Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Ghazwa’-e-Uhad tak ki Muhimmaat aur Jang-e-Uhad shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Islaam
‘unwanaat: Futoohaat Islaami, Ghazwa’-e-Uhad, Muhimmaat
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Kashmeer Book Depot
Ghazwa’-e-Uhad tak ki Muhimmaat aur Jang-e-Uhad ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Ghazwa’-e-Uhad tak ki Muhimmaat aur Jang-e-Uhad (silsilah number 30) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
muhim (11) sariyah (5) qatal ‘asmaa’ yahoodiya , muhim (12) sariyah (6) qatal Abi ‘afak yahoodi , muhim (13) ghazwah (7) Ghazwa’-e Banu Qeenqaa’ , muhim (14) ghazwah (8) Ghazwa’-e Saweeq , muhim (15) ghazwah (9) Ghazwa’-e zee amar, muhim (16) sariyah (7) qatal Ka’ab bin Ashraf yahoodi , muhim (17) ghazwah (10) Ghazwa’-e Ghatfaan , muhim (18) ghazwah (11) Ghazwa’-e Banu Saleem , muhim (19) sariyah (8) Zaid bin Haaris (rz) ka Qurdah par hamlah , muhim (20) sariyah (9) qatal Abi Raafe’ yahoodi , muhim (21) ghazwah (12) ghazwah Uhad , mahal waqoo’ , jang ka pehla aur doosraa marhala , jang Uhad ka teesraa marhala , jang Uhad ka tazkirah Quraan mein, jang kay doosray marhala mein aazmaa’ish , shaan-e Sahaabah (rz) , Uhad kay masaa’eb aazmaa’ish thay , ghazwah Uhad kay waaqe’aat ka ijmaali tazkirah , Qureshi aurton ka hamraah chalnaa , Huzoor (s.a.w) ko Quresh kay iraadah ki itlaa’ , Huzoor (s.a.w) ka Sahaabah Karaam (rz) say mashwarah , Aan-Hazrat s.a.w ki tayyari aur salaah poshi , Aan-Hazrat s.a.w ki rawaangi aur fauj ka mu’aa’enah , lashkar Islaam say munaafiqeen ki ‘alehdgi aur waapsi , tarteeb fauj , Quresh kay lashkar ka haal , Aan-Hazrat s.a.w ka mujaahideen say khitaab , aaghaaz-e jang aur mubaarzeen Quresh ka qatal , Abu Dajaanah (rz) ki bahaaduri , Hamzah (rz) ki shujaa’at aur shahaadat , Hanzlah (rz) ghaseel al-Malaa’ekah ki shahaadat , Musalmaan teer andaazon ka apni jagah say hanta aur larra’i ka paansah palatnaa, Abdullah bin Jubair (rz) aur rufaqaa’ ki shahaadat , Mus’ab bin ‘umair (rz) aur Yamaan (rz) ki shahaadat , Khaalid bin Waleed ka hamlah , Aan-Hazrat s.a.w kay muhaafizeen , Huzoor (s.a.w) par hamlah aur Sahaabah (rz) ki saabit qadmi , Huzoor (s.a.w) par Ibn Qaimah ka hamlah , Ibn Qaimah ka anjaam , Ziyaad (rz) bin sakan ki shahaadat aur Qataadah (rz) ki aankh , Anas (rz) bin Al-Nazr ki shahaadat , musalmaanon ki preshani ka sabab , Abu Sufiyaan ki pakkarr aur hazrat Umar (rz) ka jawaab , shuhadaa’ay Uhad mein chaar muhaajireen , Hamzah (rz) ki laash ki talaash , Abu Sufiyaan kay lashkar ka taaqqub , muhim (22) ghazwah (13) Hamraa’ Al-Asad ki muhim , waghairah.