Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Safar-naamah Hind shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Safar-naamah
‘unwanaat: Daar-ul-‘uloom Deoband mein kiya Daikhaa?, Yaad-gaar Safar-naamah
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah
Safar-naamah Hind ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Safar-naamah Hind (silsilah number 68) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
safar-naamah Hind, March 1980(AD) kay waaqe’aat, safar-e Hind, safar-naamah Chakwal say Deoband tak kiya daikhaa, Daar al-‘uloom Deoband ki azmat, safar naamah Deoband ki mazeed tafseel, sadd salaanah Ijlaas ki kaarawaa’i, taareekhi Ijlaas dastaar bandi 1910(AD), sadd-saalah taareekhi Ijlaas ki ‘azeem dastaar bandi 1980(AD), taareekhi Ijlaas mein kam o baish 20 laakh afraad shareek hu’ay, Deoband say Gangoh ka safar-naamah, Deoband kay qabaristan mein haazri, Daar al-‘uloom ka har faiz yaafta Angraiz kay mahal mein shigaaf kar day, Daar al-‘uloom Deoband aik nazar mein, Daar al-‘uloom Deoband ka maqaam, Deoband ki Masjid Chhattah aur anaar ka darakht, Daar al-‘uloom Deoband kay qiyaam kay waqt mulki soorat-e haal, 1857(AD) kay Jihaad-e aazadi kay ba’d soorat-e-haal, yeh ne’mat bay baha ehl Deoband ki qismat mein thi, Daar al-‘uloom Deoband nay Islaami mazhabiyyat ki a’laa paimaanah par khidmat anjaam di, Daar al-‘uloom Deoband ki perwerish har zamaanah mein ehl Allah kay haathon mein rahi, hazrat Maulaana Qaasim Nanotvi ka aik khawab, Daar al-‘uloom Deoband mein 5 roz, Ijlaas mein Wazeer A’zam Hind Indra Gandhi ki taqreer, sadd saalah Ijlaas mein Sadar Pakistan ka paygham, waghairah.