Kitaab Futoohaat Khulafaa’ay Rashideen (rz) Download Karein

Kitaab Futoohaat Khulafaa’ay Rashideen (rz) Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Futoohaat Khulafaa’ay Rashideen (rz) shaa’e’ ho chuki hay.

Cover front image for Futoohaat Khulafaa'ay Rashideen (rz)
Inside title image for Futoohaat Khulafaa'ay Rashideen (rz)
Cover back image for Futoohaat Khulafaa'ay Rashideen (rz)

Mauzoo’aat: Islam, Taareekh-e-Islaam

‘unwanaat: ‘azeem Jangi Ma’arkay, Futoohaat, Khulafaa’-e-Rashideen (rz), Manaaqib, Sahaabah Karaam (rz)

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah

Futoohaat Khulafaa’ay Rashideen (rz) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Futoohaat Khulafaa’ay Rashideen (rz) (silsilah number 33) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

Rasool-e rahmat s.a.w , yeh murtadeen kaun thay? , muhaajireen o ansaar qata’i jannati hain, munaafiqeen kaun hain? , Sahaabah (rz) karaam aur ghair Muslimon ki shahaadat , chaar yaar (rz)-Khulafaa’ay Rashideen (rz) , aayat tamkeen. Khilaafat Nabuwwat, 2. aayat istakhlaaf. muhaajireen Sahaabah (rz) say wa’dah Khilaafat , muhaajireen aur ansaar sachay Momin hain , charon Khulafaa’ ka intikhaab , Khilaafat Nabuwwat , Khilaafat Ilaahi , ‘ehad Siddiqui (rz) mein futoohaat , muhim (1) – jaish Usaamah ki rawaangi , muhim (2) – murtadeen say doosri larra’i , muhim (3) – difaa’-e Madina – murtadeen ko shikast , muhim (4) – ‘abas aur Zabiyaan ki sarkoobi , ‘ehad nabawi (s.a.w) mein soobon kay gawarnaron ka taqarrur , muhim (5) – Qais bin ‘abd yaghoos ka San’aa’ par qabzah aur uss ki sarkoobi , muhim (6) – bani Amr bin Mu’aawiyah ki sarkoobi , muhim (7) – ma’arkah A’laab – murtadeen ki sarkoobi , muhim (8) – ehl Najraan say mu’aahidah ki tajdeed , muhim (9) – hazrat Jareed (rz) bin Abdullah ki Yemen ko rawaangi , muhim (10) – Najraan ki muhim aur kaamyaabi , muhim (11) – murtadeen-e Kandah ki sarkoobi , muhim (13) – qal’ah Bakheerah ka muhaasirah , giyara jaishon ki rawaangi , muhim (14) – Talaihah Asadi kay khilaaf Jihaad aur kaamyaabi , muhim (15) – bani Aamir kay murtadeen ki sarkoobi , muhim (16) – Banu Aamir aur Hawaazan ki itaa’at , muhim (17) – Salmaa bint maalik aur uss kay lashkar ki sarkoobi , muhim (18) – murtadeen bani Sulaim ki sarkoobi , muhim (19) – bani Tameem mein tafarqah aur mukhalifeen ki sarkoobi , muhim (20) – Sajaah ka faraar aur uss kay lashkar ki sarkoobi , muhim (21) – hazrat Khaalid (rz) bin Waleed ki Bataah ki jaanib rawaangi , muhim (22) – Musailmah kazzab ki sarkoobi (jang Yamaamah) , muhim (23) – ehl Bahrain ka irtadaad aur dubaarah qabool-e Islaam , muhim (24) – Hatam bin Rabee’ah ka irtadaad aur uss ki sarkoobi , muhim (28) – ma’arkah Darain , muhim (26) – ‘amaan o muhrah kay murtadeen ki