Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Manaaqib As-haab-e-Rasool (s.a.w) (Hissah Dom) shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Seerat-un-Nabii (s.a.w)
‘unwanaat: As-haab (rz) Rasool (s.a.w), Manaaqib
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot
Manaaqib As-haab-e-Rasool (s.a.w) (Hissah Dom) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Manaaqib As-haab-e-Rasool (s.a.w) (Hissah Dom) (silsilah number 14) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
jamaa’at Sahaabah (rz) ka tazkirah ahaadees Rasool s.a.w mein, Sahaabah rizwaanullah ‘alaihim ajma’een kay manaaqib aur fazaa’il, manaaqib As-haab-e Rasool s.a.w(hissa dom), manaaqib as-Sahaabah raziyallah-o-‘anhum ajma’een, dushman Sahaabah (rz) dushman Khuda o Rasool (s.a.w) hay, Sahaabah (rz) ki ta’zeem o takreem ka hukum, Sahaabah (rz) o Tabi’een (rh) jannati hain, Sahaabah (rz) o Tabi’een (rh) ko jannat ki bashaarat, dar-baar-e Risaalat (s.a.w) mein mahboobiyat Sahaabah (rz) ki misaal, shaan-e Sahaabah (rz), Sahaabah (rz) jannat mein qaa’ed hon gay, Sahaabah (rz) kay dushmanon par Khuda ki la’anat, a’daa’ Sahaabah (rz) par la’anat ka hukum, shaan As-haab-e (rz) Rasool (s.a.w), Sahaabah (rz) nujoom rushd o hidaayat hain, maa aana ‘alaih o as-haabi, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) kay peer (Monday) o haqq par hon gay, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) kay pairo kaar jannat jaa’ain gay, faa’edah, Shi’a kitaab mein Sahaabah (rz) ki shaan, Shi’a kitaab mein Sahaabah (rz) ki misaal, Sahaabah (rz) khair illa matt hain, Shi’a kitaab mein farmaan Khuda hay, Sahaabah (rz) hidaayat yaafta hain, aath (8) Sahaabah (rz) ki imtiyaazi shaan Abu Bakar (rz) wa Umar (rz) wa Usmaan (rz) wa Ali (rz) ka maqaam, Sahaabah (rz) kay dost dushman ka haal, khilaaf-e sunnat mushaabihat ki mumaane’at, awwaleen jama’ Quraan ki sa’aadat haasil karnay waalay, chaar Sahaabah (rz) ki khasoosi shaan, Huzoor (s.a.w) kay zamaanah mein Quraan jama’ karnay waalay chaar Sahaabah (rz), jiss matti ka khameer hota hay ussi mein dafan hota hay, mukhaalif Jamaa’at-e Sahaabah ka hukum, jamaa’at Sahaabah (rz) kay fazaa’il, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) kay fazaa’il, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ki mukhaalifat haraam hay, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ki shaan, Jamaa’at-e Muslimeen ko laazim pakkarrna, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) say juda na ho, bai’at Rizwaan karnay waalay jannati hain, Sahaabah ko bura kehnaa mana’ hay, Ashrah Mubashirah das (10) Sahaabah (rz) karaam ko naam ba-naam jannat ki bashaarat, nuqabaa’-e Rasoolillah-e s.a.w, Rasoolullah s.a.w kay nuqabaa, hazrat Zubair (rz) ki shaan, shaan Usaamah (rz) bin Zaid, Sahaabah (rz) kay khilaaf zubaan band rakhho, ansaar say muhabbat emaan ki nishaani, ansaar Sahaabah (rz) ki shaan, Talha bin Abdullah (rz) ko shahaadat ki bashaarat, muhaajireen Sahaabah (rz) ko bashaarat, as-haab Badar aur Hudaibiyah ko jannat ki bashaarat, Huzoor (s.a.w) kay sahaabi aur bhaa’i, hazrat ameer Mu’aawiyah (rz) ko du’aa, Sahaabah (rz) par koi tanqeed karay to jawaab do, waghairah.