Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Seerat Rahmatallil’aalameen Huzoor (s.a.w) (Hissah Dom) shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Seerat-un-Nabii (s.a.w)
‘unwanaat: Huzoor (s.a.w), Rahmatallil’aalameen (s.a.w), Seerat
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot
Seerat Rahmatallil’aalameen Huzoor (s.a.w) (Hissah Dom) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Seerat Rahmatallil’aalameen Huzoor (s.a.w) (Hissah Dom) (silsilah number 7) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
chehrah mubaarak, daant mubaarak, Rasoolullah s.a.w ka huliya mubaarak, rangat mubaarak, Seerat-un-Nabii s.a.w (hissa dom), aankhain aur palkain mubaarak, dehn mubaarak, rukhsaar mubaarak, gardan mubaarak, naak mubaarak, daarrhi mubaarak, pait mubaarak, sar aur ball mubaarak, seenah mubaarak, qad mubaarak, kalaa’i aur haath mubaarak, Mehar Nabuwwat, paseenah mubaarak, jald mubaarak, Ashrah Mubashirah raziyallah-o-‘anhum, Rasoolullah s.a.w ki azwaaj mutahharaat (Ummahaat (rz) al-Mo’mineen), Rasoolullah s.a.w ki Musalmaan phoophi, Rasoolullah s.a.w kay Musalmaan chachaa, Rasoolullah s.a.w kay woh Sahaabah (rz) jo khaleefa huye, Rasoolullah s.a.w ki aulaad, Rasoolullah s.a.w ki nawaasiyaan, Rasoolullah s.a.w kay maamoon, Rasoolullah s.a.w kay nawaasay, Rasoolullah s.a.w kay khaadim Sahaabah (rz) o Sahaabiyaat (rz), Rasoolullah s.a.w kay razaa’i behn bhaa’i, waaqe’aat o halaat, aasmaanon par, Rasoolullah s.a.w kay Qazi, Rasoolullah s.a.w kay wuzaraa’, zameen par, Rasoolullah s.a.w kay ‘aamileen aur umaraa’, Rasoolullah s.a.w kay qaasid, Rasoolullah s.a.w kay kaatib, Rasoolullah s.a.w kay pehray-daar, Rasoolullah s.a.w kay khazaanchi o ameen, Rasoolullah s.a.w kay raazdaan, Rasoolullah s.a.w kay shu’araa’ o na’at khawaan, Rasoolullah s.a.w kay mu’azzan hazraat, seerat adwaar, Rasoolullah s.a.w kay huqooq, Rasoolullah s.a.w ka asleha, Rasoolullah s.a.w kay muta’allaqah zaroori aqaa’id, Rasoolullah s.a.w ka tarkah, Rasoolullah s.a.w kay jaanwar, Rasoolullah s.a.w kay huddi khawaan, Masjid Nabawi ki ta’meer o tausee’, Rasoolullah s.a.w par naazil honay waali wahhi, Quraan, Rasoolullah s.a.w say saadir honay waali wahhi, Rasoolullah s.a.w maidaan jang mein, Ahl-e-Sunnat ko mubaarak parcham haqq chaar yaar, jamaal-e Muhammadi (s.a.w) ki ziyaarat ka sharaf haasil karnay waalay As-haab (rz), faizaan-e Nabawi kay darakhshindah sitaaray, Ahl-us-Sunnat wal-Jamaa’at, jamaa’at kay lughwi Ma’na, As-haab-e Muhammad s.a.w ka daur tarbiyyat, firqah ki haqeeqat, aayat mein firqah say muraad, al-firqah, firqah bandi, chaar yaar (rz), suhbat nabawi (s.a.w) kay faiz yaafta, haqq chaar yaar (rz), Khilaafat ‘alaa minhaaj-e Nabuwwat, waghairah.