Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Aaftaab-e-Sunnat shaa’e’ ho chuki hay.
‘unwanaat: Ahl-e-Bid’at, asar Haazir, Azaan, Masaajid, Murawwajah Salaat-o-Salaam, Shar’i Haisiyyat
Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Marhabaa Academy
Aaftaab-e-Sunnat ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.
Aaftaab-e-Sunnat (silsilah number 50) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:
Ahl-e bid’at ka taaqqub, azaan kay saath murawwajah salaat o salaam ki shar’i haisiyyat, 1989(AD) kay waaqe’aat, ehl Sunnat wal-Jamaa’at ki jaanib say ehl bid’at ka taaqqub, zikar bil-jehr ki shar’i haisiyyat, (5) hazrat Maulaana Qazi Mazhar Hussain (rh) ka farmaan:, Masjid mein aawaaz buland karnaa, qaul-e Faisal: Sunni nazriyah aur barailwi nazriyah ka farq, maktoob hazrat Nisaar Ahmad Al-Hussaini ba-naam raaqim al-huroof, (1)raaqim al-huroof ka jawaabi maktoob ba-naam Nisaar Ahmad Al-Hussaini sahib, hazrat Maulaana Qazi Mazhar haseen sahib ka mu’aqqaf, zikar jehr ka maqsad, bandah ki hazrat Shaikh Al-Hadees saahib (rh) say bai’at, khat hazrat Qazi Mazhar haseen saahib (rh), (2) hazrat Maulaana Qazi Mazhar haseen sahib ki shakhsiyyat, hazrat Maulaana Qazi Mazhar haseen sahib ka tareeqah ta’leem, (2) maktoob hazrat Haafiz Nisaar Ahmad sahib Al-Hussaini, zikar bil-jehr, majaalis-e zikar, murawwajah majaalis zikar, (2) raaqim al-huroof ka jawaabi maktoob ba-naam Haafiz Nisaar Ahmad Al-Hussaini, (3) raaqim al-huroof ka jawaabi maktoob ba-naam Maulaana Nisaar Ahmad sahib, (2) akaabir ehl Sunnat, aap kay ghalat istadlaal kiya hain, ba’zz Soofiyaa’ kay majaalis zikar qaa’em karnay ki behs, ‘ulamaa’ o Soofiyaa’ mein kiss ka qaul raaje’ hay?, majaalis zikar bil-jehr ki shar’i haisiyyat, asar hazrat Abdullah bin Mas’ood (rz) aur majaalis zikar, uss riwaayat ka saheeh aur mustanad honaa, hazrat Abu Musa Ash’ari o ibn-e Mas’ood raziyallaah-o-‘anhumaa ki rawaayaat say saboot, Fuqaha’ay karaam o akaabir-e ummat say saboot, hazrat Imaam Abu Haneefa (rh) ki wasiyyat, ‘allaamah Shaatbi (rh) ka hawaala, ‘allaamah ibn-e Hamaam o Imaam Zele’i rahimahumallaah ka hawaala, ‘allaamah Shaami (rh) ka hawaala, tadaa’i kay saath jama’ati zikar bil-jehr, chand shub-haat ka izaalah, Quraan Majeed ki tilawat o tadrees kay liay jama’ honaa, Farishton ka Ahl-e zikar ko talaash karnaa, Allah Ta’aala ka zikar karnay waalon par fakhar farmaana, bandah kay majma’ mein zikar karnay say Allah Ta’aala ka Farishton mein zikar farmaana, tadaa’i kay saath jama’ati zikar (chand shub-haat ka izaalah), zikar jehr ko bhi bid’at jaan kar mana’ kiya hay, khaam soofiyon ka peeron kay ‘amal ka bahaanah, Sharee’at mein gaana aur sarood sun-nanay yaa daikhnay ki mumaane’at hay, ham nahi hon gay, hamaari daastaan rah jaa’ay gi, waghairah.