Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Akaabir-e-Ahl-e-Sunnat (Hissah Awwal) shaa’e’ ho chuki hay.
Mauzoo’aat: Islam, Naqoosh-e-Zindagi
‘unwanaat: Ahl-us-Sunnat wal-Jama’at, Akaabreen, Taareekhi Maktoobaat, Yaad-gaar Waaqe’aat
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Marhabaa Academy
Akaabir-e-Ahl-e-Sunnat (Hissah Awwal) ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Akaabir-e-Ahl-e-Sunnat (Hissah Awwal) (silsilah number 60) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
(2) hazrat Maulaana Muhammad Yousaf Dhelvi (rh), (3) Haafiz Al-Hadees hazrat Maulaana Abdullah Darkhaasti (rh), (4) hazrat Maulaana Muhammad Zakariya sahib Kandhalvi (rh), Shaikh Al-Hadees Maulaana Muhammad Zakariya saahib (rh) say mulaaqaat, aakhir ayyaam mein hazrat Imaam ehl Sunnat (rh) ki ziyaarat, shajrah tareeqat silsilah ‘aaliyah Safdariyah Mujaddadiyah, Imaam ehl Sunnat hazrat Maulaana ‘allaamah Muhammad Sarfaraaz Khan sahib Safdar (rh) ki hayaat o khidmaat, ‘allaamah Sarfaraaz Khan ka maktoob aur Sunni qaum kay naam paygham, hazrat Maulaana Qazi Mazhar Hussain (rh) ki hayaat o khidmaat, pehli shakhsiyyat, doosri shakhsiyyat, Tehreek Deoband, khaandaan. maahol. nashu-o-numaa aur ta’leem o tarbiyyat, hazrat Maulaana Qazi Mazhar haseen saahib (rh), wilaadat, ta’leem o tarbiyyat, Daar al-‘uloom ‘azeeziyah Bherah mein ta’leem, Daar al-‘uloom Deoband mein ta’leemi daur, Daar al-‘uloom Deoband mein asbaaq, Daar al-‘uloom Deoband mein daurah Hadees Shareef, Deoband mein deegar asaatizah karaam say ta’leem, Daar al-‘uloom Deoband mein shaan-daar kaamyaabi, qaid o band ki ibtilaa’, qatal ka muqaddama 12 June 1941(AD), jail kay chand waaqe’aat, Angraiz daur-e Hukoomat mein jail mein azaan mamnoo’ thi, Qaadiyani jail superintendent say mukaalmah, Lahore jail say central jail Multan, jail mein nusrat Khudaa-wandi, Lahore jail say central jail Rawalpindi muntaqili, Rawalpindi say central jail Lahore muntaqili, Lahore jail mein gurday ka operation, jail ki takaaleef mein ‘azeemat par ‘amal, Hindu leader ka aap ki jurr’at ki ta’reef karnaa, bai’at o Khilaafat-e Shaikh al-Islaam hazrat Madni (rh), hazrat Maulaana Syed haseen Ahmad Madni (rh) ka garaami naamah, ijaazat bai’at o Khilaafat, qurb o huzoor aur takmeel sulook, Bheen mein Dars Quraan, Bheen Jaame’ Masjid mein Khitaabat, Madrasah Arabiyah Izhaar al-Islaam Bheen ki buniyad, Chakwal shehr mein Dars-e Quraan ki ibtidaa’, Tehreek khatam Nabuwwat 1953(AD) mein giriftaari, Madrasah Izhaar al-Islaam Chakwal kay qiyaam kay liay pehla Ijlaas, Madrasah Izhaar al-Islaam Chakwal kay qiyaam kay liay doosraa Ijlaas, Madrasah Izhaar al-Islaam Chakwal kay qiyaam kay ba’d teesraa Ijlaas, Ijlaas Majlis muntazimah Madrasah Izhaar al-Islaam, hazrat Maulaana Qazi Mazhar haseen saahib (rh) ko 16 baar safar Haramain Shareefain naseeb hua, safar Haramain Shareefain mein bashaarat o fayyuzaat, mubashiraat o fayyuzaat Haramain Shareefain, khawab mein aan Hazrat (s.a.w) ki ziyaarat, bai’at o Irshaad, ijaazat o Khilaafat, Tehreek Khuddaam ehl Sunnat o Al-Jama’at Pakistan, hazrat Maulaana Qazi Mazhar haseen saahib (rh) ka safar aakhirat, wasiyyat naamah: 19 January 2004(AD) baroz peer (Monday), 9. tasawwuf o sulook, zindagi ki aakhri mulaaqaat, sawaaneh hayaat, hazrat