Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Majmoo’ah Rasaa’el-e-Khamsah (5) shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Deeniyaat, Islam, Safar-naamah, Seerat-un-Nabii (s.a.w), Taareekh-e-Mazaahib, Taqaabul-e-Adiyan
‘unwanaat: Aankhon Daikhaa Haal, Aayaat, Abul-A’laa Maudoodi Sahib, Ahl-e-Bait (rz), Aik Ashkaal, Aqaa’id, Darbaar Risaalat (s.a.w), Haazri, Haqeeqat, Haramain Shareefain, Jaame’ Al-Mu’ajazaat, Jawaab, Me’raaj-un-Nabii (s.a.w), Mu’jizah, Muhibbaan, Nazriyaat, Sahaabah (rz), Soorah Fatiha, Taareekhi Rawaayaat, Tehqeeq
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Marhabaa Academy
Majmoo’ah Rasaa’el-e-Khamsah (5) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Safar-naamah Haramain Shareefain (silsilah number 55) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
safar-naamah Haramain Shareefain, 1995(AD) kay waaqe’aat, Masjid haraam khaanah Ka’ba Shareef aur Masjid Nabwi (s.a.w), rauzah-e muqadsah par haazri, waghairah.
Mu’jizah Me’raaj-un-Nabii (s.a.w) (silsilah number 56) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Me’raaj-e Mustafaa (s.a.w), Jaame’ al-Mu’ajazaat – Mu’jazah-e Me’raaj al-Nabii (s.a.w), Ahaadees Me’raaj, taareekh o sanah Me’raaj, Soorat al-Najam aur waaqe’ah Me’raaj, waaqe’ah Israa o Mu’jizah Me’raaj, Imaam al-Anbiyaa’ (s.a.w) bait Al-Maqdas mein, imaamat Anbiyaa’ (‘a), sub say a’laa imaamat Namaaz, Me’raaj Samaawa, Jannat mein tashreef lay jaana , Taqdeer kay qalmon ki aawaaz, ruyat baari Ta’aala, pachaas (50) namaazein, Me’raaj say waapsi, Mu’jizah Me’raaj aur laqab Siddique (rz), Mu’jizah Me’raaj science kay liay challenge, waghairah.
Soorah Faatiha ki Aayaat (silsilah number 57) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Soorat Fatiha ki saat (7) aayaat, Bismillah aik mustaqil aayat hay, soorah Fatiha ka hissa nahi, tehqeeqi maslak, Sooraton ka ta’ayyun, charon Sahaabah Karaam (rz) Namaaz parrhatay waqt buland aawaaz mein ’al-hamd’ say Soorat Fatiha ka aaghaaz kartay, Quraan paak kay isha’ati idaaray, waghairah.
Taareekhi Rawaayaat ki Haqeeqat (silsilah number 58) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
taareekhi rawaayaat ki haqeeqat, maktoob azz raaqim al-huroof ba-naam muhibbaan-e ehl bait o Sahaabah (rz), hazrat Ameer Mu’aawiyah (rz) ko Huzoor (s.a.w) ki duaa’ain, ma’anideen Sahaabah (rz) kay baaray mein irshaadaat Nabwi (s.a.w), laa ashba’ Allah batnih kay ta’an ki haqeeqat, hazrat Ameer Mu’aawiyah (rz) azz roo’ay Hadees bhi jannati hain, Imaam Nisaa’i (rh), (2) maktoob azz raaqim al-huroof ba-naam muhibbaan-e ehl bait (rz) o Sahaabah (rz), Fataawa ‘azeezi mein ilhaaq, (3) maktoob azz raaqim al-huroof ba-naam Afraaz Khan sahib, waghairah.
Maudoodi Aqaa’id-o-Nazriyaat (silsilah number 59) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Maudoodi aqaa’id o nazriyaat, maktoob azz raaqim al-huroof ba-naam Abul-A’laa Maudoodi, aakhri guzaarish, (1) jawaabi maktoob azz daftar jamaa’at Islaami Pakistan, (2) jawaabi maktoob azz daftar jamaa’at Islaami Pakistan, (3) jawaabi maktoob azz daftar Abul-A’laa Maudoodi, jawaabi maktoob par ijmaali tabsirah, (4) khat min jaanib: Abul-A’laa Maudoodi, maktoob azz raaqim al-huroof ba-naam Maulaana Abul-A’laa Maudoodi, (5) jawaabi maktoob azz daftar Jamaa’at-e Islaami Pakistan, jawaabi maktoob azz raaqim al-huroof ba-naam Maulaana Maudoodi, (6) jawaabi maktoob azz daftar Jamaa’at-e Islaami Pakistan, waghairah.