sarkoobi , muhim (27) – ehl muhrah ki itaa’at aur fareeq mukhaalif ko shikast , Iraq ki futoohaat , muhim (28) – jang salaasil yaa jang Kaazimah (Muharram 12(AH)) , muhim (29) – jang Mazaar (Saffar 12(AH)) , muhim (30) – jang Daljah (Saffar 13(AH)) , muhim (31) – jang Ulais, Fatah Amgheeshiyaa’ (Saffar 13(AH)) , muhim (32) – Heerah ki Fatah (Rabee’ Al-Awwal 13(AH)) , muhim (33) – jang ‘ain Al-Tamar / Anbaar, Kalwaazi ki Fatah , muhim (34) – Domat Al-Jandal , muhim (36) – jang baabal (Rabee’ Al-saani 13(AH)) , muhim (35) – jang Faraaz (15 Zee-qa’dah 12(AH)) , futoohaat shaam – musalmaanon ki shaam par fauj kashi (13(AH)) , muhim (37) – shaam par lashkar kashi , muhim (38) – Basraa ki Fatah , muhim (39) – jang Ajnaadeen (17 Jamaadi Al-oolaa 13(AH)) , ‘ehad Farooqi (rz) mein futoohaat , futoohaat Iraq o Iran, muhim (40) – Namaaraq ki jang (13(AH) mutaabiq 634(AD)) , muhim (41) – Sataatiyah ki jang (13(AH) mutaabiq 634(AD)) , muhim (42) – Jasar ki jang (Ramadhan 13(AH) mutaabiq 634(AD)) , muhim (43) – jang Bawaib (Saffar 14(AH) mutaabiq 635(AD)) , muhim (44) – jang Qaadsiyah (Muharram 14(AH) mutaabiq 635(AD)) , muhim (45) – Madaa’en ki Fatah (Saffar Al-Muzaffar 16(AH) mutaabiq 636(AD)) , muhim (46) – jang Jalola (17(AH) mutaabiq 637(AD)) , muhim (47) – Halwaan par qabzah , muhim (48) – Jazeerah ki Fatah (Jamaadi Oolaa 16(AH) mutaabiq 637(AD)) , muhim (49) – Khauzistan ki Fatah (17(AH) mutaabiq 637(AD)) , muhim (50) – ma’arkah Nahaawand (Muharram 21(AH) mutaabiq 642(AD)) , muhim (51) – Isfahaan ki Fatah (21(AH) mutaabiq 642(AD)) , muhim (52) – Hamadaan, Wailam aur Ray ki Fatah , muhim (53) – Azerbaijan ki Fatah (22(AH) mutaabiq 643(AD)) , muhim (54) – Tabristaan (22(AH) mutaabiq 643(AD)) , muhim (55) – Aarmeeniyah ki Fatah (23(AH) mutaabiq 644(AD)) , muhim (56) – Faaras ki Fatah (23(AH) mutaabiq 644(AD)) , muhim (57) – Karmaan ki Fatah (23(AH) mutaabiq 644(AD)) , muhim (58) – Seestaan o Makraan ki Fatah (23(AH) mutaabiq 644(AD)) , muhim (59) – Khuraasan ki Fatah (23(AH) mutaabiq 644(AD)) , muhim (60) – Fatah Damishq (Damascus) (Rajab 14(AH) mutaabiq 635(AD)) , muhim (61) – Urdan (Jordan) ki Fatah , muhim (62) – Hummas ki Fatah (15(AH) mutaabiq 635(AD)) , muhim (63) – Laazqiyah ki Fatah (15(AH) mutaabiq 635(AD)) , muhim (64) – ma’arkah Yarmook (15(AH) mutaabiq 636(AD)) , muhim (65) – bait Al-Maqdas ki Fatah (15(AH) mutaabiq 637(AD)) , muhim (66) – shaam mein aakhri ma’arkah (16(AH) mutaabiq 636(AD)) , muhim (67) – Qesaariyah ki Fatah (16(AH) mutaabiq 636(AD)) , Misar (Egypt) ki Fatah ki tafseelaat, maktoob Nabawi s.a.w ba-naam Maqoqas Misar (Egypt), muhim (69) – Fistaat ki Fatah , muhim (70) – Iskandariya (Alexandria) ki Fatah , muhim (71) – Fatah Taraablas (21(AH) mutaabiq 642(AD)) , hazrat Umar (rz) Farooq ka nizaam-e Hukoomat , hazrat Umar (rz) Farooq ki seerat, awwaliyaat Farooqi, ‘ehad Usmaani (rz) mein futoohaat, muhim (74) – Iskandariya (Alexandria) ki baghaawat (24(AH) mutaabiq 645(AD)) , muhim (75) – Azerbaijan aur Aarmeeniyah ki baghaawat , muhim (76) – Aishiyaa’ay Kochak ki futoohaat , muhim (77) – shumaali Africa ki futoohaat , muhim (78) – Qaisar Qustantuniya ko shikast , muhim (79) – Qabras ki Fatah , muhim (80) – Faaras par dubaarah qabzah (24(AH) mutaabiq 644hamza) , muhim (82) – Khuraasan ki Fatah (31(AH)) , muhim (83) – Takharistan ki Fatah (32(AH) mutaabiq 651(AD)) , muhim (81) – Tabristaan ki Fatah (30(AH)) , muhim (84) – Karmaan aur Sajistan (32(AH)) , muhim (85) – Dawaar, Ghazni aur Kaabil ki Fatah (33(AH) mutaabiq 652(AD)) , muhim (86) – Fatah Sindh. Makraan , Usmaan (rz) bin Affaan ki shahaadat aur Ali (rz) bin Abi taalib ki bai’at, waaqe’ah Jamal say qabal fareeqain mein masaalihat ki guftugoo, Basrah mein jang Jamal , jang Siffin , (1) Tehkeem ki tajveez – taareekh ‘allaamah Ibn Khaldoon, (2) jang bandi Rabee’ Al-Aawwal 38(AH) aur hakamain ka faisla Ramadhan 38(AH), (3) Domat Al-Jandal mein hakamain kay faislay ka e’laan, (4) e’laan Tehkeem – hakamain jang Siffin, Quraani faisla kiya hay? , hazrat Ali (rz) aur hazrat Mu’aawiyah (rz) donon giroh Momin thay, Islaami Hukoomat ki do hisson mein taqseem fareeqain ka baahmi mu’aahidah , jang Naharwaan – khawaarij ki ibtidaa’ , khawaarij ki ‘alehdgi aur hazrat Ali (rz) al-Murtazaa say jang, khaarjiyon say qitaal kay muta’alliq paish go’i, Khaariji kaun hain? , Naharwaan say Koofah waapsi, Abdul Rahmaan bin Muljam Al-Muraadi aur Ali (rz) ki bai’at aur aap ka uss ko radd karnaa, Ibn Muljam ki Koofah aamad, hazrat Ali (rz) par hamlah, hazrat Ali (rz) al-Murtazaa ka daur-e Khilaafat – Sunni muaqqaf, Khulafaa’-e Rashideen (rz) ki hikmat ‘amli kay asraat , muhim (87) – maujoodah Pakistan mein Sahaabah (rz) karaam ki aamad , ‘azeem Sahaabah (rz) karaam kay qadam mubaarak Pakistan mein, Pakistan kay ilaaqon soobah Khaibar Pakhtoon khuwa aur Baluchistan ki futoohaat, duniyaa mein Islaam kiyoon kar phaila? , Quraan paak aap say kiya kehtaa hay? Khulafaa’-e Rashideen (rz) kaun thay?, muhaajireen aur ansaar say Khuda ka raazi honaa , Allah Ta’aala nay tamaam Sahaabah (rz) ki maghfirat farmaa di hay , Allah nay jamee’ Sahaabah (rz) kay li’ay Jannat aur apni Raza waajib kar di hay , Sahaabah (rz) ki ittebaa’ karnay ka hukum , muhaajireen o ansaar Sahaabah (rz) ma’yaar Haqq hain , Quraan mein sabeel al-Mo’mineen ki ittebaa’ ka hukum , ’’al-Mo’mineen’’ say muraad Sahaabah (rz) hain , maujoodah duniyaa mein Islaam, waghairah.

‘Kitaab Futoohaat Khulafaa’ay Rashideen (rz) Download Karein’ kay safha ko 1725 visitors nay 1968 martabah deikhaa