Maulaana Qazi Mazhar haseen sahib ki zindagi kay taareekhi halaat o waaqe’aat 1950(AD), hazrat Maulaana Jhelumi say mulaaqaat, Soofi Abdul Rasheed sahib say mulaaqaat, 1951(AD) kay halaat o waaqe’aat, ‘ilmi manaazirah mein Khateeb-e shehr ko laa jawaab kar diyaa, Tehreek khatam Nabuwwat 1953(AD) kay halaat, Qalandaraanah zindagi ki chand jhalkiyaan, halaat o waaqe’aat 1957(AD), 1957(AD) Chakwal mein fauji Mailah, halaat o waaqe’aat 1960(AD), Tehseel Fatah Jhang ka daurah, taareekhi waaqe’ah 1960(AD), halaat o waaqe’aat 1961(AD), 1964(AD) kay halaat o waaqe’aat, naqal mu’aahidah 16 May 1964(AD), 1966(AD) kay waaqe’aat, Mirza’iyyat kay taaqqub mein waalid kay naqsh-e qadam par, Mirza’iyyon ka loud speaker band, ik aawaaz mein soti basti jagaa di, 1968(AD) kay waaqe’aat, (6) ujli taareekh ka roshan baab, 1969(AD) kay waaqe’aat, Jamee’at ‘ulama’ay Islaam mein khidmaat, jang aazadi ki yaad mein taareekhi Jalsah, intikhaabi mu’aahidah election 1970(AD), ’’intikhaabi shar’i mu’aahidah’’, aa ga’ay maidaan mein Haqq kay mujaahid aa ga’ay, Haideri talwaar ko tu kartaa hay bad-naam kiyoon, hadiyah-e tabreek, Khuddaam ehl Sunnat o Al-Jama’at ka do roza soobaa’i Ijlaas, April 1973(AD) kay waaqe’aat, aur mulki soorat-e-haal par Maulaana Qazi Mazhar haseen sahib ka maktoob Marghoob, aakhri guzaarish, intikhaabi mu’aahidah 1974(AD), waaqe’aat 1975(AD), 1975(AD) kay halaat o waaqe’aat, 1976(AD) kay halaat o waaqe’aat, 1976(AD) kay waaqe’aat, Sunni Masaajid ki bay hurmati Islaami qaanoon ka mazaaq to nahi?, Maulaana Qazi Mazhar Hussain (rh) sahib dubaarah gariftaar kar liay ga’ay, chaar ehm Sunni qaraar-daadein, 1978(AD) kay waaqe’aat, Maulaana As’ad Madni ki Chakwal aamad 1978(AD), Hajj par rawaangi 1978(AD), qaanoon saazi saraf Fiqah Hanfi ki buniyad par honi chaahiay (Mufti Mahmood (rh)), Sunni ‘ulamaa’ o mashaa’ekh aur Sunni leaderaan-e siyaasat ki khidmat mein khasoosi ‘araz-daasht, March 1980(AD) kay waaqe’aat, safar-e Hind, safar-naamah Chakwal say Deoband tak kiya daikhaa, Amritsar India, Jalandhar, Ludhiana, Daar al-‘uloom Deoband ki azmat, safar naamah Deoband ki mazeed tafseel, sadd salaanah Ijlaas ki kaarawaa’i, taareekhi Ijlaas dastaar bandi 1910(AD), sadd-saalah taareekhi Ijlaas ki ‘azeem dastaar bandi 1980hamza, taareekhi Ijlaas mein kam o baish 20 laakh afraad shareek hu’ay, Deoband say Gangoh ka safar-naamah, Deoband kay qabaristan mein haazri, Daar al-‘uloom ka har faiz yaafta Angraiz kay mahal mein shigaaf kar day, Daar al-‘uloom Deoband aik nazar mein, Daar al-‘uloom Deoband ka maqaam, Deoband ki Masjid Chhattah aur anaar ka darakht, Daar al-‘uloom Deoband kay qiyaam kay waqt mulki soorat-e haal, 1857(AD) kay Jihaad-e aazadi kay ba’d soorat-e-haal, yeh ne’mat bay baha ehl Deoband ki qismat mein thi, Daar al-‘uloom Deoband nay Islaami mazhabiyyat ki a’laa paimaanah par khidmat anjaam di, Daar al-‘uloom Deoband ki perwerish har zamaanah mein ehl Allah kay haathon mein rahi, hazrat Maulaana Qaasim Nanotvi ka aik khawab, Daar al-‘uloom Deoband mein 5 roz, Ijlaas mein Wazeer A’zam Hind Indra Gandhi ki taqreer, sadd saalah Ijlaas mein Sadar Pakistan ka paygham, 1980(AD) kay halaat o waaqe’aat, 1982(AD) kay waaqe’aat, Shi’a Convention Islamabad ki jaarhiyyat kay khilaaf Sunni ehtijaaji maraaslah ba-naam