Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Manaaqib Khulafaa’ay Rashedeen (rz) (Hissah Awwal) shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Seerat-un-Nabii (s.a.w)
‘unwanaat: Khulafaa’-e-Rashideen (rz), Manaaqib
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot
Manaaqib Khulafaa’ay Rashedeen (rz) (Hissah Awwal) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Manaaqib Khulafaa’ay Rashedeen (rz) (Hissah Awwal) (silsilah number 15) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Khulafaa-e (rz) Salaasah hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ki nazar mein, manaaqib Khulafaa’-e Rashideen (rz) (hissa awwal), ummat mein sub say afzal Khulafaa-e (rz) Salaasah hain, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki Khilaafat ki khabar irshaad-e Nabwi (s.a.w), Khulafaa-e (rz) Salaasah Ali (rz) al-Murtazaa ka Irshaad, ummat mein sub say behtar Khulafaa-e (rz) arba’ah hain, qiyaamat mein Khulafaa-e (rz) arba’ah ki shaan aur maqaam, Khulafaa-e (rz) Salaasah ki Khilaafat ki paish-go’i, ummat mein sub say afzal Khulafaa-e (rz) arba’ah hain, sub say pehlay hisab kay li’ay huzoor s.a.w kay Khulafaa-e (rz) arba’ah, Sahaabah (rz) mein say Khulafaa-e (rz) arba’ah ka intikhaab, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) aur Ali (rz) ki amaaraat, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) aur Usmaan (rz) ki Khilaafat ki paish-go’i, Khulafaa-e (rz) arba’ah jannat mein, huzoor s.a.w aur Khulafaa-e (rz) Salaasah ki shaan, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) aur Usmaan (rz) ko Khilaafat Nubuwwat (s.a.w) ki bashaarat, Sahaabah (rz) mein Abu Bakar (rz) o Umar (rz) aur Usmaan (rz) ki shaan, Khulafaa-e (rz) Salaasah ki Khilaafat, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki Khilaafat ki bashaarat, huzoor s.a.w ka khawab aur Khulafaa-e (rz) Salaasah ka maqaam, Khulafaa-e (rz) Salaasah ki shaan, ummat mein Sahaabah (rz) kay nazdeek Khulafaa-e (rz) Salaasah afzal thay, Huzoor (s.a.w) ka Irshaad Khulafaa-e (rz) Salaasah ka maqaam, huzoor s.a.w kay ba’d Khilaafat ki bashaarat, sahaabi ka khawab aur Khulafaa-e (rz) Salaasah ki Khilaafat o afzaliyyat, Masjid nabawi (s.a.w) ki ta’meer mein huzoor s.a.w kay ba’d teen (3) pathar aur Khulafaa-e (rz) Salaasah ko bashaarat, Khulafaa-e (rz) arba’ah ko jannat ki bashaarat, paanch so Sahaabah (rz) ki shahaadat Khulafaa-e (rz) arba’ah ki fazeelat, huzoor s.a.w ka Irshaad: Khulafaa-e (rz) Salaasah ki fazeelat, Khulafaa-e (rz) Salaasah ki niyaabat, huzoor s.a.w aur Khulafaa-e (rz) arba’ah ki qiyaamat mein shaan, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki muhabbat jannat ki bashaarat, ummat mein sub say afzal Khulafaa-e (rz) arba’ah, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) o Usmaan (rz) ka Allah kay haan maqaam, ameer Abdul Rahmaan ka aik khawab huzoor s.a.w aur chaar yaar (rz) ki ziyaarat, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki muhabbat momin kay dil mein jama’ ho gi, aik anokhi jahaalat, saahib ba-ma’naa yaar, yaar-e ghaar hazrat Abu Bakar Siddique (rz) ki sahaabiyyat ka zikar Quraan mein, aayat ghaar, hadees Nabawi s.a.w mein chaar yaar (rz) ki shaan, Khulafaa-e (rz) arba’ah ki fazeelat, Masjid Qubaa’ ka sang-e-buniyad, sangraizon ka tasbeeh parrhna mu’jizah Nabawi s.a.w, Masjid Nabawi ki ta’meer mein khulafaa’ay salaasa kay teen (3) pathar, Khulafaa-e (rz) Salaasah kay haathon mein sangraizon ki tasbeeh, mairay ba’d amar Khilaafat kay mutawalli pehlay Abu Bakar (rz) phir Umar (rz) hon gay, Abu Bakar (rz) o Umar (rz) Khulafaa’-e Rashedeen mein say thay, hazrat Usmaan (rz) Zun-Noorain ko Khilaafat ki bashaarat, hazrat Usmaan (rz) Zun-Noorain ko Khilaafat o jannat ki bashaarat, hazrat Usmaan (rz) ko barri museebat aur jannat ki bashaarat, hazrat Usmaan (rz) ki shahaadat aur farishtay hayaa’ kartay hain, hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) ka khutbah, khulafaa’ salaasah (rz) ki fazeelat hazrat Ali (rz) ki nazar mein, ghazwah ahad aur hazrat Ali Al-Murtazaa (rz) o Abu Bakar (rz) o Umar (rz), ghazwah hunain mein hazrat Ali (rz) o Abu Bakar (rz) o Umar (rz) ki sabit qadmi, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka hazrat Abu Bakar (rz) Siddique kay haath par bai’at karnaa, Khulafaa-e (rz) Rashedeen kay jannati honay ki bashaarat, waghairah.