Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Manaaqib As-haab-e-Rasool (s.a.w) (Hissah Awwal) shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Seerat-un-Nabii (s.a.w)
‘unwanaat: As-haab (rz) Rasool (s.a.w), Manaaqib
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot
Manaaqib As-haab-e-Rasool (s.a.w) (Hissah Awwal) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Manaaqib As-haab-e-Rasool (s.a.w) (Hissah Awwal) (silsilah number 13) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ko Hudaibiyah kay maqaam par al-Mo’mineen o Raza ki sanad, jamaa’at Sahaabah (rz) ka tazkirah Quraan o hadees mein, manaaqib As-haab-e Rasool s.a.w (hissa awwal), bai’at Rizwaan karnay waalay ahl zameen say behtar thay, bai’at Rizwaan mein shaamil As-haab (rz) 1525 thay, bai’at Rizwaan mein shaamil sub Sahaabah (rz) jannat mein jaa’ain gay, As-haab (rz) Nabii s.a.w ki deen-daari aur inn ki ta’reef keh woh sachay momin hain, fazaa’il Khulafaa’-e Rashideen (rz) o muhaajireen o ansaar ka saboot, As-haab-e Rasool s.a.w ko jannat ki bashaarat, Sahaabah (rz) ka emaan aur jamaa’at Sahaabah (rz) ki shaan, Allah Sahaabah (rz) say muhabbat rakhtaa hay, Allah Sahaabah (rz) par Shafeeq aur mehrbaan hay, teen (3) Ansaari Sahaabah (rz) ka waaqe’ah, Ghazwa’-e Tabook, Sahaabah (rz) ko Allah achha thikana jannat dein gay muhaajireen ko bashaarat, Sahaabah (rz) ko duniyaa o aakhirat mein bashaarat, Sahaabah (rz) ko jannat ka wa’dah, Sahaabah (rz) ko jihad ki ijaazat Sahaabah (rz) ki hukoomat ka nizaam kaisa ho gaa?, aayat tamkeen, aayat istakhlaaf khaleefa banaanay ka wa’dah, muhaajireen Sahaabah (rz) ko Khilaafat o hukoomat dainay ka wa’dah, ghazwah khandaq mein momineen Sahaabah (rz) ka emaan mazeed barh giya, As-haab (rz) kay dillon mein emaan ki muhabbat aur kufur o fisq o ‘isiyaan say nafrat, As-haab (rz) ki Tauraat o Injeel mein madah, inn ka Khuda ki Raza aur uss kay fazal ka taalib honaa aur inn mein baahmi muhabbat o ulfat thi, huzoor s.a.w aur Khulafaa’-e-Rashideen (rz) kay manaaqib, Khulafaa’-e-Rashideen (rz) aur Sahaabah Karaam (rz) kay manaaqib, aayat ma’iyyat jamaa’at Sahaabah (rz), aayat ma’iyyat ki muhaqqiqaana tafseer, Sahaabah (rz) ka nishaan-e akmaliyat-e emaan, Sahaabah (rz) ka deen Allah ka deen hay, Sahaabah (rz) kay deen say kaafir mayoos ho ga’ay, Sahaabah karaam (rz) ki khush naseebi, Sahaabah (rz) kay ghalbah ki khush khabri, Sahaabah (rz) ko takmeel deen ki khush khabri, Allah kay dushman ko aur Sahaabah (rz) kay dushman ko dost na banaa’o, Allah kay haan Sahaabah (rz) karaam ki mahboobiyat, deen bhi kaamil aur Sahaabah (rz) bhi kaamil, Sahaabah (rz) ka ikhtilaaf usooli nahi faro’i tha, Sahaabah (rz) karaam ko teen (3) bashaaratain, Sahaabah (rz) ka fauj dar fauj Islaam mein daakhil honaa, Hijjat al-widaa’ kay mauqa’ par soorah-e nasr ka nuzool, Fatah Makkah kay ba’d log fauj dar fauj deen mein daakhil huye, huzoor s.a.w aur Sahaabah (rz) ka darjah baaqi tamaam logon mein behtar hay, muhaajireen Sahaabah (rz) apnay emaan mein sachay hain, ansaar ki muhaajireen say muhabbat aur inn ka esaar, jin As-haab (rz) nay Fatah Makkah say paishtar raah-e Khuda mein maal saraf kiya aur larray, inn ka darjah ba’d waalon say barra hay, Fatah Makkah say pehlay emaan laanay waalon ka darjah, muhaajireen aur ansaar say Khuda ka raazi honaa, Allah nay tamaam Sahaabah (rz) ki maghfirat farmaa di hay, Allah nay jamee’ Sahaabah (rz) kay li’ay jannat aur apni Raza waajib kar di hay, ansaar, Sahaabah (rz) ki ittebaa’ karnay ka hukum, muhaajireen, muhaajireen o ansaar Sahaabah (rz) ma’yaar haqq hain, woh momineen jo muhaajireen o ansaar mein shaamil nahi, Quraan kay Sabiqoon al-Awwaloon kaun hain?, Quraan mein sabeel al-Mo’mineen ki ittebaa’ ka hukum, ’’al-Mo’mineen‘‘ say muraad Sahaabah (rz) hain, ’’nuwallehi‘‘ ka ma’naa, sunnat Rasool s.a.w o sunnat Khulafaa’-e-Rashideen (rz), jamaa’at mo’mineen say jannat ka wa’dah, jamaa’at mo’mineen ko takleef dainay waalay jahannumi hain, tarjuma Shi’a mufassar maqbool Ahmad Dehlwi, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ko ghazwah Badar mein bhi al-Mo’mineen ka laqab, Jamaa’at-e Sahaabah ko ghazwah ahad mein al-Mo’mineen ka laqab, Jamaa’at-e Sahaabah (rz) ko ghazwah khandaq mein al-Mo’mineen ka laqab, jamaa’at momineen ko jannat ki bashaarat, Rasoolullah s.a.w aur Sahaabah (rz) karaam ko khush-khabri, ’’کُنْتُمْ خَیْرَ اُمَّۃٍ‘‘ say muraad sirf huzoor s.a.w kay Sahaabah (rz) hain, As-haab-e Muhammad s.a.w ko in’aam, muhaajireen Sahaabah (rz) sub say behtar ummat hain, jamaa’at kaamil, As-haab-e Muhammad s.a.w aakhri aur behtareen ummat hain, As-haab-e Muhammad s.a.w say aakhri ummat ki takmeel, hadees (1) huzoor s.a.w kay Sahaabah (rz) Ahl-us-Sunnat o Al-Jama’at thay, hadees (2) Ahl-e-Sunnat kay chehray qiyaamat kay din nooraani hon gay, ummat say awwaleen muraad Rasoolullah s.a.w kay Sahaabah (rz) hain, hadees (3) Ahl-e-Sunnat kay chehray qiyaamat kay din roshan hon gay, khair say muraad Quraan o sunnat ki ittebaa’ hay, jo Sahaabah ki tarah emaan laa’en, hidaayat par hon gay, hazrat Usmaan (rz) ki shahaadat, As-haab (rz) Badar ki shaan, hazrat Usmaan (rz) kay qaatilon ka anjaam, Huzoor (s.a.w) ka Irshaad Sahaabah (rz) ummat kay behtareen log hain, Sahaabah aur Tabi’een ki fazeelat, Huzoor (s.a.w) ka farmaan mairay As-haab (rz) aman ka sabab hain, waghairah.