Sadar mumlikat janaab General Muhammad Zia-ul-Haqq sahib, Sadar mumlikat ka faisla, Sunni ehtijajaat o mutalbaat, Sadar mumlikat General Muhammad Zia-ul-Haqq ki taqreer say qabal, paish-e lafz, matan taqreer General Muhammad Zia-ul-Haqq sahib, February 1983(AD) kay halaat, ehl Sunnat o Al-Jama’at ki ehtijaaji qaraar-daadein, qaraar-daad, 1985(AD) Chakwal election mein intikhaabi mu’aahidah, chaudhary liyaaqat Ali sahib say intikhaabi mu’aahidah, 1985(AD) kay halaat o waaqe’aat, Maulaana Qazi Mazhar haseen sahib ki jadeed mu’aahidah ki paas-daari, 1986(AD) kay halaat o waaqe’aat, 1986(AD) mein Madni Jaame’ Masjid ki taalah bandi, zimni election 1974(AD) mein intikhaabi faisla, Sharee’at bal 1985(AD), tajaaweez aur wazaahatein, wazaahat, Fiqah Hanfi kiya hay?, Aa’een Sharee’at kay buniyadi usool, hukum Allah, itaa’at Rasoolullah (s.a.w), Sahaabah Karaam (rz) ma’yaar-e Emaan hain, itaa’at Khulafaa’ay Rasoolullah, Ijmaa’ ummat Rasoolullah (s.a.w), qiyaas shar’i, government girls high school Chakwal mein taalibaat kay drama kay khilaaf qaraar-daad muzammat, head mistress ko tabdeel kiya jaa’ay, 1987(AD) kay halaat, Sunni Shi’a mutafiqqah tarjuma Quraan ka ‘azeem fitnah, aqeedah imaamat aur kalmah Shi’a, Shi’a taraajim aur aqeedah imaamat, aqeedah raj’at aur Quraan, raj’at mein kiya ho gaa, Shi’a taqiyah aur Quraan, Shi’a mut’ah aur Quraan, paa’on ka massah aur Quraan, Shi’a tahreef Quraan kay qaa’el hain, kitaab fasal Al-Khattab, Pakistan kay Shi’a ‘ulamaa’ bhi tahreef kay qaa’el hain, mein bhi Quraan jaisi kitaab likh sakta hon (Mirza Ahmad Ali), maah-naamah khair al-‘amal aur tahreef Quraan, kiya Hukoomat Quraan ki hifaazat chaahti hay, Iran ka tahreef shudah Quraan, mutafiqqah tarjuma Quraan ki tajveez ’’Deen-e Ilaahi’’ say khatarnaak hay, Khulafaa’ay salaasah (rz) Momin na thay (Dhakku), Khulafaa’ay salaasah (rz) apnay jhandon kay saath jahannum mein jaa’ain gay (Shi’a tarjuma Quraan), Hukoomat kuchh to samajhay, 1990(AD) kay waaqe’aat, Chakwal 8 Muharram 1410(AH), hazrat Maulaana Qazi Mazhar haseen sahib kay irshaadaat, 1992(AD) kay khitaab kay iqtabasaat, safar Haramain Shareefain 1992(AD), ghaar-e Hiraa ka safar, ghaar-e Saur par haazri, dubaarah ghaar-e Hiraa mein haazri, Minaa, Muzdalfah, ‘arafaat mein haazri, Jabal Uhad ki intehaa’i choti tak safar, hazrat Hamzah aur shuhadaa’ay Uhad kay mazaaraat, hazrat Usman Zun-Noorain (rz) ka kunwaan, Saqeefah bani Sa’adah ka chhappar, maidaan-e Hudaibiyah ki ziyaarat, hazrat Maulaana Qazi Mazhar Hussain (rh) kay afkaar, 1968(AD) kay halaat o waaqe’aat, aik Raafizi ki ghalat fehmi daur ho ga’i, nigaah-e mard Momin ki Taaseer, 1989(AD) kay waaqe’aat, Maulaana As’ad Madni ki Chakwal aamad, fehrist chandah dawami behi khawaan Daar al-‘uloom Deoband, yaadein apnay Murshid ki, (1) tamaam ahliyaan-e shehr milli ghairat ka saboot dein, raaqim al-huroof ka qatal case mein buri honaa, faisla high court ka matan, muqaddama ki samaa’at ka saamnaa, (3) tawakkal aur taqwaa ka haseen paikar, (4) Namaaz ki barkat ki anokhi misaal, (5) kitaab ’’kashaf-e Kharijiyyat’’ ik chashmah-e haqaa’iq, raaqim al-huroof kay ham ‘asar ‘ulamaa’ o mashaa’ekh jin ki raaqim al-huroof ko mulaaqaat aur ziyaarat naseeb hu’i, jin ki ziyaarat nahi hu’i laikin khat o kitaabat rahi, waghairah.