahi , bait al-maal kay maal ki waapsi , hazrat Abu Bakar (rz) ki Salmaan ko naseehat , maal ghaneemat ki taqseem , maal khams ki wasiyyat , hazrat Abu Bakar (rz) ka hazrat Aa’eshah (rz) say zameen ka mutaalibah , Haatim ka she’er aur Abu Bakar (rz) ka jawaab , hazrat Umar (rz) ki ashk baari , Al-Mazni ki riwaayat , pasandeedah wasiyyat , hazrat Abdul Rahman (rz) bin ‘auff ki hazrat Umar (rz) kay muta’alliq raa’ay , hazrat Usmaan (rz) ki hazrat Umar (rz) kay muta’alliq raa’ay aur muhaajireen o ansaar say mashwarah , hazrat Umar (rz) ki sakht mizaaji kay khilaaf shikayat , Umar (rz) Farooq ki naamzadgi ka farmaan , hazrat Abu Bakar (rz) ki bay hoshi , naamzadgi ka e’laan , hazrat Umar (rz) say tanhaa’i mein mulaaqaat , hazrat Abu Bakar (rz) Siddique ki Du’aa , Abu Bakar Siddique raziyallah-o-‘anh ki wafaat , wafaat ka din , hazrat Abu Bakar (rz) ki shadeed ‘alaalat , hazrat Abu Bakar (rz) ki wafaat aur muddat Khilaafat aur Umar, ghusul mayyat kay liay wasiyyat , hazrat Abu Bakar (rz) ka puraani chaadar ka kaffan , hazrat Abu Bakar (rz) ki Namaaz janaazah aur tadfeen ka waqt , apni qabar kay li’ay Siddiqui wasiyyat , qabar Abu Bakar (rz) kay li’ay izan Nabawi s.a.w , hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka khameer khaak-e rauzah Nabawi s.a.w , Siddique Akbar (rz) ki tadfeen rauzah Nabawi s.a.w ki ijaazat , ibn-e ‘asaakar (rh) ki doosri taareekhi riwaayat , Rasoolullah s.a.w kay pehloo mein dafan honay ki wasiyyat , hazrat Aa’eshah (rz) say mazaaraat daikhnay ki darkhaast , hazrat Ali (rz) ki hazraat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) kay muta’alliq raa’ay , Makkah mein khufnak aawaaz , hazrat Abu Bakar (rz) Siddique ka wirsah , hazrat Abu Quhaafah (rz) ki wafaat , hazrat Abu Bakar (rz) ki angoothi , hazraat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) kay maraatib , ‘ehad Siddique (rz) ka bait al-maal aur maal ki taqseem mein masaawat , baiwaa’on mein chadaron ki taqseem , bait al-maal mein aik Dirham , Muhammad bin Ali ka irshaad , Imaam Zain Al-Aabideen ka irshaad , hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) ka irshaad , jo shakhs jiss matti say paida hua hay ussi mein dafan ho gaa , rauzah-e Rasool (s.a.w) ki shaan , rauzah Rasool (s.a.w) Jannat kay baaghon mein say hay , hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) ka farmaan , manaaqib Abi Bakar o Umar raziyallaah-o-‘anhumaa , hazrat Ibn Abbaas (rz) ka irshaad , hazrat Ali al-Murtazaa t ka Khutbah , Sarwar-e-Kaa’enaat (s.a.w) ka Irshaad mubaarak , Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ehl Jannat kay boorrhon kay sardaar , Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki Iqtedaa’ ka hukum , hazrat Anas (rz) ka irshaad , Khaatim-un-Nabiyyeen (s.a.w) ka irshaad , Sarwar-e-Kaa’enaat (s.a.w) ka irshaad , Abu Bakar (rz) o Umar (rz) Huzoor (s.a.w) kay Wazeer hain , hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki naikiyan , Shi’a kitaab mein Imaam Baaqir ka farmaan , hazrat Abu Bakar (rz) ki shaan – sub say bahaadur aadmi kaun? , Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki iqtidaa ka hukum , Abu Bakar (rz) o Umar (rz) kay Jannat mein darajaat , hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki pairwi ka hukum , Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka naam – ‘arsh par Allah kay Rasool s.a.w nay likha hua daikhaa , gulaab kay phoolon par Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ka naam , madfan hazrat Essa ‘alaih as-Salaam hazrat Abu Bakar (rz) o Umar (rz) kay darmiyan , rauzah mutahharah s.a.w ka naqshah , Qaisar room kay naam maktoob garaami , Qaisar room kay paas Huzoor (s.a.w), Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki tasaaweer , daur-e Siddiqui (rz), daur-e Siddiqui kay taareekhi waaqe’aat, waghairah.