Kitaab Jang-e-Aazaadi-e-Hind aur Syed Ahmad Shaheed (ra) ki Tehreek-e-Jihaad Download Karein

Kitaab Jang-e-Aazaadi-e-Hind aur Syed Ahmad Shaheed (ra) ki Tehreek-e-Jihaad Download Karein

Al-hamdo-lillah Rabbil-‘aalameen! Allah ka laakh laakh shukar hay keh hamaari na’i kitaab Jang-e-Aazaadi-e-Hind aur Syed Ahmad Shaheed (ra) ki Tehreek-e-Jihaad shaa’e’ ho chuki hay.

Cover front image for Jang-e-Aazaadi-e-Hind aur Syed Ahmad Shaheed (ra) ki Tehreek-e-Jihaad
Inside title image for Jang-e-Aazaadi-e-Hind aur Syed Ahmad Shaheed (ra) ki Tehreek-e-Jihaad
Cover back image for Jang-e-Aazaadi-e-Hind aur Syed Ahmad Shaheed (ra) ki Tehreek-e-Jihaad

Mauzoo’aat: Islam, Tareekh-e-Islaam

‘unwanaat: ‘urooj o Zawaal ki Dastaan, Taareekh Pak o Hind

Title and Composing: Zafar Malik
Published by: Maktaba-e-Hanfiyah

Jang-e-Aazaadi-e-Hind aur Syed Ahmad Shaheed (ra) ki Tehreek-e-Jihaad ab PDF format mein upload ho chuki hay.
Iss kitaab ko download kar kay khud bhi parrhiay aur apnay ‘azeez o aqaarib say bhi share kijiay.
Shukriyah.

Jang-e-Aazaadi-e-Hind aur Syed Ahmad Shaheed (ra) ki Tehreek-e-Jihaad (silsilah number 78) mein zair-e-behs ‘unwanaat yeh hain:

jang-e aazaadi-e Hind, ‘urooj o zawaal ki dastaan, Europi mamaalik ka hasad o rashk, ‘ehad Aurang Zaib Aalamgeer (ra), Siraaj ad-Daulah ki Angreizon say chapqalish, Syed Ahmad shaheed ki tehreek-e Jihaad, Syed sahib ki Tehreek ka asar, jang-e aazadi, Angraiz ka Delhi mein daakhlah 20 September 1857(AD), Indian national congress, waghairah.

‘Kitaab Jang-e-Aazaadi-e-Hind aur Syed Ahmad Shaheed (ra) ki Tehreek-e-Jihaad Download Karein’ kay safha ko 533 visitors nay 608 martabah deikhaa