Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Maudoodi Aqaa’id-o-Nazriyaat shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Mazaahib, Taqaabul-e-Adiyan
‘unwanaat: Abul-A’laa Maudoodi Sahib, Aqaa’id, Nazriyaat, Tehqeeq
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Marhabaa Academy
Maudoodi Aqaa’id-o-Nazriyaat ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Maudoodi Aqaa’id-o-Nazriyaat (silsilah number 59) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Maudoodi aqaa’id o nazriyaat, maktoob azz raaqim al-huroof ba-naam Abul-A’laa Maudoodi, aakhri guzaarish, (1) jawaabi maktoob azz daftar jamaa’at Islaami Pakistan, (2) jawaabi maktoob azz daftar jamaa’at Islaami Pakistan, (3) jawaabi maktoob azz daftar Abul-A’laa Maudoodi, jawaabi maktoob par ijmaali tabsirah, (4) khat min jaanib: Abul-A’laa Maudoodi, maktoob azz raaqim al-huroof ba-naam Maulaana Abul-A’laa Maudoodi, (5) jawaabi maktoob azz daftar Jamaa’at-e Islaami Pakistan, jawaabi maktoob azz raaqim al-huroof ba-naam Maulaana Maudoodi, (6) jawaabi maktoob azz daftar Jamaa’at-e Islaami Pakistan, waghairah.