Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Fazeelat Asmaa-e-Husnaa shaa’e’ ho chuki hay.
‘unwanaat: Tasbeehaat, Wazaa’if
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah
Fazeelat Asmaa-e-Husnaa ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Fazeelat Asmaa-e-Husnaa (silsilah number 72) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
fazeelat Asmaa’ay Husnaa, Asmaa’ay Husnaa, auraad yaumiya, tasbeeh A’zam (afzal-ut-tasaabeeh), (1) tasbeehaat Fajar, (2) tasbeehaat ‘asar, Du’a’ay Jaleelah, (4) tasbeeh A’zam al-azkaar, (5) darood Shareef, khazaa’in ghaib ki paanch kunjiyan, kaleed awwal. tasbeeh A’zam (afzal at-tasaabeeh), kaleed dom. tasbeehaat asmaa’ Husnaa, kaleed som. tasbeeh A’zam al-azkaar!, kaleed chahaaram. Du’a’ay Jaleelah!, kaleed panjam. darood Shareef!, ‘ilm ladunni, tajalliyaat asmaa’ husnaa, taseeraat asmaa’ husnaa, da’waat khaassah asmaa’ Husnaa, da’waat ‘aammah Asmaa’ay Husnaa, ma’arif asmaa’ husnaa, waghairah.